Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain
    Doston Forex Ki Learning Jaha Se Bhe Mile Hasil Kr Leni Chahie Forex Ek Essa Risky Business Hai Jis Mein Without Learning Ke Ap Kabhe Bhe Profit Earn Kr He Nahe Pao Gye, Sub Se Pehly Tarjeej Forex Mein Learning Ko Deny Chahie Aur Forex Ke Bare Mein Acha Experience Hasil Kr Lena Chahie Aur Essa Mahool Build Krna Chahie Jaha Se Ap Ko Achy Se Acha Experience Aur Knowledge Mil Saky Forum Ke Through Bhe Ap Ko Acha Knowledge Aur Experience Ho Skta Hai Ager Ap Mehnat Aur Pori Lagan Se Kam Krte Ho Jitni Mehnat Ap Ziadeh Kro gye Ap Ke Knowledge Aur Experience Mein Mazeed Ezafa Hoga Isliye Learning Ko Haemsha Continue Rakhna Chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے

    Dear brother agr apny Forex Mein learning karni hai to sabse pahle aapko forest Mein senior member se pata karna hoga unke bare mein trading ka knowledge Hasil karna hoga aur learning ke liye aapke pass bahut Sare option hote hain aap ismein online lectures Le sakte hain aur YouTube per Video dekh sakte hain aur knowledge Hasil kar sakte hain trading ka.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

      Forex trading ki learning Kahan se ki ja sakti hai very important days of trader ke liye Jo forex trading main Yun Hi khas karke new member Jo forex trading mein bilkul new hain aur unko kuchh bhi pata nahin ki forex trading mein kaise live trading account ke sath deal karna Hai to aapane sirf aur sirf demo account se Hi apni practice ko continue karna hai aur agar aap chahte Hain ki forex trading ke learning Karen aur different chart pattern aur candlestick pattern ke bare mein aap fundamental analysis ki wisper trading sikhane to aapane Koi aise group or acid teacher ko rakhna hai jo aapko trading ke bare mein sari chijen bataen lekin practice ke liye aapko bahut jyada hai tough time Lena padega demo account mein.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

        Forex ki strategy say ap gusa kr skte hn. Information Technology ka for hy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

          forex aik best busness hain hum is maai learning gain kar ky kam kary gy to hamy kamaybe ml jy ge hamy learning gan kar ky aik tie tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik amm business jasa nahi forex mai hum agar greedy ban ky kam ary g to hamy loss ho ga ya aik best business hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

            Je dear forex ki learning k lae kio specified book ni hai, ham es ko 3 tareeko sy learn kar saktyn hain, ik ham demo ma practice sy forex ko sekh sakty hain, secondly ham senior ki posting parhny sy b learning obtain kar saktyn hai, thirdly ham senior k sath discussion kar k b forex k bary ma kafi knowledge hasil kar saktyn hain,
            • #7 Collapse

              Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

              Dear brother forex trading men achi trading k liay aur achi earning hasil karnay k liay achi learning bahut zaroori hey aur bagher learning k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k learning hasil karen aur phir regular trading start karen aur sath learning process ko jari rakhen kiun k learning jitni bhi ho thori hoti hey
              • #8 Collapse

                Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

                dear members forex ki learning karne ke lye hamain forex business main chart ko samajhne ki koshish karni chahye jab ap esa karen ge to ap ko trading knowledg milne lagian ge our jab ap learning achi hoto ap ko bhot zyada earn kar pate hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

                  Assalam o Alaikum
                  Ap forex kay bary ma jha say bhi sikhay lakin sikhay bilkul thek sikhay app ko pta ha kay ya ak riski business ha or without experties kay hum kuch bhi ni kar sakty ha or is main learning kay ilaya kuch bhi ni kar sakty or jitna forex kay mutalik hum expert ho gay utny hi results achy ho jaty ha or forex experties bhi kafi had tak hamay market ma graph ko smajny or is ki direction ko achi tara say smag kar zyida say zyida prophet hasil kar sakta ah
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

                    Ji han aapane theek kaha hai agar aap Forex trading aur Forex forum ke Hawale se learning Hasil karna chahte hain to aapko Forex form per daily basis per apni post ka target Mukammal karna hoga Jab aap 50 post Karte Hain To aapke pass automatic knowledge Hasil Hona shuru ho jata hai Kyunki aap UN 50 post Mein curies Ka Jawab Dete Hain Aur Kisi Se Koi Sawal Puchte Hain Tu Is Tarah accumulated aapka learning badh jata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Ki Learning Kaha Se Kr Sakten Hain

                      Forex trading ma learning ki bohat zayada zarorat hoti ha is liye apko chahiye ka trading ka bara ma jitna zyada learn kr sakta ha otna zyada learn krein learning ka liye ya pak forex aik bohat acha method ha is ka ilawa ap seniors sa bhi advise la sakta ha aur videos bhi dehk sakta ha mughr learning ka liye best platform demo account hota ha is liye demo account zayada se zyada use krna chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X