agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga
    agar hum es main lalache bn akr hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main mahant say hum es main kam karain gai ot hum es main sucess ho skty hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir pison kay account bna skty hain our hum es main live trading karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

    hame jo hai wo forex me bilkul bh lalach nh krna chaiye q ke lalch ek buri bala hai or hame chaiye ke ham forex me lalach ke bajaye hama mehnat kren ta ke jo hai hame achi earning ho ske ye nh ke achi earning nh ho
    • #3 Collapse

      Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

      forex mai hum agar lalachi ban ky kam kary g to haamra accoun baned ho jy ga hamy apny ander ky lalach ko kabu mai rahk ky kam karna ho ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai agart tuka system sy kam kary gy to hamara account bnd ho jy ga
      Last edited by ; 18-05-2020, 05:33 PM.
      • #4 Collapse

        Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

        hamain is forum main loss say bachny k liye learning karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi planing kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain market main bi trader bannay say pahlhy is k bary main earn ho saky gi it i sbest job
        • #5 Collapse

          Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

          dear friend forex trading sik risky business ha is mn lalach k sath kam naen krna chayay keun k jo log forex trading mn ziada aur jaldi profit hasil krnay ka lalach krtay hn aur baghsir sochay smjhay trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to ziada tr unhen forex trading mn loss he hota ha
          • #6 Collapse

            Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

            G han forex trading men lalach ka anjaam bahut bura hota hey aur forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey kiun k jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
            • #7 Collapse

              Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

              dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham forex main lalach ko mind main set ker k apnay kam ko karty rahnay ki try karan ho g is main ham ko chye k ham is main itayt k sat apnay kam ko last tak achay say achay method k sat karty rahan ho g is main ham ko kabhi bhi beri lalach k baray main khyal ker k apnay kam ko nahi karan ho g is main ham ko kam say kam nafah gain honay per he happy rahna ho g .
              • #8 Collapse

                Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                g haaan ap ny shi kha y agar hum es main lalchi bun kur kam kuray gaay to hunain es main zror nuqsan ho ga to humain ias kur kay nakami ka samna nhi kurna chahiyay balkay humain es main acha kaam kurnaa chahiyaay or emandari say kam kurna chahiyaaay agaar hum es main laluch ko avoid kur kay emandari say kam kuray gaay to hum es main zror kamyab hon gay to humaray pas 2 option hotay hain ya to hum lalche bun kur loss ko gain kuray nakami ka samna kuray or ya to hum emandari say kaam kur kay es main success gain kuray
                • #9 Collapse

                  Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                  lalach traders jub lalach me a kar trading kartay hain tu un ka risk boht zeyda high ho jata ha isliey traders ko chahie kay wo market me kam risk kay sath trading karay forex pehle hi boht zeyda risky ha leverages zeyda hone ki waja se traders ko high leverages ka bilkul bhi use nehi karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                    My dear friends forex ak lajwab business ha or ya riski business ha ha or agr hum lalchi ban kar trade karty ha or hum ko dis advantage kay ilawa kuch ni mily hay kyu kay forex ma jitna suber app kay pass ha app us suber ko apply kar kay apny results hasil kary or umeed ha kay ap ko 100% tak results perfect milay ghy kyu kay ap market ki movement ko dakh kar hum apny analysis ko apply karty ha or or hum apni expertation ko samny rakh kar or graph ki movement ko dakh kar apni zhanat ko use karty ha or is thara say hum ko results bilkul achy mily gay or jub bhi app lalach ki tarf ay ghy or ap graph ko baghar dakhy sell ya buy karty ha or ap loss ho jaty ha or jitna bhi ho saky ap suber or thumal say kam lay or success ko hasil kary or ap zroor 100% results hasil kary gay
                    • #11 Collapse

                      Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanpk پيغام ديکھيے
                      agar hum es main lalache bn akr hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main mahant say hum es main kam karain gai ot hum es main sucess ho skty hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir pison kay account bna skty hain our hum es main live trading karty hain
                      ji han dost lalach karne se kuch hath nhi atta id lye hamain hamesha lalach se door rehna chahye jab jab ham lalach ke qareeb jian ge hamain is se koi bhi faida nhi hoga hamain sirf our sirf nuqsan pohnche ga our kuch hath nhi aye ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                        han g hmy yaha lalach ni krna chaheye hmy apni planing or stratgy ko follow krna chaheye ta k hm is sy loss na ho agr is lalach kry gy to is tara krny sy apni lot size zeada kr ly gy to hmy is nuqsan ho sakta hai forex ma ak bohat business hai ya ak bohat acha kam hai
                        • #13 Collapse

                          Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                          G han agar hum laalachi ban kar forex per kaam karen gay tou phir bohat nuqsan hoga kyu kay laalach se hamesha nuqsan hi hota ha kabhi bhi laalach se profit nahi hota laalach apko barbad kar day gi is liye laalach se nahi mahnat se kaam karen kamyab hon gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: agar hum lalche bn kar working karain gain to boht nuqsan ho ga

                            Lalach but buriibala hay jiss see life mn hemsha her kici ko loss Kay elwa kuch b nhi hota bazokat asa ho jata hay Kay lalch see faida ho jata hay butaksar es see nuksan he hota hay agr ham Bina lalch Kay Kam karyen gay to ham bht half he apni life kamyab ho jiyen gay r hamiyen kbi loss nhi hoga forex mn agr ham lalch karyen gay to hamiyen hemsha loss he hoga Jo hamra liya bht barha nuksan hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X