Loss k bad next step more hardwork
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bad next step more hardwork
    Dear members trading mein loss tu hota rehta hai jin k pas kuch experience hota hai wo manage kr lety hein lekin jinko experience na ho loss k bad unka next step more hardwork hona chahiye tah k jaisy jaisy wo trading krein loss mein kami ati jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k bad next step more hardwork

    ji doston agar ham hardworking ko start mein hi Apna na shuru kar den aur shuru mein hi agar ham Apna Kam mehnat aur Lagan ke sath dedication ke sath karenge To hamen start mein hi bahut kam nuksan Ka saamna Hoga aur hamen message mummy yahan per kamyabi milegi lekin uske liye sabse important sabse jaruri baat yah hai ki ham Apne kam ko acchi Tarah se perform Karen Apne knowledge ko behtar banaen Apna experience jyada se jyada gain Karen apni in quality of post post karne ki jo maihar hai usko behtarin rakhen unique rakhen taki ham yahan per jyada se jyada maximum profit hasil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Loss k bad next step more hardwork

      hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi aur hard work ka rk hii hum achy say perform karien gay aur hamain is forum main rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain knowldge jitna acha expeirence ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain greed ko avoid kar k hi hum achy say trade karny k kabil hon gay
      • #4 Collapse

        Re: Loss k bad next step more hardwork

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
        Dear members trading mein loss tu hota rehta hai jin k pas kuch experience hota hai wo manage kr lety hein lekin jinko experience na ho loss k bad unka next step more hardwork hona chahiye tah k jaisy jaisy wo trading krein loss mein kami ati jaye.
        Jab Hamen Kisi open trade Mein loss Ho Jata Hai To Hamara pahla step yah Hona chahie ki Ham is loss ki reason ko find out Karen Kyunki Agar Ham reason ko find out kar lete hain to Fir Ham isko aasani se remove bhi kar sakte hain aur Agar ham loss ki reasons ko remove karna Shuru kar den To Ham Kuchh hi time period Mein Tamam Aisi reasons jinki vajah se Hamen forex market Mein trade karte hue loss hota hai unko remove kar lenge to Fir Ham jo bhi trade Karenge ine reasons ko avoid karke trade Karenge To Hamen FIR profit hi Hasil Hota rahega
        Last edited by ; 19-05-2020, 10:00 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Loss k bad next step more hardwork

          Agar trading ke dauran loss Ho Jaaye to Uske bad Hamen Kuchh der ke liye apni trading ko rok Dena chahie aur pahle use reason ko. Karna chahie Jiski vajah se aapko last Hua Agar aapki usmein koi mistake hai analyses main aapse Koi Galti Hui Hai To usko Hamen pahle find out karna chahie aur usko Galti ko Dobara na Dur aane ke liye use Galti ko thik karne ke liye Hamen Tarika Talash karna chahie Kaise Ham apni use Galti ko theek kar sakte hain aur uske bad dubara se market Mein Ek fresh mind ke sath analyses Karke Apne loss ko recover karne ke liye Ham Agar trade Lenge to hamare liye Jyada beneficial hoga
          • #6 Collapse

            Re: Loss k bad next step more hardwork

            agr hamy loss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtoo ko kathem kar ky is main hard working karni chahey pher hi ham success gain akr sakty hain or acha pasia kama sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain ham is main din main kam kar sakty hain or ham is main apni arzi sy raat main be kam kar sakty hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss k bad next step more hardwork

              G han forex trading men loss business ka hissa hey iss liay agar loss ko serious len tu loss bhi hamen bahut kuch sikhata hey iss liay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir loss ka mukabla kar k pahlay se ziyada mehnat aur himat se kam karen tu zaroor loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Loss k bad next step more hardwork

                dears friends g han ap ny thk kaha hy , agr ap ko ik bar loss hota hy tu ap ko bahot ziyda hardwork krna ho ga , loss sy insan sekhta hy ur agy bharta hy , zindagi me ap io bhe kam krty hy tu phely loss ho ga phir is me profit mel skta hy...
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k bad next step more hardwork

                  Forex mein kamyabi ky liye sabse important kam hy hard work jisy future bright hota hy. Sb businesses mein aik he baat common hoti or wo profit or loss hy or ye bhi aik fact hy ky jo loss karte or seekhty apni mistakes sy profit bhi zyada tar hasil karte. Loss hone ky baad trader ko apni emotions py control rakhna chahiye or kisi bhi kism ka galat faisle sy quraiz karna chahiye. Agr trader hard work kry loss ky baad tou ye element loss ko profit mein convert kardyge.
                  Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k bad next step more hardwork

                    G han man apki bt sa sehmat hun ap na sahe kaha trading man loss to hota he rehta ha but hamain ghabrana ni chahia balky apni galti ko sudharny ke koshish karni chahia or phly sa ziada hardworking krni chahia takynext time loss hony k chances kam hon or ham zada profit kama sakan
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k bad next step more hardwork

                      Straighting magic aa gaya hai ki axelos aa jata hai Samne Ki Surat mein bahut se members Kapda Jaate Hain aur Suresh trading Ko Chhod Dete Hain To Hamen ghabrana Nahin chahie balki Jyada mehnat Karni chahie aur next time bahut jyada mehnat Karke kamyabi Hasil Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k bad next step more hardwork

                        Los ho jaane ke bad members ko fir se ek bar acchi planning karke aur apne trade ko continue karna hota hai aur fir isi tarah se hi karke aur members ko loss dobara nahin hota aur yahi vajah hai ki members apne trade co profitable banaa sakte hain lekin member ke liye jaruri hai ki vah apna experience lavni use karen aur kabhi bhi vah experience ke bagair aur market ko analyse kiye bagair koi bhi trade open na karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k bad next step more hardwork

                          All friends humain loss kay baad both dahan say wark krna chahiay our kosish krni chahiay kay pher hum headwarking krin post ko both information say relatid banain our forex members ko apny wark say mutasar kar sakin humain seniors say bhe hilp lay Lani chahiay loss say bachny kay leya humain forex kay barya main aalim hona chahiay lajan say hardwark krny say humain har loss say bachny ka hunar hasal ho jata hea our hum full confidence say kaam kar kay bonus kawer kr sakhty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k bad next step more hardwork

                            Loss aur porfit tu har business mn hota hy hum ko loss sy learn krana chahie loss sy darna nh chahie Kiun ky jab tak hum ko loss nh hoga tab tk hum kuch learn nh kr sakty hain agr hum ko forex trading mn loss ho jay tu hum ko Himat nh harni cahiye by sabri ka muzahira nh krna cahiy sabar sy Kam lena cahiye aur hardworking ho kr Kam krana chahie insah Allah kamiyabi hasil hogi Kiun ky agr hum ek bar nakam howy hain tu hum kamiyabi bhi hasil kr sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k bad next step more hardwork

                              Dear friends forex buisness mein lose hota rehta hai isliye is ki tension nahi leni chaye na is kaam ko chorna chaye is ko chorny say itny arsay ki mehnat waste jati hai isliye lose k bad zeda sy zeda hardworking karni chaye ta kay ham apni mistake ko improve kar sakein jo log experienced hoty hein wo jaldi improve kar jaty hein but jo log unexperienced hoty hein unhy zeda mehnat ki zarorat hoti hai ta kay unhein next lose na ho is liye jitna bhi ho saky is par apna time dein or mehnat karein ku kay mehnat kabhi raaigan nahi jati mehnat say kiye hoy kam say insaan zaror successful hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X