Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    i think mery khayal se ohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      gee han mery bahi greed bohat buri chez ha es ki waja sy insan ko loss ka smna krna perta ha ager hum greed ko km kr ly tu hum apni trad bi achi kr skty hen
      • #738 Collapse

        forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
        • #739 Collapse

          Jee bro apki baat se men 100% agree karta hun kyoun ke forex trading men 95% logg sirf isi trah se hi loss karte hen ke wo greed karte hen theak he na admi ko bohat mushkill se profit hota he lekin hum greed karke wo destory kardete hen isliye unlgon ko greed chorni paregi
          • #740 Collapse

            ye bilkul sahe bt ha k forex ma greed ko jitna avoid kea jae utni he ache trading ki ja skti ha..is kam ma lalach ak ase chez ha jo ap ko bohat bry loss ki tarf la k ja skti ha.
            • #741 Collapse

              g ahn bilkul ap na sai kaha k greed is a very bad curse ye or emotions bht bury dushman hain eik dosry k so plx new beginers avoid kary is ko or apna kam dihan se bghiar kisi lalch k sath karen ta k profit ho
              • #742 Collapse

                dear, forex bussiness main zaida tr logon ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha jo kay achay achay trader ko kisi kam ka nahi chorti aur achay bahlay log iss ki waja say apna sahra bissiness taba kar laytay hain agar admi forex bussiness main lalich pe qaboo pah lay tu uss ki kamyabi ko koi nahi rok sakta
                • #743 Collapse

                  dost g agr ap greedy sa kam kro gay ab woo cahy koi b kam hoo hoo ap loss e hasil karoo gay oor mary khyal ma ap tak jitna traders ko trading ma loss hua ha woo greedness kii waja sa hua ha kyoo insan lalch ma akr zyada hasil karna kii try karta ha oor iss wja sa woo apna nuksan kar lata ha
                   
                  • #744 Collapse

                    Greed for you to mere kyal me her aik ka hi week point ha AS WELL AS lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye corporation ha e bht risky yaha pe loss b hota ha IN ADDITION TO income b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln next new order lgyn ta k jitna revenue hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
                    • #745 Collapse

                      greed ko har hal ma avoid karna cahia or trading ki taraf rehana chahia. forex trading ki rules k alaba or koi side ma follow nahi karna chahia. jada kuch paneka icha nahi karke trading ki taraf jor dena chahia............
                      • #746 Collapse

                        han brother apne bht hi achi post ki ha hum jab bhe kamaybhi ki bat krain to hum greed ko beach main la ate hain .main ne aj tk jab main ik hi din main ziada earning ki koshis ki ha main loss ki trf gaya hon
                        • #747 Collapse

                          salam doto,apka sawal bht acha ha greed insan ko barbad kar dyti ha or har insan us sa bht door ho jata ha or hamy gree sa avoide karna chahye.
                           
                          • #748 Collapse

                            mere nazdik or meri nazar me best trader wo hai jo greed ko avoid kar k trading ki traf bahrta hai or greed ko avoid kat k profit ki traf jata hai greed wo buri cheiz hai jo k sath me profit ko bi destroy kar deti hai .
                            • #749 Collapse

                              Hamen greed ko avoid karna ho ga tab ham trading main aggy ja sakty hain kyun k ham lalach main aa kar jaldnazi amin gahlat order lga lety hain aur tab hamen lose ho jata ahi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main already bohat s elog greed ki waje se apna loss ker chuke hain agar ap iss main kamyb hona chete ho to ap ko iss main apni greed fear orr emotions ko control ker ke trading kerni ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X