Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Greed forex trading main kamyabi ka dushman hai hamen lalach se bachna chaiye aur kbnolwedge k sath trade kar k profit karna chaiye aur experience k sath ache trade krni chaiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Je haan greed say har hall main bachna chahye kyonk greed is curse, aur yeh kisi bhi sorat faida nhe day sakty, isi liye iss aadat say ap chhutkara hasil karayn tu acha hai, warna ek baar tu apko faida ho lakin phr agli baar apko loss hoga aur usk baad bhi faidy k lalach main apko loss hi hga, isi liye achi planning say ap greed say bach sakty hain.
      • #93 Collapse

        Mery tmam logo sy ye guzarish hai k wo greed ko avoid kar k suchy dil sy kam kary greed sy ap logo ko noksaan boht ho ga ap is tara greed ki waja sy loss kart chalye gain gy so please avoid greed.
        • #94 Collapse

          ji ha app saee kestay hu greedy ke trading ma koee jga nahee ha app ko jetna he profit hurha huta ha usay he accpect kar lena chachy tkay app kam profit say be monthly hasa earn kar saktay ha.
          • #95 Collapse

            greed ko avoid karna zorri han apna life say forex good job for you people can work at home forex good business at home forex is best for us
            • #96 Collapse

              ham ko iss main lalich nain karni chahey k jiss sya a ham ko iss main profit ho iss liey forex bohat he best hai eanring k liye
              • #97 Collapse

                oh mare dost app ager patience se work kare on Forex trading ky real account me tu bohot hi zada profit hasil kar sakte hai ki un ky patience bohot hi achy impacts ho ghe baze dafa profit kam hota kuch time bade zada ho jahta hai.
                • #98 Collapse

                  g bilkul greed loss ka sabab banti hi aure is ki wajha shaid ye hi k greed jalbazi ka bais bantii hi jis se ghaltia ho jati haien aik achy aure soljhy hoy treader ko lallch se bachna chay is taraa wo kamiab tyreader ban jataa hi forex m new log akser greed karny lag jatyy haien
                  • #99 Collapse

                    forex main mostly log greed ki wja sy fail hoty hain.forex business main humain apny greed py control krna chahiy.forex main success us time ho gi jb greed ko avoid kr k knowledge experience r mind sy kam kia jay.jo log lalach krty hain wo zindgi main kbi b kamyab nai ho skty.
                    • #100 Collapse

                      yes friend agar hum greed men na paren tu sach men hum boht achi trade ke traf ja skte hen agar hum laluch ka shekar hote rhe forem business men tu hum achay trader shaiyed he ban sken humara skill shayed he phir bhar ske humen chaye k hum apni laluch per full kabo rakhen
                       
                      • #101 Collapse

                        dear greed to iss forex main sb sy main masla hai jis ka shikaar log hotay hain is sy bachna boht zaroori hai. lekin ye b haqeeqat hai k ye aik insaani fitrat ka hisaa hai iss ko agar khatam na b kar sako to kam az kam iss sy bachna zroori hai. agr bachna mushkil ho to aisa karein k aap computer bnd krein or forex dekhna he band kar dein.
                         
                        • #102 Collapse

                          Awesome post and nice discussion topics. I think greed is so much harmful for a trader. it can damage our whole business. Thanks for the post again.
                          • #103 Collapse

                            ap ne bilkul sahi kaha Forex me kafi User ki nakami ka sabab he aur gareed ke wajja se kafi User forex me apna pura lost kar dete he isi lie gareed ko khud ko door rakhain.
                            • #104 Collapse

                              aap nay bohat he theek nkahaa hai k iss main ham ko greed say bachna hai r iss main ham ko lalich nai nkarni k jiss say ahm ko iss main loss ho iss liy eforex bohat he best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                gee mery bahi jaan ap nay teak kaha mery khayal mein humy lalach say nae balky apny experince kay mutabic earning karni chaheay or achi earning mel jahy to zyada lalch nae karni chaheay kuen kay hum lalach say nuksan hasil kar saktien hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X