Strategy is basic step of succes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Forex trading main strategies bohat ahmiat ki hamil hain. baaz o kaat aap ko boht wait b krna parta hai sahi waqt k intezaar karne k liay. aur haan jaldi to waqai nahi karni chahiay aur soch samajh kr aik hi baar trade shuru karain. aur agr aap ko pata chal jaey k aap ne ghalat faisla kia hai to trade close kar dain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Members jab hum trading main kamyabi hasil karny ka souchty hain tu phir strategy achi karny ka souchna or us pay amal karna zarori hai.Bhout se trader dosry trader ki strategy ko follow karty hian or woh loss mai reh jaty hain q k woh dosry trader ki strategy ko itni achi tarha samaj nahi patay or jab modify ki zarorat hoti hai woh nahi kar sakty hain lekin jab woh apni strategy ko use karian gay apni mistake ko b jaldi samaj sakain gay or us ko modify ko b asani se kar lain gay.
      Happy Trading :cool::p
      forex main bahut si stratigies use hoti hain jaisa k pending order aur indicators ..in sub strategies ko use kar k hum faida utha saktey hain.nahi to hum full profit nahi kama saktey.
       
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members jab hum trading main kamyabi hasil karny ka souchty hain tu phir strategy achi karny ka souchna or us pay amal karna zarori hai.Bhout se trader dosry trader ki strategy ko follow karty hian or woh loss mai reh jaty hain q k woh dosry trader ki strategy ko itni achi tarha samaj nahi patay or jab modify ki zarorat hoti hai woh nahi kar sakty hain lekin jab woh apni strategy ko use karian gay apni mistake ko b jaldi samaj sakain gay or us ko modify ko b asani se kar lain gay.
        Happy Trading :cool::p
        g han dear ap nay 100% theek kaha hai , ager ham kisi kam ko aik behtreen hikmat-e-amli k sath karn gay to ham nakam nai ho payen gay ,forex mai apnay kam ko puri dayanat dari say karen ta k ap ko profit gain ho or ap losses say khud ko bacha pyen
         
        • #184 Collapse

          jee han main ap se itfaq kerta hon ke behtreen plan ke bagar ap forex trading main kamyab nahi ho sakte iss lye ap ke pass aik acha online traidng plan hona zaroori hi then hi ap achi earning ker sakoo gye
             
          • #185 Collapse

            ji ha bilkul aap ko pahle koi tariqaqar banana chahiye trading ka demo account per jab aap satisfay ho jao phir aap ko real per kam karna chahiye phir aap forex me kamiyab ho sakte ho our zayada say zayada loss say buch sakte ho is ke elawa aap ko lalach nahi karna chaiye.
            • #186 Collapse

              hamain forex men trading kerny k ley achi strategy banani hoti hai jis se hamain market men trading ker k acha profit bhi mil jata hai jitna chi strategy hoti hai utna hi ham zyada kamyab ho jaty hain is ley ye basic rule hai achi trading kerny ka.
                 
              • #187 Collapse

                I believe that basic knowlwdge hasil karne ke bad trading start karne ke liye aik achi strategy choose karna ek bohat important step he to mere khayal naye trader ko apni strategy real account pe impliment karne se pehle demo account pe test kar leni chahiye is se aap lose se bachenge.
                • #188 Collapse

                  salam friendz
                  forex is arisky type business ,forex may ager trader best strategy use karta hay or forex news or rewies ki stydy ka bad hi trade may enter hota hay wo kamyab hota hay.
                  • #189 Collapse

                    The basic and best step we can take to have a bright success in our trading is having a proper strategy, schedule and target planning. We should know for what reason we are here in trading, what we have to do and what we actually want to achieve. Thus, strategy takes you towards the success.
                    • #190 Collapse

                      her kam ko agar strategy sa kea jai ga tou us k successful honay ka bohat faida ho ga. management her cheez mein bohat zarore ha. without management k forex trading mein profit honay k bohat nuqsan han. strategy sa kaam krn gay tou zaror faida hoga.
                      • #191 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members jab hum trading main kamyabi hasil karny ka souchty hain tu phir strategy achi karny ka souchna or us pay amal karna zarori hai.Bhout se trader dosry trader ki strategy ko follow karty hian or woh loss mai reh jaty hain q k woh dosry trader ki strategy ko itni achi tarha samaj nahi patay or jab modify ki zarorat hoti hai woh nahi kar sakty hain lekin jab woh apni strategy ko use karian gay apni mistake ko b jaldi samaj sakain gay or us ko modify ko b asani se kar lain gay.
                        Happy Trading :cool::p
                        Jee bilkul apki baat theak hay forex trading main jab hum achi trha seekh kar trading ko run karen to humay chahiey keh hum profit gain karny ki aik strategy bnaye aur usko folow kar kay profit bnatay rahy.
                         
                        • #192 Collapse

                          Forex success depends on traders good strategy and we need our own trading strategy for success. I always make my own strategy and trade with it. I am happy to become a forex trader.
                          • #193 Collapse

                            Forex trading me humari strategies he humein successful trader bana sakti hai or is se hum kafi profit earn kar sakty hai or strategy trading me bohat he zarori hai. Or trader ko chahiye k jab wo koi bhi strategy tayar kare to us strategy ko demo account par practice kar k azma le k wo ap k liye profitable bhi hai ya nahi is tarha ap ko real account me apni strategy se profit earn kar sakty ho.
                            • #194 Collapse

                              No strategy is not a basic because basic is the learning and if you have very good education in this business so then you can eanr and then you can easily understand to the market. but if you don't have good learning so then you can not understand to strategies..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                dear strategy ki to boht he zyda ehmiyat hoti hia. ap ko koi na koi strategy to profit k lye apnani he parti hai lekin strategy apply krnay k lye b zaroori hai k aap ko uss strategy main mukammal tor par aboor hasil ho aap ny wo achay sy practice bhi ki ho. warna loss honay main dair nahi lagti.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X