trading main loss ki waja say panic ho Jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main loss ki waja say panic ho Jana
    Assalamu Alaikum
    trading main loss ki waja say panic ho Jana


    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

    Ji apki baat bulkul thek hai k Forex Mein aksar hum loss jaldbazi ki waja se kar jate hen. Hamen har sorat se is se bachna chaheye. Jald bazi kaam kharab kar deti hai. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

      jab humain loss hota hay to hum is main panic karty hain to humain active ho kar kam karna ho ga kun kay agr to humain relax ho kar kam nai karty hain to kafi loss ho sakta hay humain is main demo ka use kar kay active ho kar kam karna ho ga humain practice kay sath say hi is main trade ko start karna ho ga ta kay loss km ho sakay
      • #4 Collapse

        Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

        Trading main faida aur nuqsan hota rehta hai lakin agar ap pryshan ho jain gay tu ap kam karna bhi chor dain gay is lye pak forum main kamyabi hasil karny k lye apko mehnat karni chahye agar ap mehnat karen gay tu apko sila bhi mily gaa aur pak forum pay kam kar k apko faida hasil ho gaa kamyabi ap pay munhasir hai k ap kitni mehnat karty hain kamyabi k lye apko pak forum k asolon pay amal karna ho gaa knowledge hasil karna ho gaa aur apna experience barhna ho gaa aur ap trading bhi achii karo gay
        • #5 Collapse

          Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

          Ji ha aksar jb buhut loss krty hay hum tu buhut panic krty hay accounts wash hu jaty hay aur log jazbat may ajaty hay kuen kay mehnat zaya hu jate hay hamain panic nahi krna.chahiye aur broadly mature way say trading krna chahiye kuen is may kuch be hu skta hay kabi unexpected way say be trade uper ya nechy chale jate hay ju hum.nay expect nahi kia huta aur hum panic krty hay so I thing its not good kay panic kary
          • #6 Collapse

            Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

            Salam sahi kha apny Har Kam Mai jazbat I ho Jana behtr Nhi sabr sy Kam ly or ek acha trader bny ki koshesh kry forex trading Mai humy Chahy KY hum learning apni achi rkhy r jazbti na ho risk Kam ly es sy humy loss bhi Nhi ho ga
            • #7 Collapse

              Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

              Mere dost se Kuchh log Aise Hote Hain Jo andheron call Khushi trade ke upar loss ho jata hai to bilkul Pagal Ho Jaate Hain apnon ko chahie ki agar aapko Kisi trade ke upar loss Mein jata hai to aap Logon Ko pahle Nahin Jana chahie unko Sab kam se kam karna chahie aur Logon Ko bardasht karne ki koshish Karna chahie Kyunki Agar Karni chahie kya fayda Hi Ho
              • #8 Collapse

                Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

                Researchers have found that 95% of all traders lose money. If we accept this to be
                true, then almost all of those millions of decisions will ultimately be wrong. As
                these decisions move the market, the market reflects human nature, and if 95% of
                the traders are losing money, it is clear that to make money you cannot trade like
                everyone else. If everyone else is trading as human nature demands they must, to
                be successful you have to trade against human nature, your human nature.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trading main loss ki waja say panic ho Jana

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aqib bahi پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum
                  trading main loss ki waja say panic ho Jana


                  Thanks
                  Pak frocks form Mein Jab Ham trading Karte Hain To Hamen loss ho jata hai loss hone ki vajah se Agar Ham Pareshan Ho Jaenge To Ham Paksh Mein Kam Nahin kar sakte Kyunki frocks Mein loss ho jana Koi Badi baat nahin hai agar Hamen Ek Bar lost Ho bhi Jata Hai To Ham dusri bar profit Hasil kar sakte hain bus Hamen chahie ki Ham Jyada mehnat Karen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X