Confidence our overconfidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence our overconfidence
    Forex trading mein ache he work aur achi trading ke liye ache confidence Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex trading mein jitna ho sake hamen apne countenance Ko improve karke work aur trading karni chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein ache confidence ki wajah se ham loss aise bhi bach sakte hain forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye confidence Ka hona bahut hi zaruri hai lekin Forex trading mein hamen apne over confidence ke sath work our trading nahin karni chahie jiski wajah se Forex mein hamen bahut bada loss hoga aur Forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamari Puri mehnat waste ho jaati hai Forex trading mein confidence ka bahut zyada ho jana yah confidence ka kam ho jana dono hi Forex mein loss ka sabab ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence our overconfidence

    confidence hamari trading ke liye bahut hi important hota hai aur confidence ke sath hi Ham trading mein profit ki earning kar sakte hain without confidence Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain lekin jab Ham over confidence ke sath working karte hain tab bhi Ham successful nahin hote hain aur ham lose Ho jaate Hain to hamen always try karna chahie ki ham confidence ke sath working Karen agar hamari confidence ke sath working nahin hoti Hai aur ham overconfidence karte hain tab bhi hamen success nahin milati
    • #3 Collapse

      Re: Confidence our overconfidence

      forex aik best business hain hamy confience ky kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain agar hum kam karty how koi mistake kar gy to hamara account baned ho jy ga hamjy over confidence ko avoid karna ho ga yai business paksitan mai legal or famous ban cuka hain is jassa koi or business nahin dunay bar mai
      • #4 Collapse

        Re: Confidence our overconfidence

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
        Forex trading mein ache he work aur achi trading ke liye ache confidence Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex trading mein jitna ho sake hamen apne countenance Ko improve karke work aur trading karni chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein ache confidence ki wajah se ham loss aise bhi bach sakte hain forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye confidence Ka hona bahut hi zaruri hai lekin Forex trading mein hamen apne over confidence ke sath work our trading nahin karni chahie jiski wajah se Forex mein hamen bahut bada loss hoga aur Forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamari Puri mehnat waste ho jaati hai Forex trading mein confidence ka bahut zyada ho jana yah confidence ka kam ho jana dono hi Forex mein loss ka sabab ban sakte hain.
        Forex main apko kaam confidence agar aap koi bhi trade open Karte Hain To aapke andar confidence Ka Hona jaruri hai lekin Achcha profit hone Ki Surat mein aapko overconfidence Nahin Hona usse aap lost kar sakte hain Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein Akram Thoda Sa Bhi overconfidence Ho Gaye To Ham kitne Apna loss ho jata kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Confidence our overconfidence

          agar hum is main confidence sy kam kary gy to hamy is mai acha result hasil ho ga agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain yai aik real karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Confidence our overconfidence

            Je han, forex ma confidence or over confidence 2 alag alag chezyn hain, confidence wo hota hai k jo hamy knowledge, experience or demo ma practice k bad hasil hota hai, similarly over confidence wo hota hai jo hamy bena knowlede, experience or demo ki practice k hasil ho jata hai, over confidence bhot khatarnak hota hai,
            • #7 Collapse

              Re: Confidence our overconfidence

              Aapane bahut acchi post Ki Hai Kaun fidence aur confidence Mein Bada Fark hota hai account udane Sona acchi baat hai Kaun samas Hoga to Hamari trading improve Hogi lekin overconfidence se bahut Buri chij hai agar Ham aur confidence se kam Karte Hain To Ham Apne aapko loss Ki Tarah Se Jaate Hain To confidence Ek acchi chij hai lekin kabhi bhi aur kaun sa Dance Ka Shikar Nahin Hona Kyunki agar aap aur kaun sa Dance show karte hain to aapko bahut jyada loss ho sakta hai thank you very much
              • #8 Collapse

                Re: Confidence our overconfidence

                g han dear forex member paki bat bilkul theak ha forex trading main humaen confidance kay sath kaam karna chaiya but over confidance bopth bura ha ..or wase bhi insan main confidance to hona cahiya but over confidance say bachen kunkay jis insaan kay pass overconfidance hota ahwo kabhi bhi kamiayb nahi hota ha ...
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence our overconfidence

