Loss main wait aur profit main close ?why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss main wait aur profit main close ?why?
    Bhai ap forex trading main jub trade loss main hoty hy to ap sabr krty hain aur jub thora as profit ajae to trade ko close kr dety ho kia hy hamain forex trading main trade laga k sabr men chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny chahya aur acha profit hasel krna achahya hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

    Ji bilkul aisa hi hai Hamen forex business mein job loss ho raha Hota Hai To Ham trading stop kar Nahin Hai aur vate Karte rahte hain thodi der bad market Apna trend change kar sakti hai aur Hamara Lash recover ho sakta hai aur jab Ham profit Hasya karna Shuru kar dete Hain To Ham bahut jald Bazi se kam lete hain aur jald hi apni trade ko close kar dete Hain Hamen Aisa nahin karna chahie Hamare andar Sabar Hona chahie aur Hamesha Sabar ke sath trading Karen Kyunki Ham market Mein Jitna liya tha Waqt Gujar Denge Hamen utna hi jyada experience Milega aur ham Thode Waqt mein bhi bahut accha profit Hasil kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aameerhamza پيغام ديکھيے
      Bhai ap forex trading main jub trade loss main hoty hy to ap sabr krty hain aur jub thora as profit ajae to trade ko close kr dety ho kia hy hamain forex trading main trade laga k sabr men chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny chahya aur acha profit hasel krna achahya hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy
      Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab trading mein humko nuksan ho raha Hota Hai To Humko Sahi time per Sampark karna padta hai aur ho sakta hai 2 se 3 din bhi Humko iske liye Intezar Karna Pade ki Hamari trade without profit ya FIR Kuchh profit ke sath close ho jaaye aur Jaise Ham Ko prapt Hota Hai To Ham trade form closed kar dete Hain uski Regency hai agar Ham apni koi bhi trade Shan me close Karenge to Jab Humko koi bhi profit hoga to sabse pahle Hamara nuksan usmein se detect kar diya jaega iska matlab yah hai ki Ham Ko pahle Apna nuksan cover karna padega Jiski vajah se Ham Ko majbur Sabar karna padta hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aameerhamza پيغام ديکھيے
        Bhai ap forex trading main jub trade loss main hoty hy to ap sabr krty hain aur jub thora as profit ajae to trade ko close kr dety ho kia hy hamain forex trading main trade laga k sabr men chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny chahya aur acha profit hasel krna achahya hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy
        Forex trading Mein yah Hamari Sabse Badi mistake hoti hai ki Ham Kuchh profit Hasil hone per trade close kar lete hain lekin Jab Hamen open trademan loss ho raha Hota Hai To Ham log ko increase hone Dete Hain Agar Hamari strategy Is Tarah Ki hokar Hamen opentrade Mein 10% loss aur 10% hi profit set karna Ho To Aisa possible hai ki Hamari trading FIR continue Rahe Kyunki Bar Bar Na To Hamen loss Hoga aur na hi profit lekin Agar Ham acche analysis karne ke bad trade open Karenge To Aisa possible hai ki maximum trades Mein Hamen profit Milega aur kuchh trades Mein Hamen loss Hoga To Hamen overall profit hi hoga forex market mein
        • #5 Collapse

          Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aameerhamza پيغام ديکھيے
          Bhai ap forex trading main jub trade loss main hoty hy to ap sabr krty hain aur jub thora as profit ajae to trade ko close kr dety ho kia hy hamain forex trading main trade laga k sabr men chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny chahya aur acha profit hasel krna achahya hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy
          Real brother II Baat yah hai ki Forex trading Mein amlas hone per to trade profit mein aane ka vate karte hain lekin Jab Hamari trade profit Mein a Jaati Hai To Ham usmein jaldi close kar dete Hain jaldbaji Mein Aakar use close kar dete Hain uska wait Nahin karte Agar Ham profit mein bhi vate Karen aur acche sports ka vate Karen To Ham ismein bahut jyada profit Hasil kar sakte hain lekin Is Tarah Nahin Karte Kyunki Ham jaldbaji karte hain Sabra ke sath Kam Nahin karte.
          • #6 Collapse

            Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

            Dear friends Jo log profit ko To receive kr lete hain lekin loss ke andar trade ko hold Karte Hain To voh Log Kisi Bade loss Mein phanss Jaate Hain yah Unka account wash ho sakta hai. Isliye Hamesha Forex trading ma take profit aur stop loss ki entries zror Lagani chahie aur agar loss ho bhi Jaaye to usko face kar lena chahie aur trade ko hold Nahin Rakhna chahie Aisa karna sy ham aur ziada lose Mein Ja sakte hain aur Apna account wash Karva sakte hain.jo log is bat pr amal nahi krty wo log hamesha bara loss ka samna krty hen is lye bary loss sy bach k rehna chahiye aur hamesha choty loss ko bear kr lyna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

              Bout achy bat ki hy hum ma se zadie log us bat ko understand ni kerty k hum ko jab loss hota hy to hum trading ko close ker na ki try kerty hy ar jab profit hota hy to hum us ko easily gain ker na ki jldi hoti hy
              • #8 Collapse

                Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

                G hy bilkul loss main wait krna chyaor profit main close ugr hm ziyada lalch kra ga to loos main chl jy ga jitni mhynt kra ga achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

                  Aapne sahi kaha ky aise bohat traders hain jo kam profit mein jaldi close kardyte lakin loss ka wait karte or iski wajah sirf kam knowledge or inexperience hy. Zyada tar ye traders confused rehte or un traders py trust karte jo reality mein khud forex ky rules and regulations nahi jante. Is liye ye bohat zaruri hy ky trader apne andar confidence or sabar increase kare taky right time py trading plan execute karsaky.
                  Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss main wait aur profit main close ?why?

                    Je han, loss ki trade ma wait kiya jata hai or profit hasil ho jae to trade foran close kar di jati hai, waja ye hoti hai k ham ni chahty k wo profit b foran loss ma wapas chala jae, forex market bhot inpredictable hoti hai, es ma loss k chances zayada or profit k kam hoty hain, so hamy pass trade close karny k elawa kio chara ni hota,

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X