don't follow signals
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    don't follow signals
    dost meri is baat ko apne palu ke sath baand lo ge to ap kbi trading mien nuksan nahi krwao ge. kbi kisi se signals nahi lene chahiye kyoun ke mene boht dafa signals liye ur muje 40000 rupay ka loss huwa. baat krne ka maqsad he ke kisi per depend nahi krna chahiye apni marzi se trade kr khud samaj ker.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother trading forex kay liye hamay experience or knowledge ki buhat zarorat hoti hay is kay baghair ham aik achay trader nahi ban saktay is liye zarori hay kay hamay zada say zada experience or knowledge hasil karain or zyda sy zyda earning karen
    • #3 Collapse

      well my dear friend, aap nay theek kaha hai, humein kabhi kisi pey depend karnay kay bajaey khud say working karni chaheay aur ye tou signal provider kay uper bhi depend karta hai kay uss ka track record kia hai, bohat say aesay bhi signal providers hain jo kay sahi signals provide kartay hain lekin almost fake aur fraud he hotay hain...
      • #4 Collapse

        actually forex is your own business, you di this business for life time because everyone want money, so do not follow others signal because thus you can not learn this business and you must become loser, if you depend on another trader so it not your success, so continue you business with your own analysis.
        • #5 Collapse

          signals kisi k b har lehaz se theek nai hoty mery bhai ap ko ye pehly sochna ho ga k ap kis k ander kam kar rhy ho behtar yehi hai k ap apni bnai hoi stratgy par kam kary
          • #6 Collapse

            G bilkul mien ap sy agree karta hun k forex trading mein kisi k signals ko follow nai karna chaiye balky hamaisha apni hi trading strategy ko follow karna chahiye aur apni trading skills per depend karna chaiye. forex mein doosry traders ko follow karny sy loss hi hota hy.
            • #7 Collapse

              aisa zaruri nhi ha k trading signals hundred percent useless hn. trading signals ko use krny se pahly hamein instructions ko ek dfa read kr lena chahiye k is baat ki koi guarantee nhi hoti k ap profit hi hasil kro gy. ye b ek guess hota ha jo lg gya to theek ha.
              • #8 Collapse

                g han bhai jan aap theek keh rahy hne men ap ki bat sy agree krta hn agr forex men loss sy save rehna chahty hen to zarori hy ky ap signal ko follow na krwn q ky signal perfect nahi hoty ap apny knowledge base pr tarde krne ap ko profit ho ga
                • #9 Collapse

                  yes dear mein ap se mutafiq hoon agar ap kisi or pe depend krte hoye trading kro gey to ap kabhi b expert trader nahi ban sakte is liye behtar yehi hai k ap khud pe depend kro or khud forex learn kro
                  • #10 Collapse

                    My dear friends main ne to aksar traders se suna ha ke signals boaht hi helpful hote hain. or in ka forex traders ko bohat faida hota ha. main to abi new hon but main abi koi signal use nai karta. or mere khayal main signal use karne ke bajae khud se analysis karin.
                    • #11 Collapse

                      g agar ap kisi ek signals ko follow kar rahe hian to apko chahiye ke ap pehle ye dekh len ke wo signal provider acha hai ya nahi,agar acha hai to phir ap signals le sakte hian.
                      • #12 Collapse

                        bhot say forex trading trading mai kuch loag signals per depend reh kar trading kar rahe hote hai kiu k forex mai loag signals ko purchase karte hai ye aik tarha say theak nhe hota hai kiu k is tarha say hum kabi forex mai ache nhe ban sakte hai forex mai enter hone ka maqsad he humara yahe hota hai k hum khud say isay samj kar kare or hum apne signals k saat trading kare
                        • #13 Collapse

                          Xwell ji haan main apko batat chalo k forex business ek asa business hain jo dosru business se kafi acha business hain jis mai hum ghar bethy kama sakty hain and hum is mian itni eanring kar sakty hai jo dosru business se acha hain ..
                          • #14 Collapse

                            Main samjjta hun k forex trading aik online buisness hy aur yai baat teak hy k signals follow ni krni chai q k signal waly ko apky account ki equity pata ni hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap ki bat bilkul theek hy k ap ko signal ni lena chahiy ku k forex trading jab tak ap ko khud ni krni ay gi tab tak ap forex trading me kamyabi hasil ni kar pao gy ap ko chahiy forex trading khud kry

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X