                  Jee bilkul forex mein confidence ka hona bahut zaruri hai lekin confidence aur over confidence mein bahut faraq hota hai. Confidence yeh hai ke ap ne trade lagai Jo ke strong trade hai aur ap ko apni abilities pe yaqeen hai ke ap ka analysis acha ha l. Ap ne strong proofs ko daikh te howe trade laga Di. Aur over confidence yeh hai ke ap ne aik trade se profit kama liya aur ap sochne lag gaye ke ap hamaisha theek Hote haen ap ka analysis ghalt ho hi nahi sakta. Ab ap ne market ko thora bahut daikha aur big lot se trade laga Di. Aur market ne ap ko nuqsan de diya yeh ha over confidence ap kabhi bhi es tarha ki trading na karaen. Apne emotions ko control mein rakhaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence our overconfidence

                    Forex trading ke liye confidence ka Hona bahut jaruri hai lekin Hamen overconfidence Nahin Hona chahie. Jab hMain information ho jae k Forex trading mein ab kaun sa trade Hamare favour Mein Jayega tab full confidence ke sath hi trade karna chahie aur kisi bhi tension ke bagair trade karna chahie ta k loss na ho aur ham profit ma jaen. aur jo log apni Marji se trade start kar dete hain aur samajhte Hain han ke wo log trading sekh chuke hain to vo Hamesha loss Mein Jaate Hain aur Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen confidence gain karna chahie aur overconfidence Nahin Hona chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence our overconfidence

                      Sahi bat h
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence our overconfidence

                        dear forex men ap jitna kam bhe kren gy apko apna confidence use krny men buht he acha faidah hoskta hy agr apky pas confidence nhe hy to apko es men koi bhe kamyabi nhe milskti to es men kamyabi k liye apky pas confidence ka hona zarori hy tb he apko es men achi trh sy profit mil skta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence our overconfidence

                          My dears assalam o alaikum umeed h kay ap sub thk ho gay confidance or over confidence ki bat karty ha confidance hamay hamari exerptation analysis or mahanet ki bdolat hum hasil karty ha or more say zyida hardworks ko apply karny kay bad hamary ander jo cheez grow kar rahi hoti ha wo confidence hota ha or hum is ki waja say apny analysis ko apply karty bha forex ma ko expertation ko graph ki movement par apply karny kay bad hum profectional hoty ha or bat karty ha over confidence ki over confidence ya ha kay hum apni practic ko jari rakhty ha or ak profectional trader ho kar jo bhi kam forex ma karty ha us ma 100% success hasil karty ha or phr hum apny analysis ko pukhta karty ha or us kay bad jo bhi hamary ander khud athmadhi jasi koi bhi cheez grow hoti ha us ko hum over confidence khaty ha or ya dono cheezay ak achy profectional trader kay pass hoty ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence our overconfidence

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
                            Forex trading mein ache he work aur achi trading ke liye ache confidence Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex trading mein jitna ho sake hamen apne countenance Ko improve karke work aur trading karni chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein ache confidence ki wajah se ham loss aise bhi bach sakte hain forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye confidence Ka hona bahut hi zaruri hai lekin Forex trading mein hamen apne over confidence ke sath work our trading nahin karni chahie jiski wajah se Forex mein hamen bahut bada loss hoga aur Forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamari Puri mehnat waste ho jaati hai Forex trading mein confidence ka bahut zyada ho jana yah confidence ka kam ho jana dono hi Forex mein loss ka sabab ban sakte hain.
                            Hamen Forex Main Market Mein trading karne ke liye Khud par confidence Hona chahie aur Hamen Hamesha acche confidence ke sath aur positive Soch ke sath sex market Mein trading Karni chahie lekin Hamen kabhi bhi overconfidence Mein Aakar forex market Mein trading Nahin Karni chahie Kyunki overconfidence se Hamesha nuksan hota hai aur Hamara account bhi Vas ho sakta hai isliye Hamen overconfidence Se Bachana chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence our overconfidence

                              Assalam o Alikum,

                              Apny uprr confidance hona bht e aci bat h but sat sat ye confidance agr over confidance ma change ho jay to yei bst hmry liye tradibg ma loss ku wja bnti h hmsry ander har decisions lany. Kliye self confidence hona cheaye but jub hamry fasly hmari trs8dbg ki aca bana rhy hn to over confidance ma a kr pani aci trading ko loss ki trf nai lay kr Jana cheaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X