Unexpected changes in market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Unexpected changes in market.
    Dear traders, kabhi kabhi aisa hota hai ke ap ko market aik strong trade daiti hai. Ap trade open kerte ho lekin market ap ke against chali jati hai. Es tarha ki changes ko market ki unexpected changes kehte haen. Barhal, humaen en se preshan nahi hona chahyea. Stoploss ka use lazmi kerna chahyea aur koshish kerni chahyea ke Jo next trade hum open karaen wo strong trade ho jiss se hum pichli trade ka loss recover ker laen aur profit bhi kama laen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Unexpected changes in market.

    forex trading business ki market jab unexpected change hoti hai to hamen yahan par bahut sara nuksan nikal jati hai isiliye hamen jyada nuksan se bachne ke liye stop karte sambhal kar na hota hai ya market hai yah kabhi bhi kisi bhi waqt unexpected moment kar sakti hai hamen isase bachana chahie yahi ham log ke liye behtarin sabse achcha tarika
    • #3 Collapse

      Re: Unexpected changes in market.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders, kabhi kabhi aisa hota hai ke ap ko market aik strong trade daiti hai. Ap trade open kerte ho lekin market ap ke against chali jati hai. Es tarha ki changes ko market ki unexpected changes kehte haen. Barhal, humaen en se preshan nahi hona chahyea. Stoploss ka use lazmi kerna chahyea aur koshish kerni chahyea ke Jo next trade hum open karaen wo strong trade ho jiss se hum pichli trade ka loss recover ker laen aur profit bhi kama laen
      YeS fOrex maRKEt mn LaST 2 wEEKs sE BuHt hy ajeez ChaNGeS Aa rAhAY HaYn aApKO yqeEn bHy nhY Hogaa Ky aAP KiYaA Kr rhY Ho traDe mn Q Ky iS VIrUs KI wajAa sE MrT Ki MoVEmNeT BuHt zYaDa ajjeB HO gyAa hAY auR KagfY FaSt BhY aNaLtsiS KrNa aB tO BUht hy zYAdA DiFfiCuLt HO gyAa HY SB k lIYe ...
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Unexpected changes in market.

        daer forex market ko achi trha smjh kar he forex main kamyab howa jata hai knowledge or experience hoga tu he ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain q k jitna hum forex ko achi trha se smjhengy or sikhengy otna he hum forex main kamyab hongy or hum os main acha proft lay skty hain aghr hum apny knowledge or experience ko increase nahi karengy tu hmain kbhi bhi faida nahi mily ga es k bad ap market ki unexpected changes ko bhi achi trha smjh skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Unexpected changes in market.

          hamy market ke movement ko samj kar kam karna chahey is ke movement up or down hote he rahte hain hamy is ke movement ko samj kar kam karna chahey agar hum new trader hain to hamy chahey ky hum is mai currency main trading kary hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or pher is mai kam karna chahey hum is main live trading karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Unexpected changes in market.

            Dear jb hum koi strong position lety hein tu market against nhi hoti balkeh market ki fake movement hoti hai hum usko favour samjhty hein lekin wo order trend k against hota hai lekin next time market mein enter hony ki jaldi na krein balkeh kuch wait krein jb movement change ho jaye phr trade open krein jis mein profit hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Unexpected changes in market.

              G Han market main aik ajeeb si Change mehsoos ho rahi Hy aur maximum pairs aur AP metal p aik Nazar lagao to apko herangi ho gi k kia ho Raha Hy to is liy is time trading main bahut ziada care ki zaroorat hy aur koi bi ghlt decision apki investment k liy problem bna sakta Hy is liy annylsis ki madad ly k trading krni chahiy
              • #8 Collapse

                Re: Unexpected changes in market.

                dear g han ap nay sahee bat ko shjare kia hay is main ham ko chye ho g k ham her time main market k sat achay say attach ho ker k he apnay kam ko last tak best say best banay ki tr karty raha karein is main ham ko kabhi bhi hurry up k sat kam ko nahi karan ho g is main ham ko chye ho g k ham is main achay say acha work ko last tak karty rahan ho g isd main ham ko chye h g k ham jo bhi kam ko kia karein ityat k sat karty raha kareina gay ki janib janay k lye forex main anay k bad main .
                • #9 Collapse

                  Re: Unexpected changes in market.

