loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain
    agar humain es main kam karty hoaw humain es main loss ho jata hai to humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa bons hasl kar kay hum aone zrurton ko pora kar skty hain our hum es main agar hum kam ko copy kar kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main live trading karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

    ji bilkul agar hamara nuksan hota hai to hamen himmat nahin harni chahie balki himmat ke sath kam karna chahie aur apne kam ko aur bhi jyada behtar karna chahie isliye Ham kabhi bhi himmat na haar hai aur apne kaam ko behtar karne ki koshish karen jab Ham himmat nahin harenge tu Hi hamara kam behtar ho sakta hai isliye hamari hamesha koshish honi chahie ki Ham himmat ke sath achcha kam Karen tab hi hamen kamyabi milegi Varna Ham kabhi kamyab nahin ho sakte hain
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

      ji bilkul yah aapki baat dost hai forex trading business mein launch hone ka Ham logon ko Dil chhota nahin karna chahie hamen yahan per agar loss hota hai to humne bahut bahut mehnat karni chahie aur ismein fir se bahut aur sabse baithe learning hasil karni chahie tabhi Ham log yahan per forex mein fir se block kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

        jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy market ky up or down ko watch kar ky is main aik time main aik he trade lagane chahey hamy trade ko soch samj kar lagana ho ga
        • #5 Collapse

          Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

          g han dear ap ki baat thek hy forex online business min hamin treading karty hoy loos hota hy magr hamin loss sy darna nahin chaye aur na hi hamin dil chota karna chaye balke hamin apny loos ka samna kanry ka lia hamin forex mi ziyada sy ziyada mhenat karni chaye aur acha knowledge aur experience ka stah treading kanri chaye jis sy hum achi treading kar ka acha profit earn kar sakin
          • #6 Collapse

            Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

            bilkul friend, agr hmain kisi trade ma loss ho jay to pareshan na hon aur dil chota na karain, mehnat karain aur loss ko recover karnay k liay planing bnaen, loss karany wali mistakes ko poing out kar k clear karain aur unhain repeat na honay dain, is tarah hm success hasil kar sakain gya
            • #7 Collapse

              Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

              dear g han ap nay achi bat ko share kia hay ham any agar agay ki janib jana hay to is main ham ko kabhi bhi apnay loss say fear nahi karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main achay say acha work ko ker k he apany ap ko is main improve karty rahnay ki try karna chye ho g is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko karnay main hurry up say kam ko nahi karan ho g ham kam jitan cahay say acha ho g ham k itna he achay say kamybi mil sakti hay .
              • #8 Collapse

                Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                Ji haaaan aaaap ki baaat sahi hai forex main loss yaaa account wash se humen pareshaan nai honaaa chaahiye balke mehnat se kaaaam karnaaa chaahiye or jis wajaaaa se loss yaaa account wash huaaa hai woh wajaaaa find karni chaahiye or usay avoid kar k baaaki trading karni chaahiye q k jitni safe trading karen gy hum utnay hi kaamyaabi k chances zyaada ho jaaaen gy.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                  Loss ko dil pe mat lein loss bhi hamari apni ghalti se hota hai loss ki waja se forex trading nhi chorni chahiye balkeh loss tu hamein agy barhny ka rasta deta hai hamein mazeed mehnat ki zarorat hoti hai is liye tu loss hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                    ji han bilkul hamen loss hone per ghabrana nahin chahie aur Dil chhota nahin karna chahie balki mehnat kar k acchi tarah trading karke apni success Hasil karni chahie Ham achcha work karke apne aapko ismein improve kar sakte hain hamen chahie ki Ham achcha kam Karen tabhi Ham apne aap ko loss se bacha sakte hain agar Ham apni mistakes ko mind mein rakhkar kam Karen tab Ham apne loss ko recover bhi kar sakte hain Ham Forex trading mein success ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
                      agar humain es main kam karty hoaw humain es main loss ho jata hai to humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa bons hasl kar kay hum aone zrurton ko pora kar skty hain our hum es main agar hum kam ko copy kar kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main live trading karty hain
                      jahan tak ka mera experience hai loss ka toh mujhe is forum mein trading karte hue 5 month hogaye hain aur mein ab tak sirf loss mein hi raha hon lekin 5 month ki din raat practice ke bad is mein mene ek baat sekhi hai ke gar hum is mein proper way mein money management ka use karte hain toh is se humein kabhi bhi loss nae hota hai is se humein buhat faida hota hai aur forex mein humein loss hone per dis heart nahin hona chaiye is ko recover karne ki koshish karni hogi jo humary liye buhat zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                        profit or loss business ka hissa hain aur Forex trading ek risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading mein ek acha trader hamesha profit ki tarah loss ko bhi accept karta hai aur Forex trading mein loss hone per hamen himmat nahin harni chahie balke loss hone per hamen himmat our housale ke sath forex main work karna chahie aur Forex main loss se learn karna chahie jisse forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading main loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apni learning ko increased karke work our trading karni chahie aur Forex main trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
                          agar humain es main kam karty hoaw humain es main loss ho jata hai to humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa bons hasl kar kay hum aone zrurton ko pora kar skty hain our hum es main agar hum kam ko copy kar kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main live trading karty hain
                          Agar Hamen Forex trading se loss hota hai To Hamen loss hone per Pareshan Nahin Hona chahie na hi Hamen ghabrana chahie aur na hi Hamen loss hone per Apna Dil Chhota karna chahie balke Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie aur Forex ki acchi learning Hasil Karni chahie aur Hamen forex market Mein Dil lagakar acchi mehnat aur Lagan Ke Sath Kya Kam karna chahie Hamen forex market Mein Jarur kamyabi Hasil Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                            Ji Bhai bahut acchi bat ki hy apny hmein Forex trading ma ghbrana nahi chahiye aur loss ki sorat Mai Dil Chhota nahin karna chahie bal k Pahle Se Jyada mehnat Karni chahie aur hardworking Karni chahie. Forex trading Ek risky business hai aur Iske andar profit aur loss hota rahata hai lekin Hamen loss Ki Surat Mein ghabrana Nahin chahie balki aur Jyada practice Karni chahie aur Forex trading ke andar mehnat aur Lagan se kam karna chahie. Jo log loss se ghabra Jaate Hain aur Himmat Har Jaate Hain voh Log Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin Hoti aur na kam ho Jaate Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony pr del chota na karain blkay mahant say trading kar kay sucess ho jain

                              G han loss hne pe dil chota ni krna chaie agr ap dil chota kren ge to ap nakam ho jien ge. Apko r mehnat krni ho gi dil ni chota krna chaie. Dil chota ho gya ap kam se ge. Ic lie apko bra dil rakh ke bohat mehnat krni pare gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X