forex trading main kbi risk na lain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main kbi risk na lain.
    Salam dear friends Mere Khyal Mein vaise to aap sab samajhdar aur qualified traders hain. so main aapko Ek Chhota Sa Mashwara Dena chahta hun ki aap log Forex mein trading karte waqt Kabhi risk na len risk trading ko tabah kar deta hai risk se Hamara account wash ho jata hai risk se a hamara bonus zae ho jata hai aur Hamara time bhi waist Hota rahata Hai so itne pairs per trading Karen kay jis se aapka account save aur secure Rahe zyada pairs per ya lot size ziada Karke Kabhi trading na Karen be careful in future.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main kbi risk na lain.

    Full risky trading bilkul na krn. Safe trading krn achi trading krn.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main kbi risk na lain.

      Trading m aap risk lenge to aapka kaun watch Ho jayega aur aapki earning zero jayegi main bhi trading mein cheating kar raha tha jab main shuru Kiya tu Mera kaun bhi watch hone laga aur mujhe kuchh samajh nahin a rahi thi ki chasma trading co cover kar aur kaise main apne dost ko recover karo Jo log risk lete hain vah trading mein kabhi kamyab nahin ho sakte Mera trading co bahut jyada experience hai near about 5 sal se meeting kar raha hun lekin jab bhi main risk liya to Mera nuksan hua kabhi mujhe fayda nahin hua Jo log limited trading ke sath apni aapko forex trading mein risk management se Paar karke achcha result lete hain vahi kamyab hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main kbi risk na lain.

        Besssuniss nam he risk ka hay chahy wo ju be bessnuss hu apny luck aur knowledge dunu ku istemal krna chahiye dunu ku agar sath le kar chalygy tb he agay barhy gay seref luck pr be barusa nahi krna chahiye aur seref knowledge be nahi dunu ku dekna huga tb he ap aok good or best trader bn skty hay aur is say apku buhut faida huga app is sy buhut kama lengy
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main kbi risk na lain.

          App ki rae ap ki soch k mutabiq teek ho sakti hai lekin point ye hai k risl lene se hi insan ka experience hota hai or is business me risl lena koi bara issue nahi q k paise to hum apne pocket se nai de rahe
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main kbi risk na lain.

            Forex aik aisa business hy js per risk lena hota hy bagair risk k earning nh ho skti itna ziada
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main kbi risk na lain.

              G G han hmein risky trade sy avoid krna chye or secure ho k trading krni chye takay loss sy bcha ja sky or account wash sy b isliye risk sy avoid krein Or risk management ko proper seekhein
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main kbi risk na lain.

                g han dear forex trade men bry account waly trader kbhe bhe es men risk na len aur jitna mumkin ho sky es sy ehtiyat kren aur apni mehnat krky he es men kam kren aur apni achi earning kren hum ko es men mehnat krni chahye aur apni kamyabi k liye risk sy bhe bchna chahye aur quality wala kam krky es men acha profit hasil krna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main kbi risk na lain.

                  walikum assalam g bilkul forex trading main hamen kabhi bhe risk nahi lena cheye bagir risk liye he kam karna cheye or achi quality k sath he kam karna cheye ..forex main hum sub risk lety hain hamen bhot loss hota hai or loss hony ki waja sa ham kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain na he agy barh paty hain ,,hamen apny accounts ko hamesha he save rakhna cheye or save rakh kar he hamen kam karna cheye ..
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main kbi risk na lain.

                    Forex trading mein job operating start karte hain to aapko risk to Lena padta hai to aapko chahie ke ji aap rest Le To sabse pahle aap apne account ki amount college mein dekh le agar aap apne account ki amount ko dekh kar Ishq Lenge to tab hi aap Kamyab ho sakte hain to bahut Dekha Tere Sang Gaya Hai Log apni Maut Ko Dekhkar Ishq Nahin lete Jiski vajah se unhen bahut nuksan uthana padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main kbi risk na lain.

                      G ya bat bhi thk hy agr hum risk per kam kerty hy to hum ko sometime loss ar profit ho sakta hy q k us business ma hum jab bhi work ya trading ker to hum ko chiy k risk na lay na lay bulky believe se kam ker na ho gaw
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading main kbi risk na lain.

                        G hain agr hum forex trading ma work planing k sath work kerty hy to hum ko risk lay na ki koi need ni hue gi us liy ma ya kho gi k hum ko believe k sath work ker na chiy
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading main kbi risk na lain.

                          Jab tak Forex mein risk nahin lete tab tak hamen profit ya loss nahin hota hamen profit and loss usi waqt hota hai jab Ham risk lete hain agar Ham aisi jagah se likh Le Jahan Se hamare loss mein Chand jaane ke chances jyada aur profit mein jaane ke chances kam ho to vahan se hamen loss hota hai lekin agar Ham use jagah se display Jahan se profit mein jaane ke Chand Se zyada aur last mein jaane ke chances kam ho vahan se hamen profit hota hai isiliye risk bhi aisi jagah se Lena chahie Jahan se hamen Lage ki Ham yahan Se achcha profit earn kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading main kbi risk na lain.

                            Forex trading 1 business hai isliye Soch Samajh Kar karna chahie aur Jahan per nuksan hone ka Khatra Ho vahan per risk Nahin Lena chahie Jahan per trading karna bilkul safe Ho Usi point Se entry leni chahie, isase aapko kamyabi Milegi aur aapke nuksan hone ke chances kam ho Jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading main kbi risk na lain.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: seemab پيغام ديکھيے
                              Salam dear friends Mere Khyal Mein vaise to aap sab samajhdar aur qualified traders hain. so main aapko Ek Chhota Sa Mashwara Dena chahta hun ki aap log Forex mein trading karte waqt Kabhi risk na len risk trading ko tabah kar deta hai risk se Hamara account wash ho jata hai risk se a hamara bonus zae ho jata hai aur Hamara time bhi waist Hota rahata Hai so itne pairs per trading Karen kay jis se aapka account save aur secure Rahe zyada pairs per ya lot size ziada Karke Kabhi trading na Karen be careful in future.
                              Forex trading mein agar Ham risk Nahin Denge To Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte isliye risk to Lena Hi padta hai kamyabi Hasil karne ke liye Jis Ke bagair Ham Forex Mein Kabhi Bhi Aage Nahin badh Sakte to Jo log Forex Mein risk Lete Hain Wahi Kamyab hote hain isliye Tamam members ko Apne knowledge ke mutabik risk Lena chahie to acchi kamyabi Jarur Hasil Hogi Inshallah.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X