Loss se darna nahi bachna hai ✓.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se darna nahi bachna hai ✓.
    Dear fellow Assalam o Alaikum.
    Piaarey dosto forex market me trade zurroor Kare aor confidence ke saath trading kare aor yeah soch Ken keh loss se darna nahi bachna hai to hame market ko achi tarah se analyzebksrna chahiey aor baad me trade ko open karna chahiey .
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

    fear of loss ko hamen apne mind mein nahin rakhna chahie agar Ham apne man mein piya off loss ko rakhkar trading karenge to hamari trading kabhi bhi successful nahin hogi hamen always himani management ke sath working karni chahie aur confidence ke sath working karni chahie jab hamari working confidence ke sath hogi to tab hamen good profit milega otherwise hamen kabhi good profit nahin milega aur ham loose Ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

      Ham apne nuksan se jitna bachne ki koshish karte hain hamen utna hi fayda milta hai lekin hamen chahie ke Ham theek tarike se trading Karen aur hamen trading mein Dana bilkul bhi nahin chahie agar Ham yah samjhenge ki hamara nuksan Ho jaega to fir hamara nuksan ho hi chahta hai isliye hamen nuksan ko apne dimag se nikal kar kam karna chahie tab hi kamyab honge
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

        dear forex men jab hum loss sy darr jayen g to hum forex men loss sy bach nai saken gy es ley humen sab member ko chaia keh hum forex men dill laga kjy kam karen gy forex men jab hum dill laga kmy kam karebn g forex men jb hum acha kaam karen gy forex men jab hum zeada sy zeada acha kam karen gy to humen forex men bahot he achin kamyabi hasil ho ge forex men har member loss sy darta rahy gaa to hum sab member forex men kabe bhe kamyab nai ho skaen gy
        • #5 Collapse

          Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

          dear friend ap na theak kaha ha k loss sa,darna naen chayay balkay loss sa bachnay ki koshish krni chayay keun k agr ap loss sa drtay ehen gay to ap achhi trading naen kr sken gay lekin apko chayay k trade lganay mn jald bazi na kren balkay hmesha soch smjh kr trading kren ta k loss sa bach sken
          • #6 Collapse

            Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

            Las hone Ki sabse badi vajah yah hoti hai ki Ham aisi jagah se likh lete hain Jahan se profit mein aur last mein jaane ke 50-50 percent chances hote Hain hamen aisi jagah se risk Lena chahie Jahan se market ke profit mein jaane ke chances 70 to 80% ho aur market ke last mein jaane ke chances 22 30% Ho aisi jagah se risk lenge to yakinan hamari trade profit mein jayegi aur vah hamen achcha profit de sakti hai lekin agar Ham aisi jagah se intry len Jahan se market ke profit aur loss mein jaane ke half half chances Ho to ho sakta hai vahan se market loss mein chali jaaye aur hamen jyada loss Ho jaaye isiliye hamen risk Lena chahie lekin loss Se bachne Ki koshish karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

              loss se jo member dar jaty han wo forex business mein kabi bhe achi success hasil nahi ker sakty han kuin ke success hasil kerne kilye mehnat kerne party han jis ke waja se nuafa nuksan dono hoty han es liye mehnat keryn ager loss ho jeye to preshan nahi balke us se lesson hasil kerna cheye then achi success hasil ker saky ge
              • #8 Collapse

                Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
                Dear fellow Assalam o Alaikum.
                Piaarey dosto forex market me trade zurroor Kare aor confidence ke saath trading kare aor yeah soch Ken keh loss se darna nahi bachna hai to hame market ko achi tarah se analyzebksrna chahiey aor baad me trade ko open karna chahiey .
                Sex forum power loss hone se Darna Nahin chahie balki loss hone Se Bachana chahie Agar Ham Logon Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie Ham pahle reading ke bare mein acchi Tarah information Hasil Karen aur apne aap ko agri Karenge Ham friend kar sakte hain ya nahin Agar Ham Khud per Bharosa Rakhenge To Ham Kamyab Jarur Honge Inshallah.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

                  Loss ho jay to forex ko chorna nh balkh forex per mazeed mehnt krni hy acha work krna hy takh hm sb ko forex SE achi earning ho sky
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

                    Ji Bhai bahut acchi baat ki hai aapane hmein Forex trading krny se loss sy Darna Nahin chahie bal k bachne Ki Koshish Karni chahie. Forex trading ma profit and loss hota Rahta hy Isliye Jo log Forex trading ma loss sy darty hen wo log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte. Esy log Jarur Kamyab Hote Hain Jo log mehnat karte hain aur Loss Se bachne Ki Koshish karte hain aur Forex trading ko Hath se nahin Jaane Dete Hain. Isliye hmain Forex trading ke andar hardworking Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ke liye mehnat krni chahiye.. Jab Ham Forex ko Sikh Jaenge tab Ham Kamyab Ho Jaenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

                      dear hum ko apni trade men loss sy drna nhe hy blky jis had tk mumkin ho sky hum ko es sy bchna hy ye tb he hoga jb hum es men apnk mistake ka khyal rkhen gy hum apni mistake ko jitna cover kren gy hum ko utna he acha faidah hoga hum ko es men bus hardwork he krna hoga aur es men kamyabi hasil krna hoge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se darna nahi bachna hai ✓.

                        Han g ap sahi kah rahy hain k hamain loss sy darna nahi chahay bal k hamain loss ko khatam krna chahay hamain forex trading Mao lalach nahi krny vhahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy hamain forex trading main sabr sy kam krna chahay q k sabr kabohal metha hira hy hamain achi trading krny vhahay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X