apny profit ko kesy cover kia jayein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apny profit ko kesy cover kia jayein?
    hamain is forum main profit ko mange kar k hi hium achi trade karni ho gi aur hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi part time main bi job kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain knowldge ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain trnd ko use kar k hi hum achhy say perform kar sakty hain it is best job
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

    Forex trading make profit ko kaise cover Kiya ja sakta hai jitna bhi aapko profit Mile aapane kabhi bhi lalchi pan nahin dikhana balke apne profit ko Le lena hai kyunki market ek dafa lazmi aapko chance deti hai ki aap profit Lele agar aapane lalchi pan hai aur aap bahut ziddi insan Hain to aapko kabhi bhi profit nahin milega aur apne profit ko aap cover nahin kar sakenge agar aapko lost jyada ho raha hai to fir bhi aap ke liye kafi mushkil hoga loss ko cover karna last hona shuru ho jaaye to aapki trading mein kafi effect karta hai aur aapko acchi result nahin milte Hain to loss or profit donon forex ke paat Hai aapane donon se acchi tarah trading karni hai aur kamyabi ke liye apne aap ko ek satisfied trader banana hai.
    • #3 Collapse

      Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

      Is markete main ap profit se apny loss ko rwcover kerty hain ager aoko is markete main loss hota hai to samjhen k aoka real i veat loss hua hai kiun k phir apko wo sara loss trading main again profit bana ker reciver kerna perta hai jis main hany biht dukh bhi hota hai kiin k jo loss hota hai phir us per trade se profit ho bhu jay to sary ka sara apko trade main again proifit bana ker recover kerna higa and ye profit aoka nahi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
        hamain is forum main profit ko mange kar k hi hium achi trade karni ho gi aur hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi part time main bi job kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain knowldge ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain trnd ko use kar k hi hum achhy say perform kar sakty hain it is best job
        Profit ko recover karne ke liye jaruri hai kya Hamari planning acchi honi chahie Garam trading Mein loss kar dete Hain To Uske bad Mein usko recover karne ke liye job acchi planning Karega To Ham Jarur Kamyab Ho jaenge isliye Apna Sara focus acchi planning karne mein lagaen Taki aap log Apne Lash ko minimise kar Saken aur usko agar aap Logon Ko Ho Jata Hai To usko recover karne ke liye aap acchi planning ke sath isko cover kar Saken Iske alava beauty trading strategies acchi honi chahie Taki aap log acche trading strategies ke sath kam karte hue is Mein Kamyab ho sake aur acchi profit earning kar Saken.
        • #5 Collapse

          Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

          aap nay sahi kaha apna profit cover karna lazmi hota hay otherwise loss ho jay to loss ko recover karna bohat hi mushkil kaam hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
          Last edited by ; 19-05-2020, 04:52 PM.
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

            Dear brother forex trading profitable business zaroor hey lekin iss men profit hasil karna mushkil hota hey aur agar ap ko kisi bhi trade men acha profit mil jata hey tu pahlay apnay profit ko safe karen aur foran withdraw apply karen kiun k agar withdraw apply nhi kartay aur next trade open kar letey hen tu phir loss bhi ho sakta hey iss liay profit zaiya ho sakta hey iss liay apnay profit ko safe karen aur foran withdraw apply karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: apny profit ko kesy cover kia jayein?

              ap ne achi trading karni hai aur sab kuch ho jaye ga is liye hmain experience hona chahiye agar hmain experience nahi hai to hmain us ke liye practice karni chahiye agar ham practice nahi karain ge to hmain loss ho ga aur ham kaam nahi kar saken ge mehnt se hmain sab kuch hasil ho sakta hai agar ham mehnat karain ge to ham kameyab ho saken ge

              اب آن لائن

              Working...
              X