Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????
    Hum log jb b dakhty han k loss ho raha ha to hum trade close ni krty jb k profit thora sa hona shru ho to forn hum trade close kr k profit rakh laty han is ley loss hum ko zaida or profit heksha kam hota ha is ley dono ko brabr ahmet dain Profit b jb thora zaida hoo jay yabjb ap ka target pura ho jay tb jaa kr trade ko close krin us sy ap ko zaida faida mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

    G haan bilkull dosto hame loss me wait aor profit me close up karna chahiey aor ziada lalach bhi nahi karna chahiey aor loss me ghabrana nahi chahiey is liey dosto hame chahiey keh ham trade laga Kar trade par hi focus rakhe .
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
    • #3 Collapse

      Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

      dear friend ap na
      • #4 Collapse

        Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

        Dear friends aksar ham logon nay dakha ha ka agar hamare trade loss man chali jati ha to ham log us ka bhot zayada wait karty han ta ka wo phair say apny point par a jay par jab hamare trade profit man ate ha to ham usay foran close kar daty han haman asa ni karna chaeya haman apne trade ko target ka hasab say close karna chaeye
        • #5 Collapse

          Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

          Hi bhaiya bilkul Ek aur baat kar rahe hain aur Mujhe aapki hi baat bahut acchi lagi hai ki last Mein Hamen Bade karna chahie aur profit Mein Hamen close Karni chahie apni tracking Jab Bhi I'm a Forex trading se a considerable profit cancel Ho To Hamen apni trade ko close kar dena chahie aur Agar Ham last Mein Hai To Hamen pet karna chahie aur jaldi Nahin Karni chahie apni trading co close karte hue Kyunki Agar Ham Janti Nahin Karenge to trading apni original position per Wapas bhi a sakti hai aur Hamen 10 se vichar bhi sakti hai hi to wait karna trading Mein Ek acchi baat hai aur profit Mein close karna usse bhi acchi baat hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

