Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie
    Jab Ham acchi planning Karke Ek Dafa target set kar lete hain to Fir Hamen use target ke sath hi trade ko continue karna chahie Kyunki Jab Ham target ko adjust Karte Hain To Hamari previous planning disturb Ho jaati hai aur ham Jo analysis kar Chuke hote hain Unka Hamen FIR Koi fayda Nahin Hota isliye Jo target Ek Dafa set kar liye Jaaye Usi ke sath trade continue Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

    Apki baat bulkul thek hai k hamen apne target ko aik dafa select karen to us ko baar baar disturb nahi karna chaheye. Is se hamare dil me zyada profit k leye aksar laalch peda hota hai aur lalach nuqsan deh amal hai aur aksar hamare account ko bohut zyada khasara uthana parta hai. Target adjustment aik dafa sahi analysis k sath karo aur apne pe bharosa hona chaheye k hum jo kar rahen hen us me hamen faida mel sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

      Hamen chahie Ke Jab Ham trading karen to ek hi bar Apne profit ke target ko select kar le Hamen Bar Bar Apne target ko change nahin karta Rahana chahie Kyunki yah Hamare liye Achcha Nahin Hota aapko chahie Ek Bar target bnao aur FIR acche tarike se kam Karke use target to achieve karo
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

        ji haan apny sahi kaha hai k hamain apny targets ko baar baar set ni akrna chaiye aggar haam esa karain gy tu esa mushkil hoga hamain trade karny main q k agar haam esa karty hain tu focus kahatam hojata hai is liye hamain yahan par bhut ehtiyaat k sath kaam akrna cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
          Jab Ham acchi planning Karke Ek Dafa target set kar lete hain to Fir Hamen use target ke sath hi trade ko continue karna chahie Kyunki Jab Ham target ko adjust Karte Hain To Hamari previous planning disturb Ho jaati hai aur ham Jo analysis kar Chuke hote hain Unka Hamen FIR Koi fayda Nahin Hota isliye Jo target Ek Dafa set kar liye Jaaye Usi ke sath trade continue Karni chahie
          G baai aapane bilkul sahi kaha hamen ismein jab bhi trade open karna Ho to hamen chahie ki Ham acche analysis ke sath ismein kam Karen aur resistance yah support ko acchi tarah study Karen uske bad Ham apne liye ek target rakhe aur usi ko follow karte hue trading Karen to hamen jarur profit Hasil hoga lekin Agar Ham bar bar apna target change karenge to hamen usmein nuksan mil sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

            forex hae he itna acha bussiness k is mn hamen apne target ko aik dafa select karen to us ko baar upset nahi karna chaheye. Is se hamare dil me zyada benefit k leye aksar laalch peda hota hai aur lalach nuqsan deh amal hai aur aksar hamare account ko bohut zyada khasara uthana parta hai. Target alteration aik dafa sahi investigation k sath karo aur apne pe bharosa hona chaheye k murmur jo kar rahen hen us me hamen faida mel sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

              dear of target ko analysis ke hisab se adjust kar sakte hain agar aap ismein chahte Hain to aapko ismein kya kam karne ka fayda hota hai isliye aapko chahie kya aap time to time apni strategy ko change kar sakte hain kyunki forex trading mein planning aur strategy aap ke waqt ke hisab se change hoti rahti hai jo forex trading mein kamyabi ka proper mehnat se fayda hota hai
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                Dear friend ap ny sahi kaha target ko bar bar adjust nh kran chahie Kiun ky hum planning ky sath tread ly chuky hoty aur aur jab hum apny target ko bar bar adjust krty hain tu hamari planning disturb hoti hy tu hum ko forex trading mn har kam souch samjh kr krana hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                  Acche analysis karna Aate Ho To fir To Hamen Main Aisa kabhi bhi nahin karna chahie ki Ham Ek Dafa analysis karne ke bad stop loss take profit Laga len to usko Bar Bar Ham change karte Rahen Jitna Jyada Ham change Karenge utna hi jyada Hamen nuksan Hoga Agar change Nahin Karenge to ho sakta hai hamara take profit Ho Jaaye aur Hamen Achcha profit mil jaaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                    g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein hm jb planing kr rae hoty hein tu hm apny target k according analysis bhi karty hein r management bhi ,lekin kch traders bar bar apny targets change kr rae hoty hein jo traders sabr se kaam nai lety hein jin ko jaldi hoti hai bs foran se hi profit mill jae vo traders esy karty heinlekin bar bar targets change karny se ye hota hai k hm ny jo ek target k leye analysis kiya hota hai vo hr ek k leye set nai hota is trah na hi hmari management hr trading target ya object k leye same hoti hai jis ki vaja se hmein loss ho jata hai,..
                    • #11 Collapse

                      Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                      Kuchh log aisa karte Hain Ki jab unki trade profit mein ja rahi hoti hai to vah vah apna TP aage karte jaate Hain vah samajhte Hain Ki hamen aur bhi jyada profit ho sakta hai lekin vahan se market achanak se reverse hoti hai aur unka Sara profit khatm ho jata hai aur trade neutral Ho jaati hai ISI tarah jab unki trade loss mein chal rahi hoti hai vah apna jyada karte jaate Hain vah samajhte Hain ki ho sakta hai market yahan se reverse Ho jaaye lekin market mahashay reverse nahin ho paati aur unhen bahut jyada loss ho jata hai isiliye Ham jab bhi apna ek target set karne to use hit hone Diya jaaye chahe vah take profit ho ya stop loss ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                        Pakistan Forex Main Apne target ko adjust Karke aap aap Jab Bhi achhi padhaai Ne Banaya Gaya to Fir aap ke purane Hamesha kamyabi de de ke liye koshish Ka Hona very very important hota hai agar Hamari planning theek Nahin Hai Ham Forex Mein Kam Nahin kar sakte Is Tarah Ki Koshish hi acchi kamyabi ka Ek Naam Hai mehnat koshish acchi kamyabi hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                          Jab Ham acchi planning Karke Ek Dafa target set kar lete hain to Fir Hamen use target ke sath hi trade ko continue karna chahie Kyunki Jab Ham target ko adjust Karte Hain To Hamari previous planning disturb Ho jaati hai aur ham Jo analysis kar Chuke hote hain Unka Hamen FIR Koi fayda Nahin Hota isliye Jo target Ek Dafa set kar liye Jaaye Usi ke sath trade continue Karni chahie
                          Hamen chahie ki ek hi bar Mein Ham Apna target pura kar den Agar Ham Bar Bar Apne target ko vyakt karte rahenge to hamen ismein nuksan bhi ho sakta hai to main Yahi kahunga ki Ham Itni jyada ho sake mehnat Karen Aur Dil lagakar kam Karen To Hamen Apna target pura karne mein koi pareshani nahin Hogi.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Target ko Bar Bar adjust nahin karna chahie

                            G bilkul thek kha hai agr hum bar bar aik target ko set krty hn to yh hmare liy thek nhi hai hmen chahei kh aik targey target set kr k apna kaam jari rakhen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X