Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2266 Collapse

    Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
    Bahut kamal bat ki hai ap ne sir or me ap ki is bat se agree krta hu k humain chahye k hum greed ko avoid karen or mehnat kren or money management use kren skill sharp kren apni or ziada se ziada demo par practice kren or strategies ko test krty rahen yahi wo sab kuch hai jin ko use kr k hum forex me kamyabi hasil kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2267 Collapse

      Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

      Forex aik bhut acha platform haii jis se ap acha earn kr skty hain just hamain chahye k ham greedy na hun zeada r apni learning jari rakhain trade lgaty howe kuch techniques use kren jis apka loss kam se kam ho jaise keh lots size ka kam hona SL R TP ko lgain ye sari chezn aik achy trader k lae zrori hain.
      • #2268 Collapse

        Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee greed ko avoid kar kee hi ham ko as forex trading ki taraf jana chahiy hai q k as se hi ham ko fyda hai as liy ham ko as forex trading main aesa karna chjahiy hai thekl hai bhai jaan
        • #2269 Collapse

          Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

          ma apsy pori trhn itfaq rakhti hn k jab hum kisi ek din or week ki trading may successful ho jaty hain to hum may ek confidence a jata ha or hum sochty hain k ab ma ek bara trader ban gay hain or isi mistake may hum next day or week may barii bari lot k sath entries lety hain jo k hmain boht loss b dAY skti hain or some time to account he wash ho jata ha.
          • #2270 Collapse

            Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

            greed ko avid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekhna ho ga ta k achi trade karny k kabill ho sakty hain aur hamain market main knwoldge ho ga tab hi hum real main perform karein gay aur is say faida ho saky ga
            • #2271 Collapse

              Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

              ji forex eki bohat hi acha businece hai is leye is mein ziada lalach nahi karni chahey or humen lalach ko shor kar achi tradinge ki tarf mutbaje hona chahey lalaqch asey bori balan hai ke ye ache ache logon ko asmaan se zameen par ghira deti hai
              • #2272 Collapse

                Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                forex trading mein greed boht hi buri cheze ha ya profit ko kha jati ha ager isnan bus lalach hi krta raha ga to is mein kbbhi bhi kamyab ni ho sakta hain so mara khayal sa hum ko greed ko avoid krna chaiya ta hum forex mein kamyab ho sakin.
                • #2273 Collapse

                  Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                  Lalach bore bala hy,, forex treading ma Kabi b lalach na Kro,, forex treading ma jitna profit aa rha save kro,, ya traling stop use,, jb ap Ke entry 40 pipe plus ho jy tu apna stop loss entry point Pa la aao only way to save capital,,or greed mat Kro forex br br chance da ge ap koy
                  • #2274 Collapse

                    Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                    markt main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aur market main sucess ho sakty hain aur market main knowldge ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain ta k earning ho gi
                    • #2275 Collapse

                      Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                      greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main trend ko use kar k hi hum r eal main sucess hos akty hain aur greed ko svod kar k hi hum sucess ho sakty hain
                      • #2276 Collapse

                        Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                        hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k bary main information hasil kar k hi hum real main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main planing karni ho gi
                        • #2277 Collapse

                          Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                          greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k bary main planing kar k hi hum real main sucess ho sakty hain aur market main up aur down ko dekh k hi hum real main kamyab ho sakty hain aur is forex main sucess hon sakty hain it is best
                          • #2278 Collapse

                            Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                            ji haan sir Hame laalach bilkul bachna chahiye aur Agar hum laalach nahi karenge to hum Pakistan Forex main accha trade kar Payenge aur Hame laalach bilkul bhi nahi karna chahiye Agar Hum laalach Karenge to hum bahut bade log Ka Shikar ho sakte hain thanks
                            • #2279 Collapse

                              Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                              yes sir ap theak khe rahe han agr hum forex me apna daily ka ya monthy ka terget bante han jab hum ko wo pora ho jata hye phr be hum chahte han ke as me or earn karan js ke waja se hum me greed aa jate haye phr ye hota hye ke hum big trade lagte han js ke waja se humra jo profit hota hye wo be loss me chala jata hye agr hum apna daily ya monthy terget pora kar lete han to hum ko phr kabi be koyi be new trade ko opne nahi krne chahye js ke hum apne ap ko papand karan ke hum ne next koi be easy trade be nahi lagne hye to hum ko as se acha fayda ho jata heye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2280 Collapse

                                Re: Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

                                hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum is forex main sucess ho sakty hain aur market main rules ko mind main rakhna ho g tab hi hum run kar skaty hain aur market main greed ko avoid karein gay tab hi hum real main perform karny main bi koi mushkil na ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X