trade me loss se emotional nahi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

    Ji han aapane bilkul theek kaha hai trading Mein loss Ho Jaane Se Hamen emotional Nahin Hona chahie Agar Hamen trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen emotional hone ki Vidya School ke sath kam ko Jari khana chahie aur loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Agar ham Apne lost ko dimag per Sawal Karenge To Hamara dusra trading bhi effect Hogi Kyunki loss ka Hamare reading per bahut bura effect hota hai to Jab Hamen loss Ho Jaaye To Hamen chahie ki usko recover karne ki koshish karen aur apni trading ko Behtar banane ki koshish karen bahut Shukriya
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

      Loss aur profit har business ka hisah hota ha, is lye forex ma jab trading ma loss ho jaye to hamain emotional nai ho jana chaye, balke patient show karna chaye, q k jo loss ko bardasht karta ha, apni trading mistakes se learn karta ha, wohi is ma successful trader ha, jab bhi loss ho to os waqat loss ko bardasht karnay ki courage paida karain, tension na lain, market ap ko loss recover karnay ki opportunity de gi, aur ap profit bhi earn karo gay, is lye stay cool, relax in trading. Os waqt loss ko recover karnay ki koshish na karain balke market ko watch karna close kar dain
      • #18 Collapse

        Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

        yes dear trade men agr.hum ko loss ho to hum ko es men emotional nhe hona chahye q.k trade men loss aur profit ahm hissa hen es men agr hum ko loss hota hy to ye hmari he ghlti aur mehnat na krny ki wjah sy hota hy jo hum ko mehnat krny ka sbq deta hy aur hum ko bhe loss ko achi trh sy smjh kr he es men kam krna chahye aur acha bonus hasil krna chahye
        • #19 Collapse

          Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

          Ji bhai bahut acchi baat ki hai aapane Hamen agr Forex trading k andar loss Ho Jaaye To Hamen emotional Nahin Hona chahie balki Sabar aur Himmat ke sath kam Lena chahie. Agr Loss Ho Jata Hai To Hamen Apne mistakes ko note karna chahie Uske element per focus karna chahie aur Nishandahi Karni chahie ki kahan per Humse Galti Hui Hai. Is Tarah Jo log Forex ke andar Sabar Se Kam Nahin Le Sakte aur Himmat har jty hen to voh log Forex k andar na kam ho Jaate Hain aur Forex trading main Kabhi Kamyab Nahin ho sakte. Forex training Mein sabar se kam Lena chahie aur mehnat Karni chahie .
          • #20 Collapse

            Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

            pak forex business mein loss hone par kabi bhe mayoosi nahi hona cheye kuin ke loss ko dekh member mayos ho jaty han jis ke waja se mazed loss bharta hy ager hamra loss hota hy to hamain profits bhe zror hota hy har business mein profits or loss hota hy es liye loss se emotional nahi balke himat se dat kar mukbala kerna cheye then acha success mile ge
            • #21 Collapse

              Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

              Trading main emotional nh hona chaye mehnt kren trading main demo per practice kren forex trading bhut acha online business hy
              • #22 Collapse

                Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                Mary dost aik bat yad rkna loss nuksan ko koi bhi kushi k sth except nii krta na hi koi chahta hy k mjy loss nuksan hn ku k forex hn ya koi bhi business hn har banda yhi chata hy k mjy zyda say zyda profit hi hn jas pay main kamyab ho sko lkn phr bhi kesi na kesi surat main agr ap ko loss nuksan ho hi jata hy tu us say ap ko emotional nii hona chye bilky mazeed mahant k sth agy bhrna chye ku k forex pay market ki movement ka pata ni chlta kbii bhi humy as say zyda loss ho skta hy lkn us pay hosly k sth humy us mistake say seekh kar agy bhrna chye.....
                • #23 Collapse

                  Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                  g han bahi jan forex may loss say kabhi b emotional nahi hona chahia balkay forex may apni galti ur loss say seekhna chahia tak hum forex may dubara loss say bach sakyn ur acha profit kama sakyn ur kamyab trader ban sakyn.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex trading business me loss koi be expect nahi karta hay na hi es ko koi face karna chahta hay magar per be hamy trading me loss ho hi jata hay aur ham es ko face be kar lety hey, jaha tak emotional hony ka sawal hay to har loss me jany wala trade hamy es time emotional bana deta hay jab ye trade unexpected movement ki waja se mazeed loss me chala jata hay, magar traders ko chaye key wo kesi be trade me loss ki waja se emotional na howa karen ta key behtar decisions le kar es loss se bachny me kamyabi mil saky.
                    Profit or loss Forex trading ka hissa hai agar Hamen Forex trading se profit Hoti Hai To Hamen loss bhi hona hai isliye Hamen kabhi bhi loss hone per Pareshan Nahin Hona chahie aur na hi Hamen trade Mein loss hone se emotional Hona chahie Agar Hamen Forex trading se loss Ho Jata Hai To Hamen is bar Sabar karna chahie aur kabhi bhi Hamen emotional hokar Apne loss ko recover karne ki koshish Nahin Karni chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X