experience ki ahmiayt..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    experience ki ahmiayt..
    aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr kam krny k liy experience ka hona bht zarori h. agr hmara experience acha ni h to him achi trding b ni kr skty hn.is liy demo account pr practic kren apna experience gain kren ar phr trading kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: experience ki ahmiayt..

    Yes brother,, hamain forum per posting work kay through apni learning and experience improve karny ka bahut achi opportunity milti hay, jiski base per hum forex market ko understand kar kay different situations main different strategies use kar kay profit earn karty hain.
    Last edited by ; 18-05-2020, 04:04 AM.
    • #3 Collapse

      Re: experience ki ahmiayt..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
      aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr kam krny k liy experience ka hona bht zarori h. agr hmara experience acha ni h to him achi trding b ni kr skty hn.is liy demo account pr practic kren apna experience gain kren ar phr trading kren
      Walaikum assalam ji aapane bahut hi acchi baat ki hai Kyunki experience ke bahar Insan Kisi kam ka Nahin Hai Main Agar aapko yah Kaho to yah galat Nahin Hoga Ki Agar aapke pass bahut Paisa bhi hai aur aap ke pass Achcha bonus bhi hai lekin Agar aapke pass experience nahin hai ab kabhi trading acchi tarike se nahin kar sakte Kyunki jab tak aapke pass trading ke liye experience Nahin Hoga aap use time tak kabhi bhi acche tarike Se Kam Nahin kar sakte isliye agar aap Chahte Hain trading Mein Kamyab Ho Jaaye to aapko apna experience build up karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: experience ki ahmiayt..

        Jab hamry pas kisi kam ko krny ka acha experience aur knowledge hota hy tu hum har kam ko achy sy kr sakty hain aur us Kam mn successful bhi ho sakta hy hum ko forex trading mn acha experience aur knowledge just time investment mhnat aur Demo account py practice krny sy gain hota hy agr hum apan Kam mehnat sy pori Iman dari ky sath aur interest ky sath like Karen tu hum bhi ek na ek din zaror successful hon gy hum ko market mn entry leny sy pahly market ki movement ka samjh lena bahut zarori hota hy
        • #5 Collapse

          Re: experience ki ahmiayt..

          Esy traders jo bar bar hi acha khasa loss karty hey un ki nazar me trading experience ki ehmeyat koch zeyada hi ho sakti hay, loss aur profit ka hona jetna knowledge par depend karta hay traders key experience par etna hi es ka depend hota hay, experience me kami na ho to traders market me account balance ko secure aur mazeed es ko profit key through increase karny ka muqa be mil sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: experience ki ahmiayt..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
            aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr kam krny k liy experience ka hona bht zarori h. agr hmara experience acha ni h to him achi trding b ni kr skty hn.is liy demo account pr practic kren apna experience gain kren ar phr trading kren
            Forex market mein experience ki bahut jyada value hai ki Jiska Jitna Jyada experience hota hai vah forex market Mein trade Karke Itni hi jyada earning kar leta hai isliye hamen bhi chahie ki Ham forex market Mein trading ka experience increase Karen Jo demo account mein practice or real account mein normal trade karne se Hamen Hasil hota hai Jitna Jyada Ham forex market Mein trade Karenge to ham utna hi Achcha experience shasan kar sakte hain Jo future Mein Hamare trading Mein Hamen bahut fayda deta hai aur Hamen loss kam aur profit Jyada hota hai Achcha experience hone ke sabab
            • #7 Collapse

              Re: experience ki ahmiayt..

              dear friend forex trading mn experience ki bahot imporance ha keun k forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay achha trading experience bahot zroori ha isliay apko chayay k demo account pa achhi practice krtay rhen aur apnay trading experience mn izafa kren jis sa ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: experience ki ahmiayt..

                Without experience ham kamyab ni ho sakty he aor forex men to especially hota he experience hay islye hamen forex men jeetnay kelye achi tara say mehnat karna ho ge tab he best earn ho saky ge foex ek acha oar aasan business hay aismen fully mehnat karni ho ge, market ki position ko smjh kar ha profit eran kea ja sata hay aor tab he ho ga jab experience ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: experience ki ahmiayt..

                  Dear experience kee bagair ham forex par acha work nahi kar sakte experience kaa hona bohat ho zarori hai jitna hamara experience hoga ham utna hi acha kaam kar sakte hain to hm sab ko chahiye kee jitna ho sake apna experience gain karen iss se ham trading bhi achi kar sakte hain or experience jitna acha hota hai utni hi achi hamari earning hoti hai or ham utna hi success hasil lar sakte hain or forex aik aisa business hai jahan experience na ho to ham trade nahi kar sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: experience ki ahmiayt..

                    Jin logon ke pass jyada experience hota hai vah jyada achcha perform karke bahut achcha profit earned kar sakte hain lekin jo logon experience ko nahin mante aur vah yah samajhte Hain Ki vah 70 Se Hi bahut jyada profit on kar sakte hain vah log kabhi kamyab nahin ho sakte vah 70 Se Hi learning ko chhodkar earning ki taraf taaja Dena start kar dete hain aur bad mein unhen pata lagta hai ki unka account band ho chuka hai aur unke pass trading karne ke liye kuchh nahin bacha bad mein vah log pchtate Hain ki agar Ham pahle forex karna ki learning karke FIR trading karte to shayad aaj Ham bhi profit mein hote aur hamara account Se hota
                    • #11 Collapse

                      Re: experience ki ahmiayt..

                      Forex trading ma experience ki bahut zyada ahmiyat hai. Jin logo ke pass experience Nahin Hota knowledge Nahin hota ur skills Nahin Hoti voh log Forex trading Mein Kabhi Kamyab Nahin Hote. Jin Ke paas zyada experience hota hai Jyada expert hote Hain voh Log Forex ke andar zyada Kamyab hote hain aur zyada earning krte Hain. Isliye Forex trading mein experience ki bahut ahmiyat hai aur Hamen zyada Se zyada experience Hasil karna chahie Taki Ham Kamyab ho sake aur loss sy bach saken. Bagair experience ke koi bhi Banda Forex trading Mein profit Nahin Kama sakta loss Mein jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: experience ki ahmiayt..

                        Agar experience hai Ham Pakistan Forex mein time dekar Achcha knowledge ko increase Karenge acchi Si posting Karenge experience ko achi si post mein add Karenge to almost Mein Achcha profit Milega Achcha profit Aane Ki Khushi Mein Hamen FIR bahut jyada Achcha profit Milta hai isliye Ham acchi Si mehnat karte hain Hamen chahie apni mehnat ko Jari rakhen aur experience Rahe posting Karen Agar Hamari poston ka acchi quality wala majhar hoga to Fir Hamen Achcha Sa fayda Bhi aasani se Milega Achcha fayda Ke Liye Har koi acchi koshish Karta Hai To Hamen acchi kamyabi milati hai fayda Ke Liye Puri koshish karen to hi kamyabi Hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: experience ki ahmiayt..

                          Han g ap sahi kah rahy hain k forex trading main experience ki bahut ziada ahmiyat hy hamain forexcteading ka experience demo account py ziada st ziada practice krny chahay q k practice krnay sy hamain acha experience hasel hot hy hamain achi trading krny chahy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: experience ki ahmiayt..

                            Forex trading Mai humy apny Chahy KY phly hum experience ko hasil kry demo account Mai phir apni posting Ka ly thread value able post kry r market KY halaat par nazr rkhy experience ki es Mai zrort hai es ley demo account zrort bny or work kry tbhi ap successfully working kr skhy gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X