greed loss ki sab se bari waja hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ge han greed loss ki sab se bari vaja he kiun ke jo log forex trading ke business mien bohat ziyada lalach karte hien vo log is business mien bohat ziyada noqsan karte hien or vo earning nahien kar pate
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes forex trade business main greedy sub sa bari loos ki waja hain zayda tar new aur expert trader ko loos greedy ki waja sa hota hain hum ko greedy sa bach ka rahna ho ga greedy ki waha sa hum earn nahi kar payte hain humara account empty ho jayta hain greedy bad hain forex main
      • #108 Collapse

        sahi baat hai dear ap ki mai ap ki baat say totally agree krta hoo dear k humein lalach nahi krna chiye,q k lalach aik aisa bimari hai jo humara sab kuch tabahaa kar deti hai,treading tu risky hai is mein hum log lalach ka soch b nahi skty q k is mein profit k sath sath loss b hota hai,humarai choti c ghlti ki waja say humara loss hoskta hai,isi liye humein chiye k hum log lalch say bachey,
        • #109 Collapse

          forex mai jitna hosake humay greeds say bachna chaiye kiu k greeds he ki waja say humay much loss ka samna hosakta hai hum agr forex per apni strategy bna kar daily basis per limited trading he kare gay tw us say hum trading mai kabi nhe loss kar sake gay or ziadya problems b face nha karni parege humay
          • #110 Collapse

            Assalamualaikum G Mere Doost Ap K Thread IK Dam Thek Hai Aaap ne Jo baat kahi Hai Wo BIlkul Theeeek kahi Hai JO Loog Greeedy Hotein hain Wo Zada Losss kartey Hain OR Greeed means K Losss Isiliye hame Greeedy nh banna CHahye!
            • #111 Collapse

              a.salam.ji bhai main ap ki bat sy agreee karti hion jb hum greed karty hain tu just loss karty hain .greed humri loss ki sab sy bariwaja banti hai .ise lyie humain greed ko dor rakhna chyie aur achi trading karni chyie.
              • #112 Collapse

                Is bat men koi shak nahen kay forex ek online best working place hai Aur agar hum good aur successful trader banna chahtay hen to humen chaheye kay hum greed say bachen aur greed he loss ki bari wajah hai
                • #113 Collapse

                  forex ki trading business mein jo sab say ziada greedy hai to wo loss be sab say ziada karta hai insan ko thora sa greedy hona chahye taky loss kam say kam ho trading business mein.
                  • #114 Collapse

                    Yes brother greed loss ki sub se bari waja wakai ma q k hum zeda laluch k chukur ma stop loss or take profit nahi lgate or hamen loss hojata hy or bht dafa to esa hota hy k poora account hi wash ho jata hy.
                    • #115 Collapse

                      g haan dear greed jo hai wo har kaam mein loss he dete hai mtld apni emotions ko trading ka dooran control mein karna bht he zaroori hai ku ka emotions he bande ko successful nhi hone deten
                      • #116 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah lalach ko kam kar k hi is business me kam kiaa kareen
                        • #117 Collapse

                          Gi han myn ap ki baat se agree krta hon k forex trading myn loss ki sub se waja greed or emotons hyn. agr hum tension myn bhi trade kren ge to bhi hum ko loss ho ga. is lye hum ko apne emotion pr control kr k trade krni chaye. na k hum bar bar loss kren or apne account ko wash kr den. is se hum just apna time hi waste kren or money bhi.
                          اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                          • #118 Collapse

                            Han ji ya sach hai kay ya jo greed haina ya loss ki sab sy bari waja hai is may jitni bhi ham mehnat kar layn jab tak hamray dil sy greed nai jaye gi ham life may kamiyab nai ho sakty hain.
                            • #119 Collapse

                              Meray khayal main aur jahan tak mainay study kya hai, fear ki asal wajha bhi greed hai isi liye greed say bachnay k liye apko chahye k ap normal trade krayn aur jb aur jitna bhi profit ho wo hasil kraing aur phr uss din k liye apni trade stop kr dayn aur next day phr shru krayn is tarha ap lalach say bhi bach saknyg aur sath main fear bhi nhe hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein hamen big profit earn karne ki lalach bilkul nahi karni chahye or saber ke sath trading karni chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X