Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

    Dear brothers forex business main continue losses honay ka matlab hain kay hamra knowledge or experience acha ni hain jis ke waja say hamay bar bar loss hota hain is liya is kay knowledge kay baray main zayda say zayda learning karni chahiya jis say hum kam ko acha responce milay acha trader wo he jo is ko samaj say karay or ache strategy kay sath is pai trading karay pher he loss say bacha ja sakta hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

      Continue loss se hmen experience hasil hota rehta hy
      • #18 Collapse

        Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum friends.
        Starting main kai traders ko trading main loss hota hay, laikin ager ye losses every trade main hon to iska matlab ye hay keh learning and experience nai hay, q keh ager learning and experience acha ho to har trader apni trade ko successful banany kay liye analysis and planning karta hay ta keh usko profit ho, is liye hamain apni learning and experience per focus kar kay trade karni chahiye.
        Ji han bilkul Ham forex market Mein continue loss se bahut zyada sikhate Hain Hamen Apne loss ko Hamesha Yad Rakhna chahie aur Hamesha mehnat Karni chahie Kyunki Jab Ham Hamesha mehnat Karte Hain To ISI wajah se Ham Kamyab hote hain acha profit lene ke liye Jyada knowledge ki zarurat Hoti Hai trader Agar market Mein knowledge Hasil Karta Hai To woh bahut zyada successful hota hai forex market Mein success Hasil karne ke liye bahut mehnat ki zarurat hoti hai aur ham sirf mehnat Se Hi market Mein kamyabi Hasil karte hain Apne loss Ko Yad Rakhna aur apne dost se Sabak sikhana Hamare liye bahut zyada zaruri Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

          yes dear your right baar baar loss hone ka yahi matlb hain k hamari learning main faraq hain agar hum baar baar loss kar rahy hain tu apni learning ko improve karna chahiye apni learning ko mazeed learn karna chahiye agar hum forex trading main achi tara learning hasil kar lete hain tu baar baar loss sy bacha jah skta hain forex man praitce kar k merket main elarning ki jati hain apne knowladge ko incress karne k liye humhain bhot mehant karni hain bhot hard work karni hain merket main analysis karna hain tab he humhain acha profit hasil hota or loss say bacha jah skta hain
          ​Sadaf Khan
          • #20 Collapse

            Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

            Bilkul continues loss Ka mtlb hai ubhi apko Kam sikhny ki zrort hai ap demo account open kry r waha practice kry gay tk apko idea ho trading kaisy krni hai us KY ley Kia rules hai Jin ko fellow kr Ky ap es business Mai acha kama skhty hai
            • #21 Collapse

              Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

              Jiya Jab aapko Bar Bar loss ho raha Hota Hai to aapko is Baat Ko samajh Lena chahie ki aapke pass knowledge experience ki Kami Hai Jab aapke pass ine chijon ki Kami hoti hai to aap kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte aur Hamesha loss hi Karte Hain isliye behtar hai ki aap apni galtiyan se Sikh kar unko repeat na hone den aur Majeed Behtar tarike se aap apne loss ko recover Karen apni earning aur knowledge ko Behtar Karen Taki aap bhi Ek accha profit earn kar sake
              • #22 Collapse

                Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

                Dear apne bilkul saiii farmiaya hay agr kicii bbahiii Koo es business mn mukmal toor pr loss ho Raha hay to work es business Koo about mukmal too pr nhii jaaan sakha USA chaiye Kay woo es business Koo choor deyin or apna seniors see es business Kay barhy mn knowledge ley or demo account or practice kary or phr forex ki duniya mn a kar dhoom macha dey agr woo asaa nhi keraa ga too usa loss key elwa kuch b nhi Mila ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

                  walikum assalam ..g bilkul theak kaha hai apny musalsal loss hony ka yehi matlub hai k hamary pas knowledge or experience ki bhot kami hai jiski waja sa hamen bar bar loss hota hai or hum ek kmaiyab trader bhe nahi ban paty hain ..to hamen apni in khamiyun ko dur karna hoga hum apni in khamiyun ko dur kar k he kamiyab bhe ho sakty hain ..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Continue losses ka matlab hay keh learning and experience low hay

                    Ji Mere Bhai bilkul theek Kaha aapane. Agar hamare pass information on experience Nahin Hota Tumhare Liye reading Mein fayda uthana bahut Mushkil ho jata hai. Main To aapko Yahi baat karunga ki agar aapko accha munafa Hasil karna hai to uske liye aapko training course sikhana Hoga aur sikhane ke bad hi aapko trading karna Aaegi otherwise aapka nuksan hi nuksan hota Jaega Yahan per.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X