Secure trading ka matlab
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Secure trading ka matlab
    Ham Jo forex market Mein secure trade karna chahte hain To Hamen stop loss aur take profit use karna chahie Jab Hamara stop loss Bhi Hoga aur take profit bhi set hoga to Fir Hamen profit-loss itna hi ho sakta hai Jyada loss Nahin ho sakta aur lost Se Bachana hi uski aukat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Secure trading ka matlab

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saba1214 پيغام ديکھيے
    Ham Jo forex market Mein secure trade karna chahte hain To Hamen stop loss aur take profit use karna chahie Jab Hamara stop loss Bhi Hoga aur take profit bhi set hoga to Fir Hamen profit-loss itna hi ho sakta hai Jyada loss Nahin ho sakta aur lost Se Bachana hi uski aukat hoti hai
    forex market Mein trading ka Achcha experience rakhte Hain To Ham forex market Mein Jo Bhi trade Karenge vah secure hi Hogi Kyunki Hamen Hamare experience ke mutabik trade Karni hoti hai aur ham Kabhi Bhi Bada risk Nahin lete Jab Bhi Ham Bada risk Lete Hain To Hamara account was ho jata hai lekin Agar Ham apni open ki jaane wali train mein stop loss ka use Jarur karen to yah Hamare liye best hai ki Hamari trade bahut jyada se Kyon Ho Jaati Hai Ki Hamen loss Ek limit Se Jyada Nahin ho sakta Jo Agar Ham stop loss use Nahin Karte to loss increase Hote Hote Hamara account he was ho jata hai
    Last edited by ; 20-05-2020, 03:55 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Secure trading ka matlab

      اصل پيغام ارسال کردہ از: saba1214 پيغام ديکھيے
      Ham Jo forex market Mein secure trade karna chahte hain To Hamen stop loss aur take profit use karna chahie Jab Hamara stop loss Bhi Hoga aur take profit bhi set hoga to Fir Hamen profit-loss itna hi ho sakta hai Jyada loss Nahin ho sakta aur lost Se Bachana hi uski aukat hoti hai
      Yes dear aapki baat bilkul theek hai agar Ham market Mein safe hokar trading karna chahte hain to Humko bilkul ISI Tarah karna chahie aapki analysis bahut acchi hai main iski example aapko Ek Aur chij Ke Sath bhi de dunga Jaise ke Cricket mein Achcha basement vah hota hai jo use pal ko just hit karta hai jo Uske maksad ki ho Baki vah group deta hai ya usko Chhod Deta Hai ISI Tarah aapko bhi acchi bol Ka Intezar Karna chahie aur jab aapko Achcha time Lage ke is time per aapko trading Karni chahie aap just Usi time per trading Karen aur Baki usko leave Kar Diya Karen
      • #4 Collapse

        Re: Secure trading ka matlab

        Yes sister, TP and SL bahut he useful tools hain, jinko ager proper use kia jaye to hum loss say bhi bach sakty hain or jo earn kar lain wo timely get bhi kar sakty hain, SL support ko follow karty huye set karain or TP set karty huye hamain price movement ko daikh kay aik target kay hisab say set karna chahiye ta keh hamara profit hit hoty he hamain mil jaye.
        Last edited by ; 20-05-2020, 04:09 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Secure trading ka matlab

          Ji bilkul apki bat sahee hay zeada loss say bachna hay to stop loss use kar kay trading karni ho ge aor take profit bhi sath men use karna must hay for example market men live beth kar kam ni kar saken to SL & TP say trade auto pay desired profit and loss pay close ho jaye ge ais tara say loss bhi zeada ni ho ga aor agar profit hota hay to wo bhi mil jaye ga jitna Take profit set kea ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Secure trading ka matlab

            Punjabi Alok Forex trading ke andar trade lagaen to aap log ko chahie Kisi Ko trading Karni chahie security training ka matlab yah hota hai ki aap Logon Ne Jo Bhi trade Lagai hai uske sath stop loss Lal Mein stop loss ke istemal karne se aap log Apna account varshon se bacha sakte hain storrorblog safe tarike se apni trade lagakar sukun ke sath ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Secure trading ka matlab

              Ji Bhai main aapki baat se aagree karta hun secure trading ka matlab yah hai ki Hamara account safe rahy aur loss Ki Surat Mein Hamara account wash na ho. Isliye Hamen koi bhi trade Lagana Ho To Hamen stop loss aur take profit ki entry zarur Lagani chahie Taki Agar loss Ho Jaaye to voh Bhi Ek Limited loss ho aur Hamara profit bhi Hamen acche tarike se receive Ho Jaye. ISI Tarah Jab Ham Safe trading ma koi entry lagaenge to Los Ki Surat Mein Hamara account wash hone se Bach Jaega aur Hamara account safe rahega. Stop loss ka bhut faaida hy.
              • #8 Collapse

                Re: Secure trading ka matlab

                secure trading ka matlab hai ki Hamen Aisi trading Karni chahie jismein race ke chances bahut kam Agar Ham Aisi trading karte hain jismein Hamen loss bahut kaam aata hai to ja secret writing Hai Jab Aam trading Karte Hain To Hamen Uske positive effects aur negative effects ko acchi Tarah dekh lena chahie Aisi trading Jisne positive effects Ghar jata hun to vote rating acchi trading hoti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Secure trading ka matlab

                  Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye account ko safe rakhna bhi bahut zaruri hai isliye Forex trading mein acchi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie kyunki forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye money management bhi bahut jaruri hai aur Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham apni training mein stop loss aur take profit ko bhi zarur use Karen aur is tarah Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X