trade me loss se emotional nahi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade me loss se emotional nahi hona chaye
    Forex trading business me loss koi be expect nahi karta hay na hi es ko koi face karna chahta hay magar per be hamy trading me loss ho hi jata hay aur ham es ko face be kar lety hey, jaha tak emotional hony ka sawal hay to har loss me jany wala trade hamy es time emotional bana deta hay jab ye trade unexpected movement ki waja se mazeed loss me chala jata hay, magar traders ko chaye key wo kesi be trade me loss ki waja se emotional na howa karen ta key behtar decisions le kar es loss se bachny me kamyabi mil saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے

    Forex forum Mein Hamen Apne emotions ko control karna hoga aur is tarike se Ham acchi trade kar sakte hain aur loss se paise Lete 😱Experience ek asi cheez ha jo aqal 😍 ko b mar de deta ha is liye hamen forex forem k oper kam kerta howa risk ni lena chaheye 🏃 balka pehla hamen demo account k oper kam kerna chaheye or isi terha ✌ ham jo post kerta or thread to un man b experience bhot important ha q k her week man hamara jo bonuce ata ha asal man wo 😂 hamara sara week k kam ka result day jota ha k ham na kitna kam kia ha aur kis quality ka kam ham na kia ha pher hamen jahan jahan kami nazer ae wahan per improvements le k aen yahen experience ha aur isi sa hamara bonuce double ho jata ha... 😷😷😷
    • #3 Collapse

      Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

      dear forex men aysay bahot se member hen jo jinhne thora sa loss hota hy wo pareshan ho jty hen humen sab member ko chaia keh hum loss sy paresnhn nai hona chaoa jab hum loss sy pareshan hn gy tp hum kamyab nai ho sakekn gy forex men jab hum dill laga ky klam karen g forex men jaab ahum mehnt sy kam karen g forex men jab hum acha kam karen gy tab he hum forex men hum bahot he achi kamyabni hasil kar kaen gy forex men dill laga ky kam krna bahot he ah kamyabi hy
      • #4 Collapse

        Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Forex trading business me loss koi be expect nahi karta hay na hi es ko koi face karna chahta hay magar per be hamy trading me loss ho hi jata hay aur ham es ko face be kar lety hey, jaha tak emotional hony ka sawal hay to har loss me jany wala trade hamy es time emotional bana deta hay jab ye trade unexpected movement ki waja se mazeed loss me chala jata hay, magar traders ko chaye key wo kesi be trade me loss ki waja se emotional na howa karen ta key behtar decisions le kar es loss se bachny me kamyabi mil saky.
        G han dear brother Amazon trading Mela sota Hai To Hamen Apne motions per control karna hota hai aur Hamesha Mein Sawar ke sath kam karna padta hai dirham Forex Mein Safal Nahin Karenge To Ham ismein kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Forex mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen mehnat karni padti hai aur knowledge Hasil karna padta hai aur ismein loss hone Ki Surat Mein motions per control karna Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha kbi profit to kbi loss forex trading mn agr apko loss ho jay to loss ki waja sa emotional naen hona chayay balkay sabr aur hauslay k sath loss ko recover krnay ki koshish krni chayay keun k agr emotional ho kr ap big risk len gay to account bhi wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

            Sahi Kaha dosto trade lagate hue agar hamen loss ka samna karna pade To Apne emotions per kabu rakhna chahie agar ham loss ko dekhte hue loss ka samna karte hue emotional apne aap ko kar lenge to fir ham Apne dost ko recover karne mein kamyab Nahin ho sakte hamen chahie Apne emotions ko control rakhen aur apne aap ko iji aur cool mind rakhen hamara kam tab bhi achcha ho sakta hai jab ham ISI honge confident honge aur hardworking To hamen koshish Karni chahie ki ham Apne aapko loss ke samne bieber's na Karen
            • #7 Collapse

              Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

              Han g ap sahi kah rahy hain k agr trade loss main ho to hamain apnay emotion of control krna chahay hamain forex trading main sabr sy kamnkrna chahay k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny chahy aur acha profit hasel krna chahay hamain forex market Mao analysis kr k trade laganay chahay
              • #8 Collapse

                Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                jab bhi koi trader forex me incase loss ho jaye to use chahiye ke wo follow kare ke wo kis galti se loss huwa hai aur apni galti sudhare next trade ke time aur 2 3 relax kare usme koi trade nahi kare jab mind fresh ho jaye to trade shuru kare to jada behter hai.
                • #9 Collapse

