Life in forex...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Life in forex...
    Forex Trading me life aam zindagi se thori si mukhtalif ho jati hai. Is me hum hamari social lif ekuch bounded hobjati hai. Forex trading aam tawar pe aik individual karobar hai aur ye hamare han groups k shakal me nahi keya jata to is me hamre aam logo se wasita thora kam ho jata hai. Forex trading me hamara karobar un logo se hota hai jo pori dunya me phele hue hen aur hum un ko dekh bhi nahi sakte. Forex trading jari rakhna bohut zarori hai lekin hamen is k leye koi mahsoos waqat mutaayan karna hoga ta keh hamara aam logo se bhi instructions hote rahen aur apni life mehdood na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Life in forex...

    forex 1 international business hain our hum es mai mahant say hum es main kam karain ghai to he hum es main kamjba ho skty hian our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es mian ache learning be hasl kar skty hian our hum es main ache earning be hasl kar ksty hain our hum es main sucess ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Life in forex...

      Forex main agar hum mehnat karen or market k saath saath forum par daily posting ko time den to hum kaafi achaa bonus haaasil kar saktay hain or earning main bhi izaafa kar saktay hain to humen chaahiye k is main mehnat se kaaam karen or jo bhi trade lagaani ho soch samajh kar or market ko achi tarhaa observe karnay k baaad hi lagaani chagiye taakay kaamyaabi k chances zyaada hi hoon..
      • #4 Collapse

        Re: Life in forex...

        Forex per jo bhi member kam kar rahe hain unke liye kam karna koi itna jyada mushkil nahin hai lekin yahan per online hokar aur members ko jyada kam karna hota hai aur forex per kam karne wale members ki life bahut hi ek acchi life hai aur isi tarah se agar vah apne kam ko continue karenge to unke life aur bhi jyada acchi ho sakti hai lekin yahan per kam karte hue members ko hardworking hona hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Life in forex...

          Forex ik international business hy is jysa koi bh business Nhi hy is main hm chya KY hm mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi si practice kra jitni practice kra UTna ziyada konwldg or experience hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Life in forex...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
            Forex Trading me life aam zindagi se thori si mukhtalif ho jati hai. Is me hum hamari social lif ekuch bounded hobjati hai. Forex trading aam tawar pe aik individual karobar hai aur ye hamare han groups k shakal me nahi keya jata to is me hamre aam logo se wasita thora kam ho jata hai. Forex trading me hamara karobar un logo se hota hai jo pori dunya me phele hue hen aur hum un ko dekh bhi nahi sakte. Forex trading jari rakhna bohut zarori hai lekin hamen is k leye koi mahsoos waqat mutaayan karna hoga ta keh hamara aam logo se bhi instructions hote rahen aur apni life mehdood na ho.
            dear members forex busienss ko join karne ke bad ap ki life main mushkilat ho sakti hai lekin in mushkilaat ke sath ap ko ek khushgawar life bhi milti hai is lye hamain mehnat karni chahye our jab ham mehnat karte hain our acha kaam karte hain to hamain is ka bhot zyada fiada hoga.

            اب آن لائن

            Working...
            X