greed se kese bacha ja sakta hai ?koi bata de mujhe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    greed sey bahna asan hai aur is sey bachney k liye ap ko apni jan ko tayar karna hoga tab hi is sey ap bch kar trade kar saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji haan apki baat sahi hain k humein forex business main planning karni chayeh apni capital ko dekhna chayeh and us k mutabiq trading karni chayeh phr ja kar hum is mian kamayb ho sakty hain and is main earnin kar saky gey .
      • #33 Collapse

        lalach se ap khud apne ap ko bachana he khas tor par ye zhen men rakhen ke ye koi raato raat ameer kar dene wala business nahi he is ko ap apni mehnat se kamyab bna sakte hen phir lalach ap ke pas nahi aye gi.
        • #34 Collapse

          saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain aur laaluch se bachna chahtay hain tu app ko is mein laaluch se bachna ho ga aur saber se kaam laayna hoga app ko is mein mehnaat karna ho ge
          • #35 Collapse

            forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai greed se bache kuin ke agar app greed se bachen gay tu app ko market mai faida hoga.
            • #36 Collapse

              gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay is may student kay leaay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
              • #37 Collapse

                bhai g greed her jaga bury bat hai is lai hamain greed nahe krna ho ga . or khas kar forex main to hamain balkul greed nahe karna or na he apni risk or money management ko cross krna hai q k forex main loss b boaht syda hota hai
                • #38 Collapse

                  greed se bachne ke lye bohat mehnat ke sath ham ko kaam karna hota hai greed chor kar he ham ko forex me faida mil pata hai greed kabhi forex ke business me ham ko agey barhne nahi de sakti hai is lye greed chor kar he forex me kaam karna chahiye .
                  • #39 Collapse

                    dear bilkul achi bat e ha ap na mn ap ka sath agree krta hn ka log es bat ko bhot zyada discuss krta hn but es ka solution ksi ka pas bh nhn hota dear but mn thora diffrent sochta hndear greed ka mtlb yeh hota ha ka ap na daikhna ha ka zyada profit ke chakr mn trade ko loss mn convert kr baithn to but aisa hota nhn ha dear
                    • #40 Collapse

                      dear friend yeh greed aik baar her trader main zaroor ati hai laikn jab usay nuksaan hota hai to wo isay automatically chor duyata hai and low risk per work kerta hai.
                      • #41 Collapse

                        Greed sa bchny ka liy hmy hud par cobtrol krna chiy ta ka hmm easily bch sakyy ap ko chiy ap jb bi trade kry profit ka aik target set kry ta ka greed sa bcha gyy greed bhut bura ha ya ap ko loss ma la jata ha
                        • #42 Collapse

                          There is only way to keep your self stay away from greed that think simple and work only which you can handle easily. Be patient on that profit you have earned. Make a routine of work and work on a fixed schedule. When you reached your profit limit then leave work that time and get relaxed. Do no try to earn more and more this is greed.
                          • #43 Collapse

                            Greed sey bachna mushkil kafi ziada hoti hai but agar ap money management bana key us key sath stick ho jaien bus pir money management ko chorien nahi her position open karney sey pehley money management pir stop loss and take profit sub use karien yeh he way hai.
                            • #44 Collapse

                              greed se kese of the pakistan forex forum trading of the work and the time of the work and the pakistan forum trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jee aisa hai ke greed se bachna mushkil hai but namumkin nhi hai,greed se bachna hum pe depend kerta hai agr hamein khud pe control hai to hum greed se bach sakty hain kyun ke greed her insaan me hoti hai to is se bachna bhi hamre hath me hi hota hai, forex me greed se bachny ka saan tareeqa ye hai ke ap apna ek target set ker lain or jb ap os target ko achieve ker lain to trade stop ker dain,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X