greed loss ki sab se bari waja hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    trader hamesha lalach main aa kar hi apna nuksan karta hay, agar trader greedy na ho to wo thora profit daily earn kar sakta jay, agar ye chahay keh aik hi din main bohat sara profit earn kar lay to is sorrant mai us ko nuksan ho sakta hay, so avoid lalach please
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g haan app ki baat bilkul theek hyn bk forex markit main bht sy loog loss sirf lalach ki waja sy kerty hain ager hum forex markit main km sy km lalach karain ur markit main slow trad krain to hum loss sy bach sakty hain
      • #33 Collapse

        Dear apne sahi kaha forex par greed loss ki sab sy big reason hai.Forex par kabhi bhi greedy ni hona chahiya or low profit par happy hona chahiya.
        • #34 Collapse

          Forex trading main agar aap greed say kam nah lain to aap ko earning ho sakti hay hammaisha apnay account ko daikh kay trading karni chaheay takeh aap ko profit ho
          • #35 Collapse

            hello friends assalam o alaikum g bilul loss ki 80% wajah lalach h or new traders main tu 100% isi wajha sa loss hota h kiun k jb ak trader ko profit hota h tu wo lalach main aa jata h or ziada investment kr daita h or phr loss hota h
            • #36 Collapse

              sir ji greed hi to hai jis ki waja sy insan khata karta hai .jinab har karobar main agar insan ko greed na hoo to ooo kamyab karobari shakhes ban sakta hai per tu forex main greed bahoot hi noksandy hai
              • #37 Collapse

                g han bhai jan ap ne 100% sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn g han bhai jan forex man loss ka sub sebra sbab yahe banti ha greed is se hum ko bary se bra loss hota ha
                • #38 Collapse

                  g haan kuch traders hud say ziyda he greed show kertay hain jin ka unain loss ka samn akerna perta hai greed ko door ruh ker tade kerni chahiyeh.
                  • #39 Collapse

                    Greed is a curse lalach bohot bri bla hai humain greed se bachna chahye or doosron ko bi iski talqeen krni chahye k wo greed se bachain
                    • #40 Collapse

                      g han greed loss ki sb se bri wja he jahan per ap greed kren ge wahan per ap hamesha loss kren ge mera personal experience hai ager ap profit main ja rahe ho to kbhi greed main aa kr kuch galt qadm na uthao
                      • #41 Collapse

                        yess greed he loss ki sb se bri wja ha hmein is me lalch se nahi blk apni knowledge or present mind se kam krna chahyie lalch wesy b allah tallah ko psnd nahi
                        • #42 Collapse

                          ill agree with this argument that greed is your biggest enemy in forex trading and whenever the greed will involve in your trading then you will go closer to the loss so try to avoid from greed to avoid from losslea zare ha k us kam ko achy andaz ma kea jay es sa kam krna asan ho jata or kafi earing ke ja sakey ah
                          • #43 Collapse

                            Dear apne sahi kaha forex big loss ki sab sy big reason sirf or sirf lalach hai.Forex par kahbi bhi lalach ni karni chahiya or sabr sy work karna chahiya.
                            • #44 Collapse

                              G han dosto tradign main loss honay key sab say barey wajha tradingmain zayda profit ko hasil karnay key greed ha or is say he hamara nksan hota ha is leya hamain is say bach kar he trade karney chweya .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Trading kartay hoay hamain dosto zayda profit key greed nhe karney chheya is leya kay asa karnay say hamain loss ho sakta ha or hamara account b wash ho sakta ha is leya hamain is say bach kar apna kam profit he lana c hheya .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X