Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    dear forex trading is a risky business .agr hum trading krty waqt greedy ko follow kry gy tu humy loss hi ho ga or hum success trader ni bn skty .greedy ko avoid kr ky hum achi trading kr skty hn or apny goal ko target kr skty hn .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      ya bat tu sb ko pata hai k forex mein greedy person k liya koi bhi place hai aur greedy person ko hamasa forex mein loss he hota hai iss liya hum ko greedy thinking se bhar aa kar forex mein trading karni chaya aur ziada se ziada achy trading karni ki try karni chaya. forex mein jo bhi jtni achy trading karta hai wo itni he ziada achy earning bhi karta hai.
         
      • #483 Collapse

        Yes right Absolutely right we need to avoid or control the greed if we want to get the success in the forex trading and for being ourself successful trader we have to control the greed ever, that it is our bad enemy in the forex.
           
        • #484 Collapse

          mere khyaal se aj kal k door mai shayed hi koi insaan hoga jis mai lalach nahi ho lekin agr ham forex mai kamiyab hona chahte hain to hamen greed ko ignore karna hoga us k baad trading karni hogi
             
          • #485 Collapse

            forex m agr hum greedy ko avoid kr ky achi trading kr skty hn .agr hum trading krty waqt greedy ko follow krty hn tu humy loss hi ho ga q kh greedy ik enemy hn every business ya pir every person .forex m hum kam time m zida earning kr rhy hoty hn agr hum is greedy ko follow krty hn tu humy loss bi boht ho ga .
             
            • #486 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: skyaims پيغام ديکھيے
              Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.

              Jee bhai sahi baat hai lalach har insaan ka weak point hai insaan koi bhi sab me hi lalach hota hai hum kitni bhi koshish kar lain hum kabhi bhi lalach ko khatam nahi kar sakte lekin hume is per control karne ki pori koshish karni chayye.....
                 
              • #487 Collapse

                g bilkul theek kha apa ny. aik lalach or dusry emotions. ya donon humary khuly dushman hain. humain trading k duran in donon sy door hi rehna chahiy kiun k ya donon loss hi krvaty hian.
                • #488 Collapse

                  forex me loss ki sab se bari waja hi greed hai.mera ye khayal hai ky ager ap lalach kiye bagher trading krty hein to apko loss nahi hoga.ager ap achi trade karna chahty hein to greedness ko bhool jaen.kyon ky greedness aik bohat buri cheez hai jo insan ko nuksan ki taraf hi lejati hai.
                  • #489 Collapse

                    yaar greed kisi bhi business main acha nhai hai iss ki waja se bohat se nuqsanaat se do char hona padta hai. iss lye aap ko greed ko bhool kar cool mind se trading karni chaiye.
                     
                    • #490 Collapse

                      greed ko avoid kar k hum achay paisa bana saktay aur yeh bohat best business hai aur hum es business se acha earn kar saktay hai aur main esko bohat pasand karta hu aur agar ap FOREX mian kamayab hona chahtay hai tou ap ko greedy attitude se avoid karna huga.
                      • #491 Collapse

                        my dear i thinks forex mein jitney bhi logon ko loss huwa hai ya to woh antrend without learn aur without training hotey hain jis ki wajha say woh apna sara account wash karwa letey hain 2nd wajha ye hai jo log es bussiness mein expert hotey hain woh market mein with laluch trade kartey hain aur apna loss kar letey hain my dear hum tab tak greed say nai bach saktey hain jab tak hum forex ko achey say teacher say ya ebook read nai kar letey hai aur demo full practics nai kar letey hain aur without laluch tarde nai kartey hain agar hum without laluch aur forex ko full expert ho kar karey to my dear hum 100% greed say save bhi rahen gey aur hamari har trade successfull profitable hogi
                        • #492 Collapse

                          greedy is curse apne ye suna he hoga so lalach insan ko dunia k har kam ka loss he karwata ha and foex ma apko lalach k sath chalo gaye to apko loss hoga and lalach ase chezz ha k har roz bharti ha apko ise bachna chaye apko cool mind se achi sabar k ssath trading karne chaye pir ap kamyab hogaye
                          • #493 Collapse

                            bhai aap ka bohat valid point hai,agar aik trader ka earning target acheive ho jay tau phir aap trader ko mazeed trading say guraiz karna chahye,kyun kay over trading,lalach aik achi strategy rakhny walay trader ka confidence bhi loose kar detay han...
                            • #494 Collapse

                              i thnk bro greed ksi bhi kam k lye theek nai hy agar hm greed kary gy to kbhi bhi ksi kam my kamyab nai ho sakty hmy chahye k greed ko avoid kar k trading ki taraf jana chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                hum forex me ager ache treekay se kaam kerein ge or isske baare me knowledge and experience hasil kerein ge to hum iss me achi income earn ker k apne dreams ko poora ker sakein ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X