                  Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                  apne emotions ko control mein rakhna hi sabse badi kamyabi hai Jo log apne emotions ko control mein rakhna Sikh jaate Hain vah log bahut jald kamyabi hasil karte hain aur jo log profit loss ke waqt apne emotions ko control mein nahin rakhva de vah bad mein loss karte hain kyunki jab unhen profit hota hai to vah samajhte Hain Ki Ham bilkul theek hain aur vah dusri trades open karne ki koshish karte hain lekin vah trades unki emotions mein open hoti hai jo unhen loss de sakti hain aur jab kisi ko loss hota hai aur vah yah samajhta hai Ki mn apny loss ko recover kar ln vah sirf emotions mein agar aisa soch Raha hota hai aur jab koi bhi trade open karta hai to use loss hota hai kyunki vote rate bhi uski emotions mein ki Gai hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                    Forex business mian loss or profit market ka hissa hain kuch traders forex main loss hasil krty hain or us k bad emotional ho jaty hain lekin haqiqat main emotional hony k bad wo market ka much nuqsaan ni krty balkeh apna khud ka koi na koi nuqsaan kar lety hain. Is liye agr forex main apko agr koi loss hoga hai tu us py saber krein takeh ap forex main mazeed trading kar skien.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                      Ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen readymade lost Saima use Nahin Hona chahie Jab Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Logon se Sabak sikhana chahie aur Bada loss nahin karna chahie profit Ho Jaaye to sahi mein hai Agar aapko loss hota hai to aap usko recover karne ki koshish karen aur Chhote ke pass Na Aaye ke pass jaen Khush Reh chup kar ja Agar aapko Kitna Kamyab training karna chahte hain to aapko lost Se Bachana Hoga bahut Shukriya
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                        Agar Hamen trade Mein nuksan Hota Hai To fir Hamen chahie ki Ham Apne emotions ko control Karen aur use nuksan se pareshan hone ki Bajaye learning Karen Sikke aur Dekhenge Hamari kya Galti Thi apni Galti ko Dobara se analyse Karen aur koshish karen Ki Dava mistake Na Ho Ya Agar Ho bhi to Koi Aur mistake ho lekin purani Galti ko Dobara nahin aana chahie Agar Ham Aisa Karenge to is baat ki surety hai aur promise hai ki ham log Jarur Jarur Kamyab Honge isliye Hamesha motions per knowledge ko prefer karna chahie aur Jahan knowledge Hoti Hai vahan emotions Nahin Hote
                        • #13 Collapse

                          Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                          Loss aa jay ataa bhe Rehta hy To Hamen chahie Jyada emotional na hun Agar Hamen emotional hokar Ham Agar Forex Mein kam Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte acchi kamyabi ke liye out of emotional Nahin Hona chahie Achcha Sath Hai To dene wala business hai jo bhi yahan per kam Karta Hai unko acchi kamyabi milati hai jo bhi yahan per Kam Nahin Karta unko acchi kamyabi nahin milati hai isliye acchi honi chahie to acchi Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                            ji han bilkul hamen loss hone ki vajah se bilkul bhi mayus nahin hona chahie kuchh log bahut pareshan Ho jaate Hain vah samajhte Hain ki bus ab Ham Forex ko chhor dete Hain kyunki hamen itna loss hogya lekin bahut hi galat baat hai hamen chahie ki Ham loss hone per pareshan Na Hoon balky confidence ke sath kam Karen aur pahle se acchi aur good learning karke mehnat Karen Taki Ham good morning sar sar kaise kare agar Ham good work karenge apne kam ko achcha banaenge tabhi Ham ko kamyabi milegi agar ham log bilkul apne aap ko confidence nahin denge to Ham kamyab nahin honge Jo Banda Loss ke bad upar uthata hai na kamyab vahi hota hai kyunki Jo yah loss hota hai na yah loss hota hai lekin hamen sabak bhi bahut achcha sikhata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade me loss se emotional nahi hona chaye

                              Assalamu alaikum my dear friend ji han friend aap ki baat bilkul sahi hai tried ma loss se emotional nahin hona chahie at ghabrana nahin chahie bilkal ke sabar se kam karna chahie kyon ke profit aur loss donon business ka hissa hote Hain kabhi profit to kabhi loss isliye loss hone per emotional nahin hona chahie q k loss be busnius k hisa hn jb loss ho to emotional nhi hona bilkul saber c km krna chaiya ar agr loss hona per emotional ho gya to ar zayda loss kr batha ga as liya emotional nhi hona chaiya bikal saber c km krna

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X