                  G haan bilkull dear friends market me unexpected change hai Yani market thoori undatable hai is liey hame chahiey keh trading me jaldbaazi na kare balkeh sabar aor tahamal ke saath trading kare taa keh apko losa na hoo .
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Unexpected changes in market.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders, kabhi kabhi aisa hota hai ke ap ko market aik strong trade daiti hai. Ap trade open kerte ho lekin market ap ke against chali jati hai. Es tarha ki changes ko market ki unexpected changes kehte haen. Barhal, humaen en se preshan nahi hona chahyea. Stoploss ka use lazmi kerna chahyea aur koshish kerni chahyea ke Jo next trade hum open karaen wo strong trade ho jiss se hum pichli trade ka loss recover ker laen aur profit bhi kama laen
                    g haan bilkul market mein buhat zyada unexpected movement hoti hai is se humein market ke bary mein poori knowledge mili hai jis se humra buhat zyda faida hota hai aur forex market mein hum market ki movement ke bary mein analysis kar ke andaza laga sakty hain ke market mein is waqt kiya ho raha hai aur market mein is waqt kon sa trebd chal raha hai is se humara buhat zyada faida hota hai aur forex mein is se hum pora faida utha sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Unexpected changes in market.

                      forex 1 acha business hina our hum es main mahant say humain es main kam karn aho ga to he hum es main kam kar kay hum es main boht sa pisa kma kar hum aone zreurton ko pora akr skty hain agar hum es main lalache bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Unexpected changes in market.

                        G haaaan aaaaap ki baaaat sahi hai is main aaaaj kal market main kaaaafi bari moves ho rahi hain lihaaaza humen chaahiyek jaldbaaazi se kaaaam naaa karen or jo bhi trade lagaaani ho market ko technically or fundamentally obsrrve karnay k baaaad hi lagaaani chaahiye or news ko check karnay k baaaad hi koi bhi faislaaaa karnaa chaahiye taakay kaamyaabi k chances zyaada hi hoon.
                        • #13 Collapse

                          Re: Unexpected changes in market.

                          Assalam o Alikum,

                          Trading market asi jaga h jahan prr agr hum full active mind k sat observation nai rkty to pir hmein hmari trading ma fayda nai nuqsaan hi mily ga, market ma jub b moment hoti h to ye hmein smblny ka moqa nai dati h es liye jub b trading krny lagein to time to time market ko under observation rkein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Unexpected changes in market.

                            Forex market aik unique market jo traders ki wish se ni chalti ha, balke traders try kartay hain k forex market ki future movement ka pata lagayain, is lye trading aik art ha jis ko sikhna bohat zaruri ha, aj kal wasy bhi market unexpected conditions ma ha, is lye hamain bhaot soch samjh kar trading karni chaye, strong signals ka wait karain, jab trades open kar di to phr apnay emotions ko control ma rakhna chaye q k market up down ho gi, is lye market ma trading k lye apni skills ko improve karain, loss aur profit business ka hisah ha lakin agar ham rules ko follow karain gay to ham ashi trading kar k behtreen profit earn kar saktay hain,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Unexpected changes in market.

                              My daer forex market ko achi trha smjh kar he forex main kamyab howa jata hai knowledge or experience hoga tu he ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain q k jitna hum forex ko achi trha se smjhengy or sikhengy otna he hum forex main kamyab hongy or hum os main acha proft lay skty hain aghr hum apny knowledge or experience ko increase nahi karengy tu hmain kbhi bhi faida nahi mily ga es k bad ap market ki unexpected changes ko bhi achi trha smjh skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X