Hedging strategy in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging strategy in forex
    jub humari trade loss mien ho ur hamien ye khadsha ho ke mereke abhi ur hamare mukhalif aye g. to kahin hamara account wash na ho jaye.
    Us waqt ap hedge lagate ho. yaani ager apne pehle sell ki ak trade lagyi he sell ki 0.02 volume ki to phir ap ak 0.04 volume ki Buy ki trade lagate hien.

    is tarha apka loss wohi ruk jata he. ur jub apko lagta he ke market ab yakeenan reverse pakray g to ap Buy wali trade se profit le lete ho ya usko level mien honay per close kr dete ho. ur jub apki sell ki trade b level tak aa jati he ya phir loss kaafi kum ho jata he to ap us ko b close kr dete ho. is tarha ap ka account wash honay se bach jata he.

    Lekin yaad rakhiye ga ke hedge jub tori jati he to boht ehtyaat ur paka confirm kr lene ke baad ke ab market reverse hi pakray ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main hedging strategy bohat useful hoti ha. forex trading market main hedging se bohat faida hota ha. forex trader ko jab yhe khadsha hota ha ke market or loss main jae gi to wo apni trade ko hedge kar dete hain.
    • #3 Collapse

      hedging aap bilkul na karain mere khayal se boht nuksaan da ha ye..hedging aap ko puzzle kr daiti ha k kaise aapni loss wali trade ko smbhala jaye lekin mera khna yehi ha k aap ko k aap loss wali trade ko aise hi chalne dain or hedging k chakron me na parain ye aap ko bz dafa loss bhi krwa daiti ha..
      • #4 Collapse

        I have the few knowledge of the begging. I am say that only those are work.the begging. They are expert in the Forex market.
        • #5 Collapse

          Hedge trade be lgane pr jati ha. Ye ap ko bray nuksan se bchati ha. Ye trade ap ko double volume pr lgani ho ge ta ke jald ap ka loss recover ho gai. Laikn market cinstantly watch krte rhen.
          • #6 Collapse

            I think foraex is the world best online business. And we can earn a lot from here. The most positive impact is forex can change our national and personal economic condition.
            • #7 Collapse

              yar ma na hedging ko kiya hai or iss ma mujy ye experience howa hai k aap iss ko na rkro ye apa ki barbadi hoti hai
              jab aap koo hedging lagty ho smjh lo aap na mout ko dawat di hai
              aap ko chsye k aap sahi trha soch smjh kr trade lagye or stop loss or profit take munasib levels pr hse krin
              ta k aap ko iss ka samna he na krna pry q k ye bilkul thek nhi hai
              • #8 Collapse

                Brother hedging strategy mein ne kayi baar use ki hay lakin aksar awqaat mein ne loss hi ki hay ap tora profit karte hen lakin market ko samajhna itna asaan kaam nahi hota ..
                • #9 Collapse

                  ji yeh kams ahi ha achah ia app ko chaheay k es kam mein aen yeh kam sahi trhansy smjh k kren yeh kam achah ai hsai hai sahi trhan sy krna chaheay ...................!
                  • #10 Collapse

                    forex trading business patient is very important and greed my cause loss in forex trading business sao thean we earn profit from our trading then we should adopt patient and not become greedy and keep up our trading in forex and after gain reasonable profit then close it for next time
                    • #11 Collapse

                      forex ke business me hedging kar ke ham ko bohat faida kamane ka moqa milta hai agar hedging sahi se aap ne learn kari hui ho to aap hedging kar ke fast market ki timings me kafi profit kama sakte hain lekin us ke lye forex ki bohat knowledge honi lazmi hai aap ko .
                      • #12 Collapse

                        g dear ap na hedge stretegy ko kafi acha sa explain kya ha and mn bh es sa agree krta hn dear aksar agr humari ek trade puns jati ha to hum log us ka againsat 2nd trade lga kr profit laita jata hn as a result hum logon ka daily profit ration bhot e brh jati ha and hum log ksi bra loss like ka acoount wash sa bh bch jata hn
                        • #13 Collapse

                          my dear friend knowledge to ap ne achi de hai lekin hedge krne k lye capital b chahiye hota hai jo k ziada logo k pas nai hota hai is lye mere khayal hedging sai nai
                          • #14 Collapse

                            dear bahut si stratgies hain jo kafi profit deti hain ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr skta hai ye aik real buines shai is ko kahein bhi iaj skta hai ye aik good buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hedging strategy in forex trading is very difficult kyoun k is ko understand karna bhot mushkil hota hai is lye humen bhot samjh kar karna parta hai or is me nuksan hone k bhot chance hoty han wesy hedging strategy forex me useful hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X