Stop loss ka istemal itna hi lazmi hai ki jitna aap take profit ka lajmi hai isliye stop loss ko kabhi bhi void na Karen jab bhi aap trade open karte hain ya koi bhi order ropan karte Hain to sabse pahle stop loss ko lazmi dekh le apni equity ke mutabik half stop loss lagate Hain agar aapke pass equity kam hai to stop loss kam lagaen agar equity jyada hai to jyada to stop loss ka istemal kar sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим