Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    Forex Trading main Emotions ko control karna itna easy nahi hota. Because emotion naturally tor par insan main diye gaye hain. But forex main greed humain loss karwa daiti hay is k liye humain chahye kay money management kar lain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      we can get good success in forex trading and can earn good money with forex trading by avoiding greed and over confidence the reason that when you earn profit everyday from forex then you become over confident and this is the then bad thing for you and this thing brings greed for you and you lose your earning
         
      • #1533 Collapse

        forex trading is good online business in which you can earn good money after avoid from greed fear and emotions so these are the rules if you follow them then you can easily earn good money other wise face big loss
           
        • #1534 Collapse

          forex mai to bilkul nahi Q k jab trading se profit ana shuru ho jata hai to trader baray volume ki trade karta hai, aur baray volume ke trade mai bara risk, Bara risk bara profit to deta hai to baray loss bhi ho sakta hai
             
          • #1535 Collapse

            Jab aik trade main trader to profit hota hai to uss ki zayada tar koshish yahi hoti hai ke usay next time iss se bhi zayada profit ho aur wo kam se kam time main zayada profit earn kar sakay. Lakin aisa nahi ho pata aur wo apna loss kar leta hai trading main.
               
            • #1536 Collapse

              forex trading main greed ko avoid karna bohat zaroori hai because jab koi trader eyk ya do achi trades kar lyta hai to woh or earn karna chahta hai is tarha woh apni greed ki wajah sy nasirf apna earn kiya howa profit kho dyta hai
                 
              • #1537 Collapse

                forex trading may jb kisi ko profit hota ha to wo bohat agay jata or us ko apnay loss ka khayal bhi nhi rehta or greedy ho jata aisa krna ghalt ha kio ager loss ho jaey to us k paas kuch bhi nhi rehta is liay hamay lalach say avoid krna chahye
                   
                • #1538 Collapse

                  forex me trading se jab trader ko some profit hota he to suddenly uska mind greedy way me chala jata he jis se wo jald bazi me wrong trading kar leta he aur usay loss hota he, but forex me greedy ki koi vacancy nhi hoti,
                     
                  • #1539 Collapse

                    forex main greedy ko avoid kartey hain to phir yeh hamarey liye bohot hi acha hota hey aur i think phir hum forex main kabhi bhi fail nahin ho skatey hain aur is main acha experience aur knwoeldge hasil karke achi trade kar saktey hain.
                       
                    • #1540 Collapse

                      forex trading main lalac ko chor tu yaqeenan forex trading main app ek achi trader ban sakty ho kiyoo agar app forex main lalach karty ho tu lalach khabe kisi be trader ni porofit ko earn nahee kia hain
                         
                      • #1541 Collapse

                        Forex main to ap apni money ko jaildhi lose kar do ga mara liay ap ka liya advice ha ka apna emotion ko control main rakho tarding karta huwa ager ap apna emotions ko control main rakho ga to achi tarhans a tarding kar sako ga ap .
                           
                        • #1542 Collapse

                          Forex me work karna he to without greed ke work karna jaruri he usake baad hi hum forex me kamayab trader baan sakte he or behtar earning bhi prapt kar sakte he
                             
                          • #1543 Collapse

                            forex trading main agar app greed ko choro tu app forex trading main ek achi taraf ja sakty ho . kiyoo forex trading jitni trader ko forex main loss ho tha hain wo sab lalach ke he waja si hotha hain or loss kar dety hain .
                               
                            • #1544 Collapse

                              forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                Mostly aisa hota hay kay jab hum continuously profit earn karnay lag jatay hain to humain lagta hay kay humain market ki samajh a gai hay lehaza small lot ki jagha big lot lagani chahye ta kay zayada earning ki jaye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X