Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    ji haan boss ap theek keh rahy hai agr hm ak achy or sachy business man banna chahty hai to us k lye hmen lalach ko chorna ho ga Q k lalchi insaan kabi kaamyab ni ho sakta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Forex main lalach hamari sab sy bari dushman hy, forex main zayda tar trader greed ki waja sy hi loss shikar hote hain, zayda greed karne sy ek to hum over confidence hojate hain or dusra hamara concentrate bhi break hojata hy jis ki waja sy hamen sirf nuqsan hota hy.
       
      • #1128 Collapse

        as we already read k greed is curse hamin chahiye ky apni green ko aik side per rakh kar business trading k baray main sochna chahiye ham forex trading business ki site per earnig say zaida learnign karnay atay hain taky ham zaida say zaida leran kar sakain aur experience hasil kar saken.
        • #1129 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Badal
          Dear i think that greed is most harmful for trade and trade and trader because if you will greedy person you must loss in Forex trade and lost your whole investment and lost your time. So always avoid greed and better performance your trading.
          agar hum greed na karay to ya bohat acha ha hamaray lia kiu ka is sa hum bahtar earn kar saktay han agar hum greed karay ga to is ma bahatr earn nahi kar saktay is sa loss barh jata ha or ya acha nahi ha
           
          • #1130 Collapse

            insaan ki nature he asi hai app greed se bach nahi sakty hain is kism ke business main lakin ager app bach jain to app ko kamyab hony se koi be nahi rok sakta hai
            • #1131 Collapse

              bilul sahi kaha ap ne, yess, greed ko khtm krna hoga, tab he ahm log asal profit kama skte han, and us se barh kr ye kay bande ko apne uper control ata ha and usi se banda seekhta ha
              • #1132 Collapse

                yes achi bat kahi ha keh greed ko avoid krain gy to hi forex min loss sy bach skain gy jab tk trader apny sath greed ko rkhta ha woh apni trading main best kam na kr skta ha aor woh risky trading kr kay loss main chla jata ha to greed ko khtm krna ha
                • #1133 Collapse

                  gee haan greed profit ka dushman hai jo log roz achi earning kar letay hain phr ahista ahista wo greedy ho jatay hain jis se un ko jo profit earn hota hai wo bhi loss main convert ho jata hai. is lye traders ko chahye k wo laalach na karain aur apni trading style main se laalach ko nikaal dain.
                  • #1134 Collapse

                    Dear aap ny boht achi baat ki hai mai aap ki baat sy agree ho . or manta ho agr aap mai greedy ajay to aap iss forex trading business mai kabi bhi kamyaab nhi ho skty hai . or duran trading bhi humay greedy sy avoid krna chahya . or khyle rkhna chahya forex trading business zaida sy zaida learn kry . or iss mai aik acha experience banay . or specially greedy ko apni life mai totally finish kr dy . or forex trading business ko business hi ki nzar sy dekhy . kmm profit earn kry but experience ly . acha experience bnnta jy to profit bhi barhaty jay .
                    • #1135 Collapse

                      ap try krte rahe to aik din a he jata he k trader os me success ho jata he es le koshash ke jy to koch hasal ho he jata he mgr try krne se he koch melta he otherwise to forex se loss ho hota he mgr bar bar work kya jy to es se earning best hote he.apnay talent ko achi tara use kar kay yahan buhaat agay ja saktay hain kyun yahan app kay open chance ha jis chain apni skills ko use karain aur app apna alag naam paida kar saktay hain.
                      • #1136 Collapse

                        it's very important that you control covetousness piece trading in Forex rapacity is like a serpent in the Forex trading suchlike Phidias bites you and you get poisons self like rapacity is a orientation and when you use modify then you worsen your sprightliness and very way in the fro ex if you sue rapacity in your trading business
                        • #1137 Collapse

                          g bhai app nay bilkul theek kaha hay.... agar hmm iss main greed karayn gay too hmm chahayn gay kay hmari earning zeyada hoo orr hmm jaldi jaldi posting karayn gay too hmayn loss hii hoo ga hmayn iss main greed say bach kay achi trading karni chaheya..........
                          • #1138 Collapse

                            g bhai jan har kisi ki koi na koi kamzori zror hoti lakin humain apni un kamzoriyo ko apne pass b nahi any dena chahiye. har trader ki 1 lazmi kamzori hoti he wo he greed or ye har trader ko loss ki traf le jati he. trader hard working kr k acha profit earn krty hain lakin greed ki wja se thorry se hi wqt main sara loss krwa lrty hain. lalach hmari dushman he >;(
                            • #1139 Collapse

                              G han ap ne bhout achi baat ki ha jitna ziyda ham greed se avoide karain ge utna hi ziyda traqi ki tarf gam zan houn gaye jo log kam se kam greed karty hain wo ziyda se ziyda earn karty hain or square b rehty hain kyu k earn karney se un ka marjen level b barta ha thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                Agar hum forex trading main lalach ko control kar kay trading karna seekh gaye to humay bohat acha profit bnanay say koi nahi rok sakta kyun keh aisy hum theak say focus karen gay trading par.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X