kam risk se trading good or bad????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam risk se trading good or bad????????
    ASSALAM.O.ALIKUM dear memebrs mujy yah btaye k agr hum kam risk sy trading krty hain to yah hmary lye acha hai ya nhi kun ke kam risk sy agar loss ka chance kam hoga to profit bhi kam hoga agir profit ziada krna chahty hain to risk to ziada lana hoga woh trader jin k pass experience hota hai woh jo ziada risk sy trading kr skty hain bat new trader ko zyada risk nhi lani chaye:1f615:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kam risk se trading good or bad????????

    Walaikum assalam sabse best idea hai ki Hamen low-risk ke sath trading Karni chahie NK Forex bahut jyada vyast ki hai aur Market kabhi kabhi unpredictable Ho Jaati Hai aapki Expectations ke against bhi Chalti Hai so Ham Logon Ko Agar low risk a short reading Karenge aur Market against the train bhi Chale to hamare account ko Vash Nahin Hoga Hamari Jo investment Hai vah save Rahegi Forex Mein jitne bhi log yah jitne bhi professional trader Hain vah steal money management ko follow Karte Hain Jab tak aapki money management strong hai aap log ke sath small profit ke sath trading Kijiye aur aap Inshallah successful Rahenge aur aapki investment we save Rahegi
    • #3 Collapse

      Re: kam risk se trading good or bad????????

      hum risk ly gy t hamy kamaybe mil jy ge hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai dunay ky bary bary mumalik invle ain yi business pakistan mai legal ban cuk hain hum is mai agar greedy ban ky kam ary gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi
      • #4 Collapse

        Re: kam risk se trading good or bad????????

        forex aik best business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil akr ky apni family ko support kar skaty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ya aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: kam risk se trading good or bad????????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
          ASSALAM.O.ALIKUM dear memebrs mujy yah btaye k agr hum kam risk sy trading krty hain to yah hmary lye acha hai ya nhi kun ke kam risk sy agar loss ka chance kam hoga to profit bhi kam hoga agir profit ziada krna chahty hain to risk to ziada lana hoga woh trader jin k pass experience hota hai woh jo ziada risk sy trading kr skty hain bat new trader ko zyada risk nhi lani chaye:1f615:
          Matlab Ham Ko profit bhi thoda hi hota hai aur nuksan bhi thoda hi hota hai isliye
          Walekum assalam dear main aapko yah Kahana Chahunga ki Jab Ham kam risk ke sath kam Karte Hain To Uske Kuchh advantages bhi hote hain aur kuchh disadvantages bhi Hote Hain sabse pahle Baat uska advantage hota hai ki Jab kam kam rate ke sath kam Karte Hain To usmein Ham Ko nuksan Bhi bahut kam hota hai aur ham Jyada sar se Woh kar kam karte hain aur usmein disadvantage Hota Hai ki Humko usmein profit bhi Usi rajyon Se Hota Hai matlab Ham Ko profit bhi thoda hi hota hai aur nuksan bhi thoda hi hota hai isliye
          • #6 Collapse

            Re: kam risk se trading good or bad????????

            hamain is forum main risk km hi use karna ho ga ba hi hum suces shon gay aur hamain market main demo main practice ka rk hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say perform karny main bi asnai ho saky gi aur hamain trnd ko use kar k hi hum achi earning karny main asnai ho saky gi
            • #7 Collapse

              Re: kam risk se trading good or bad????????

              Dear bro trading mein hum risk kam leny ki koshish krty hein risk ka mtlb loss hota hai hamein risk leny se avoid krna chahiye jitna ho sky currency oairs mein trades open krein commodities family risky hai low risk traders k faidy mein rehta hai agr risk ziada lengy tu apki sari investment zaye ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: kam risk se trading good or bad????????

                G han forex trading totally risky business hey iss men risk k bagher kamyabi nhi milti aur jab tak risk nah len acha profit hasil nhi kar saktay iss liay risk zaroor len risk management karen aur small lot k sath chota risk len tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar saktay hen lekin profit kam milta hey lekin milta zaroor hey
                • #9 Collapse

                  Re: kam risk se trading good or bad????????

                  Wa slam dear mry khyal m to hmein hmesha km risky trade krni chye takay hm loss sy buch skein or account wash hny ka khtra b na ho or wesy b risky trade sy hm hmesha tension m rehty hn isliye km risk lena chye sirf itna jitna hm willing hn afford krny k
                  • #10 Collapse

                    Re: kam risk se trading good or bad????????

                    g han dear ap ki baat thek hy forex online treading min hum ka risk la kar good treading kar sakty hain forex treading bahir risk ka nahin kar sakty hain hamin risk to lena parta hy jab hum risk lein to zaroorat ka mutakin risk lian agr hum forex min zaroorat sy ziyada lalach ban kar treading kairn to acha profit earing nahin kar sakty hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: kam risk se trading good or bad????????

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
                      ASSALAM.O.ALIKUM dear memebrs mujy yah btaye k agr hum kam risk sy trading krty hain to yah hmary lye acha hai ya nhi kun ke kam risk sy agar loss ka chance kam hoga to profit bhi kam hoga agir profit ziada krna chahty hain to risk to ziada lana hoga woh trader jin k pass experience hota hai woh jo ziada risk sy trading kr skty hain bat new trader ko zyada risk nhi lani chaye:1f615:
                      Dear brother Dekhen Forex trading Mein Jab aap Koi trade open karte hain to aapko ismein takriban Race ki aapka ismein Shamil hota hai trading Ek totally risky kam hai agar aap ismein thoda Soch Samajh Kar kam Karte Hain To aapas Mein kamyabi Hasil kar sakte hain otherwise aap Agar ismein serious Nahin Honge aur isko Samajh Kar Kam Nahin Karenge aur Iske bare mein knowledge Hasil Nahin Karenge to aapko kamyabi Nahin Mil sakti.
                      • #12 Collapse

                        Re: kam risk se trading good or bad????????

                        walikum assalam hum trading main jitna kam risk lety hain hum utny he kamiyab hoty hain or acha earn bhe karty hain ..or agr hum risk lety bhe hain to bhot achy experience k sath he hamen risk lena cheye jub tak hamary pas acha experience nahi hoga hum kamiyab bhe nahi hongy na he acha earn kar saky gy....
                        • #13 Collapse

                          Re: kam risk se trading good or bad????????

                          Forex aik aisa business hy Js main risk lena chaye is se hmen profit acha bhi mil skta hy r mehnt kren r sath main risky trade bhi lia kren
                          • #14 Collapse

                            Re: kam risk se trading good or bad????????

                            Firstly humy Chahy KY hum trading sikhy or hard work kry humy start bhi Kam risk lena Chahy trading Kam lgy jp experience ho Jay toh hi Zada profit or Zada trading ki trf move kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kam risk se trading good or bad????????

                              Forex trading mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein zyada risk nahin lena chahie aur forex mein hamen apni trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein normal lot size ki wajah se hamara bonus account bhi wash hone se bach jata hai lekin forex trading main koshish karni chahie ki ham apni trading mein big lot size use na karen kyunki Forex trading mein big lot size mein trading risk bhi bahut zyada hota hai aur Forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X