Trading mein mehnat aur focus mein difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein mehnat aur focus mein difference
    Dosto mery khayal mein hr trader profit hasil krna chahta hai aur sb mehnat bhi krty hein lekin us mein kuch percent traders kamyab ho sakty hein iski waja ye hai k jo fail hoty hein jinko loss hota hai wo learning pe focus nhi krty jbkeh success hony waly traders loss hony k bawajod ziada focus krty hein is liye wo easily profit hasil krny mein kamyab ho jaty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

    Main to focus Corpus Mein Ek relation hai ki agar aap mehnat Karenge tab yah focus kar Payenge Kyunki Kisi bhi kam ko samajhne ke liye jab tak aa focus Nahin Karenge Uske bagair Ab mehnat kar hi Nahin Sakte focus Usi Surat mein aap kar Payenge Jab aap mehnat Karenge Jab aap Mein interest Hoga uska Humko sikhne ka ISI Tarah Forex maybe trading ko samajhne ke liye Hamen focus karna chahie market ke analyses per Jitna Ham Jyada mehnat Karenge Jitna Ham focus Yadav Karenge utna hi Hamen Jyada fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

      Assalamu Alaikum Mere Pyare bhai Forex trading mein mehnat aur focus donon hi lajmi hai Kyunki Agar Ham mehnat Nahin Karenge To Ham trading per focus nahin kar sakte aur Hamen profit ****l Nahin Hoga aisa hi hai ki agar Ham market main focus Nahin Karenge to tab Ham Mehandi bhi nahin cal aaenge Aur Bhi Hamen profit Nahin Milega mehnat aur focused donon ki important hai aur donon ek Sath Milkar hi trader ko successful banate hain To Hamen trading Hamesha mehnat Aur fokat Ke Sath Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

        trading kar ky hum paisa kama sakty hain hum is maai raat mai be kam kar sakty han hum is maai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learningg ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai aik amm business jasa nahi hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain yai aik legal busines shain is mai dunay ky bary bary mumalik invle hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

          baat hai aapko main autofocus Mein pakka Nahin Bata mehnat vah hai jo Ham aapse kam karte hain yah jismein Hamare dimag per Jor padta hai vah main Aati Hai aur focus St aur karne ko Kahate Hain Yahan trading per focus Karte Hain trading karte hue Jab Forex trading market ko focus Karte Hain Ham market ko case ki kaun si suitable vetan ban rahi hai To Hamara showcase Achcha hone chahie Taki unfaltering market ki movement ko achi Tarah analyse kar sake aur use per acchi trading kar sakte hain aur Ek Taraf Se dance kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

            Je han learning per focus sub se important cheez hai aur jo trader sub se pehly learning krta hai aur learning per focus deta hai success bhe wo he trader hota hai forex mein har ek trader yahe chahta hai ke ose profit ho har ek trade per laken ye possible tab hoga jub os trader ke pass high level ka knowledge hoga forex mein profit aur loss hota he rehta hai aur jo trader loss hone ke bawajood apne learning ko continue rakhta dar asal wo he trader kamiyabi hasil krta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
              Dosto mery khayal mein hr trader profit hasil krna chahta hai aur sb mehnat bhi krty hein lekin us mein kuch percent traders kamyab ho sakty hein iski waja ye hai k jo fail hoty hein jinko loss hota hai wo learning pe focus nhi krty jbkeh success hony waly traders loss hony k bawajod ziada focus krty hein is liye wo easily profit hasil krny mein kamyab ho jaty hein.
              dear members forex business main dono cheezion ki zrorat hoti hai our dono cheezion ka hona bhot zrori hai agar ham acha kaam karte hain our mehnat ke sath sath apne kaam par pura pura focus karte hain to ham bhot kuch hasil karne main kamyab ho jate hain our hamain profit hone lagti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

                traders ko chahie kay wo sub se pehla focus apna learning par rakhainy kyun kay learning kay begair wo forex me kamyab nehi ho sakte hain forex me ap Sara knowledge aik time nehi hasil kar sakte hain balke ap time kay sath sath learn kartay hain ager ap focus learning par rakhainy gay tu ap apni hone wali mistake ko understand kartay rehay gay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

                  ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay saihi kaha hai agar ap nay forex main achi tarh ay kamyb hona hia to ap ko chayay ap is main achi tarh say mehnat karin aur is main achi trah say kamyb ho jain dear friend bus ap nay is main trading main achi tarh say mehnat karin aur is maina chi tarh say kamyb ho jain dear friend
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein mehnat aur focus mein difference

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                    Dosto mery khayal mein hr trader profit hasil krna chahta hai aur sb mehnat bhi krty hein lekin us mein kuch percent traders kamyab ho sakty hein iski waja ye hai k jo fail hoty hein jinko loss hota hai wo learning pe focus nhi krty jbkeh success hony waly traders loss hony k bawajod ziada focus krty hein is liye wo easily profit hasil krny mein kamyab ho jaty hein.
                    Dear brother koi bhi trade open karne se pahle Hamen market ki movement ko dekhna hota hai aur uske bare mein analysis Karke trade Lagani hoti hai agar Ham ismein mehnat Karke kam karte hain aur usko daily time Dete Hain To Ham isase Achcha profit Hassan kar sakte hain Agar Ham acche focus ke sath Kam Nahin Karte aur trading ko serious Nahin lete To Hamen ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki trading mein jo Jitna Jyada Time Dekha usko ismein itna hi jyada fayda hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X