            aisy traders jo ideas par trades open kartay hain wo apni profit wali trades ko thoray thoray profit me close kartay rehtay hain or jub un ki koi trades loss me phans jati ha tu osay hold rakhte hain or aik time aisa ata ha jub market ki movement zeyda un ki open trades kay against ho jati ha tu un ko big loss ho jata ha ap ko 1:1 kay hisab se profit hasil karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
              Hum log jb b dakhty han k loss ho raha ha to hum trade close ni krty jb k profit thora sa hona shru ho to forn hum trade close kr k profit rakh laty han is ley loss hum ko zaida or profit heksha kam hota ha is ley dono ko brabr ahmet dain Profit b jb thora zaida hoo jay yabjb ap ka target pura ho jay tb jaa kr trade ko close krin us sy ap ko zaida faida mily ga
              dear member apne sad ilfaz main bhot badi baat kar di hai jab hamara loss chal rha hota hai to ham dekhte hain ke ye loss recover ho jai our jab ye loss recover hota hai to ham thori c profit hone ke bad foran trade close kar dete hain hamain bikul esa nhi kar na chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                yes ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay sahi kaha hia aisa aksar huta hi kh ham logg jab loss karty hian to us main aksar wait karty hian aur jab profit hota hia to us main aksar ham apni trade ko clse kar laity han is tarh say kaam nai chalata hi dear friend is main achi tarh say ap k is main mehnat say kaam karna ho ga jab ap nay is main achi tarh say apnay ap ko is main improve kar lia to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend bus ap nay ismain achi tarh say dil say kaam karna hai aur ismain dil say mehhnat karni hai agar ap nay is main achi tarh say ap nay ap ko prove karna hai to ap ko is main achi tarah say mehnat to karna ho gi agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hia to ap ko loss bhi kabool karna ho ga aur ap ko is main achi tarh say profit ko bhi kabool karna ho ga jab ap nay in do cheezo ko achi tarh say mnage kar lia to ap is main achi tarh say kamyb ho jain gay dear frind
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                  Je dost ap ne sahe kaha is bat ko be sabri kaha jata hai kyn ke profit hum se bardasht nahe hota aur jub koie hamari trade loss mein chalti hai tu hum os time wait kr lety hain aur es asre mein rehty hain ke maybe hamari trade profit mein aa jaye aur is chakr mein account bhe wash krwaten hain aur jub wo he trade hamari small profit mein chalti hai tu forn ose close krten hain jis ki wajah se profit kam aur hame loss ziyadeh hota hai, forex mein os waqt tk hame kamiyabi nahe mil paye gye jub tk humain sabr nahe hoga aur hum apne trade ko proper time tk chanle nahe de gyen forex se acha profit tabhi mumkin hoga jub hum apne trade ko kuch time ke liye chalne de gyen aur sabr ke sath kam karain gyen tabhi hume profit bhe acha hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                    loss me ham is waja se wait krte hai ke kya pta hamari jo trade hai wo profit me chale jaye is waja se or profit me ham is waja se jo hai wo trading close krte hai ke kya pta ye bh profit jo hai khai loss me na chala jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
                      Hum log jb b dakhty han k loss ho raha ha to hum trade close ni krty jb k profit thora sa hona shru ho to forn hum trade close kr k profit rakh laty han is ley loss hum ko zaida or profit heksha kam hota ha is ley dono ko brabr ahmet dain Profit b jb thora zaida hoo jay yabjb ap ka target pura ho jay tb jaa kr trade ko close krin us sy ap ko zaida faida mily ga
                      90% log Japan ki trading entry last Mein Jaati Hai To vah vate karte hain aur jab Unki trading intraday profit Mein Jaati Hai To vah usko foreign close kar dete hain aur Yahi Baat hoti hai ki 90% log Forex Mein Na kam ho jate ho aur sirf 10% log Aise Hote Hain Jo ke patience rakhte hain aur sab ke sath kam lete hain aur Apna Jo transfer targets achieve karne ke bad apni trading intraday upload karte hain Hamari koshish honi chahie ki Jab Hamare trade last Mein Jaaye Ham vate Karte ISI Tarah ham log profit mein bhi vate Karen aur apne profit target complete hone ke bad apni trading entry se exit Karen Nagaram is strategies ke sath kam Karenge To Hamen Jarur kamyabi Milegi aur ham Apna profitable Jarur complete kar Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                        Han g ap sahi kah rahy hain k hum forex trading main loss main wait krty hain aur profit main close kr dety hain hamain profit main trade atay hi sabr ka mozahira krna chahay hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hita hy hamain forex trading main sabr sy kam or cahayg q k sabr sabr phalrtha got got
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                          acha sawal kiya hae lakin kuch esa he hota hae jab hamare trade profit main hote hae to hamen us main us trade ko close karna hota hae or hum us trade ko close kar dete hain or apna profit book kar lete hain lakin agar hamare trade loss main ho to hamen us par hold karna hota hae q ke aik acha trader kabhe bhe apni trade ko loss main close nhe karta hae balke wo is main intezar karta hae or jab uske wo trade profit main a jate hae to wo phir he apni trade ko close karta hae to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen ache tarah se kam kiya karen take hum is main acha profit main he apne trade ko close kiya karen jesa ke aik acha trader hamesha karta hae
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
                            Hum log jb b dakhty han k loss ho raha ha to hum trade close ni krty jb k profit thora sa hona shru ho to forn hum trade close kr k profit rakh laty han is ley loss hum ko zaida or profit heksha kam hota ha is ley dono ko brabr ahmet dain Profit b jb thora zaida hoo jay yabjb ap ka target pura ho jay tb jaa kr trade ko close krin us sy ap ko zaida faida mily ga
                            Kyunki forex market Mein trader Jab trading karta hai to woh loss Mein Hamesha vate karta hai lekin Jab woh trade nahin karta woh Chote se profit Mein Hi trading ko close kar deta hai Jiski wajah Se vah Kabhi Bhi success Hasil nahin kar sakta forex market Mein Jab tak Ham patience ke sath Kam Nahin Karte tab tak Ham Kamyab Nahin Hote patience Hamari trading ke liye bahut zyada zaroori Hai trader ko Hamesha free trading Mein patience rakhne chahie Kyunki is se Hamen bahut fayda Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Mai Wait or Profit Mai Close. Why?????

                              Loss main wait krna best hota hy loss m wait Profit ane ka krty Hyn to islie profit jb hota to close krna hi hoti trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X