Dear aap mujhe pata Hoga Ki Jab Kisi bhi commodity ki demand aur supply Mein difference a jata hai to uski prices bahut fluctuate karti hai aur uski price demand aur supply Ke mutabik Ho Jaati Hai Jab Ek chij ki demand bahut jyada ho aur uski supply mein problem sahi ho to uski prices bahut Upar Chali Jaati Hai Lekin Agar Kisi chij Ki demand bahut kam ho aur uski supply available ho to uski prices bahut jyada niche a jati hai isliye Jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Ham Ko In factors per bhi Najar rakhni chahie Taki Hamari trading Kisi bhi chij se effect Na Ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим