Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen
    Jin mistakes ki waja se loss hota hai to try kiya jay k in se bachty huy hi trading ki jay kiun k mistakes ko bar bar repeat kerny waly traders always nakam rehty hain yahan wi traders hi kamyab hoty hain jin main aagy berhny ki lagan hoti hai and is k liye more and more mehnat require hai so mehnat karen kamyabi lazmi milti hai and yahan loss bhi isi business ka part hai jis se ap avoide kerty huy kam karen careful ho ker her step ko follow karen to loss se bachty huy ap successful trading ker sakty hain and loss ho bhi jay to is ki reason find karen and next time k liye in se mohtat honker kam kiya kay phir ap is business main apna account bhumi safe rakh sakty hain and yahan se achi earning bhi ker sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

    ji han respected numbers agar hamen Apne nuksan ki wajah Ka pata lag jaaye agar ham use reason ko dhundhte jiski vajah se hamara loss hua tha To humne apni use religion ko set Karke usko resolve Karke To ham next time ke liye careful agar ho jaaye tumhara bonus bahut achcha banega bahut achcha milega hamen koshish Karni chahie knowledge ko jyada se jyada share Karenkoshish karen Apne loski reason to find Karen aur next time ke liye fully careful ho jaaye ful osce reserve find karna bahut jaruri hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

      G han agar ham loss ka reason aur apni ghalti find karny me kamyab ho jaty hey to es cheez ka faida hamy next time ki trading me koch zeyada hi ho saky ga, na to ham se per se ye ghalti ho saky gi aur na hi ham etna zeyada per se loss face kar saken gey, traders ko hamesha apni ghalti ka ehsaas es time hota hay jab wo big loss kar lety hey hamy apny loss ki waja janny key ley be mehnat karni chaye aur apni ghalti ko find karny key ley be etni hi mehnat karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

        dear friend forex trading mn agr apko loss ho jay to apko chayay k loss ki waja tlash kren aur usay apnay pass note kren aur jis ghalti ki waja sa apko loss howa ho usay dobara kbi bhi repeat na kren to ap forex trading mn hmesha kamyabi hasil kr k achhi earning hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

          Loss ki jo basic reason hy wo andhadhund trading krna kuch sochay smajhy baghair trade laga dena. ye na dekhna k chart ka previous record kiya hy aur next market ki movement kiya ho sakti hy aur stop loss aur take profit ki values set na krna. Ye loss ki basic wajohat ho sakti hain. kisi expert trader say pouch kr trade krian.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

            Achcha trader vahi hota hai jo apne Ghaltion se seekhta hai agar Ham trading start kar den aur hamen last Ho jaaye to hamen trading chhodane ki koshish nahin karni chahie balke hamen apni use lash hone Ki galti ko dhundhna chahie jis galti ki vajah se hamen loss hua jab Ham use galti ko dhundh lenge to agali bar use galti ke dobara hone ke chances kam ho jaenge ISI tarah jab bhi hamen Las ho aur ham apni galtiyon se sikhate rahen to ek din aisa aaega jab Ham se koi bhi galti hone ke chances nahin honge aur ham Hamesha profit ki taraf hi jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

              G han frends asslam o alaikum bolkul sai kaha ha ap logon nen umid krya hn ap sb log thek hn men fulky towr pe ap logon ki bat se sehmat hn agr hm loss ki wja find kr keb to next trade men hm us reason se bach kr loss se buch skte hen aur next trading men profit kam skte hen hmen chahye dosto k hm loss ki reasons ko ignor na kren bl k inko thek kren tabhi hm kamyab ho paen gen aur easy life spend kr paen gen
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

                G bilkul agr hum yh find kr len kh hmen lost time ki waja sy loss hwa tha to next hmen kamyabi k liy rukawat nhi hogi insaan ko successful banny k liy loss ka samna krna perta hai agr hum is men failbho jaty hen to bajay himmat harny k apko is ki reasons ko find kr k is sy kuch na kuch sekhna chahei agr hum is syvsekhty hen to next time loss k chances kam ho jatu hen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

                  han g ap ny tk kaha h agar hm loss ki reson jan ly to next time tread lagaty hoy vhi mistakes hamary mind my hti hy hm ahtiat k st achy planing k st tread lagaty hy mistakes sy hmy sikhna chahiy r loss ko b face karna chahit
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                    Jin mistakes ki waja se loss hota hai to try kiya jay k in se bachty huy hi trading ki jay kiun k mistakes ko bar bar repeat kerny waly traders always nakam rehty hain yahan wi traders hi kamyab hoty hain jin main aagy berhny ki lagan hoti hai and is k liye more and more mehnat require hai so mehnat karen kamyabi lazmi milti hai and yahan loss bhi isi business ka part hai jis se ap avoide kerty huy kam karen careful ho ker her step ko follow karen to loss se bachty huy ap successful trading ker sakty hain and loss ho bhi jay to is ki reason find karen and next time k liye in se mohtat honker kam kiya kay phir ap is business main apna account bhumi safe rakh sakty hain and yahan se achi earning bhi ker sakty hain
                    Ji han Janab Hamen Hamesha Forex trading se loss Hamari apni hi mistake ki vajah se hota hai agar Ham forex market Mein launch hone ke reason ko find kar le to next time ke liye Ham careful trading kar sakte hain aur loss hone se Bach sakte hain isliye Hamen Apne loss hone ke reason ko Talash karna chahie aur usse bachne ki koshish Karni chahie aur Hamen Forex market Mein Apni galtiyan ko Bar Bar Nahin Dohrana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

                      G han agar loss ki reason find kar len tou next time careful ho jayen gay agar apko loss ho tou apko chahiye kay pershan na hon balkay is mistake ko talash karen jis se loss huwa ha agar ap is mistake ko talash kar ke thek kar len gay tou ap future may loss karny se bach sakty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki reason find ker len to next time k liye careful ho jaen

                        Loss kj reasons ko find karna chahaiy takh next time k liye ham careful ho jain loss hony ki sorat main tension nahi leni chahaiy balkh aur himat sy kam pa focus karna chahaiy kun k agar ham apni himat har dekn gy to hmain kamyabi hasil nahi ho gi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X