forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.
    dear friends forex market main support aur resistance aik asa method hai jiss ko apply kiey bgair is market main success hasil nahi kar sakty hain ap koi bhi strategy ya koi bhi analysis karny wala method use kar lain jab tak ap us main support aur resistance add nahi karain gay ap forex main kabhi kamyab nahi ho sakain gay kyon ky market ka real analysis method hai ju ky bohut he kam dafa fail hota ager ham yeh kahain ky yeh method fail nahi hota ha balky life time lea aik trade ko help karta hai tu yeh kehna bhi galt nahi ho ga is lea meri new traders ko advice ha support aur resistance ko achi tarah sy sekhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

    Dear member apne bohat he informative thread bnaihy or sach bhi yei hy trading market depend he support and resistance py krti or market ke movement ko bilkul clear krdyti ky market kab sell ya buy mein jayegi. Ye technical analysis hy or trading mein iska impact 99% hy or zyada tar jo expert traders hain wo bhi support and resistance ko follow krny ka kehty or jo new hain unko khaas isko he study karna chahiye. Fibonacci retracement bhi iska hisa hy jo clear signal dyta kab break out hoga ya nai.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
    • #3 Collapse

      Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
      dear friends forex market main support aur resistance aik asa method hai jiss ko apply kiey bgair is market main success hasil nahi kar sakty hain ap koi bhi strategy ya koi bhi analysis karny wala method use kar lain jab tak ap us main support aur resistance add nahi karain gay ap forex main kabhi kamyab nahi ho sakain gay kyon ky market ka real analysis method hai ju ky bohut he kam dafa fail hota ager ham yeh kahain ky yeh method fail nahi hota ha balky life time lea aik trade ko help karta hai tu yeh kehna bhi galt nahi ho ga is lea meri new traders ko advice ha support aur resistance ko achi tarah sy sekhain
      G haan aapane bilkul sahi kaha aur mujhe lagta hai ki aapko is business ka achcha khasa experience hai mere khyal mein bhi jab bhi technical moments market mein hoti hai to use waqt aapko resistance aur support ka bahut jyada knowledge hona chahie aur aapka is chij per achcha khasa experience hona chahie per aap is market se jarur fayda utha sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

        Main ap ki bat se agree kerti hun technical analyse main her methods support and ressistance ka mohtaj hota hai is k bager ham sahi se trend ko find ker hi nahi sakty to markete ko sahi way main analyse kerny k liye ye must hai k ap is main analuse k liye support and ressistance level ko zaror dekhen k jab markete in per move kerti hai to best way main trend ko find kiya ja sakta hai r successful trading ki ja sakti hai kiun k support and ressistance dono hi aesy levels hain k jin k bager sahi way main markete ko analyse kiya gi nahi ja sakta hai ko traders kmin ka sahi use janty hain wo biht best wag main trade ker paty hain
        • #5 Collapse

          Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

          Gee haan agar hum kamyab trade kerna chahtay hain tou aap ko support aur resistance ko samajhna ho ga trading market depend he support and resistance py krti or market ke movement ko bilkul clear krdyti ky market kab sell ya buy mein jayegi. Ye technical analysis hy or trading mein iska impact 99% hy or zyada tar jo expert traders hain wo bhi support and resistance ko follow krny ka kehty or jo new hain unko khaas isko hi study karna chahyea
          • #6 Collapse

            Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

            Trading ke liye members ko technical information hasil kar lena isliye jaruri hai ki vah isi tarah se hi vah khud apne account mein bhi isko use kar sakte hain isliye member ke pass har tarah ki information ka hona bahut hi jaruri hai isi tarah se hi members kam karke aur apne kam ko acche se benefits le sakte hain har ek number ko chahie ki vah benefits lene ke liye mehnat karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: forex ka har technical method support aur resistance ka mohtaaj hota ha.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
              dear friends forex market main support aur resistance aik asa method hai jiss ko apply kiey bgair is market main success hasil nahi kar sakty hain ap koi bhi strategy ya koi bhi analysis karny wala method use kar lain jab tak ap us main support aur resistance add nahi karain gay ap forex main kabhi kamyab nahi ho sakain gay kyon ky market ka real analysis method hai ju ky bohut he kam dafa fail hota ager ham yeh kahain ky yeh method fail nahi hota ha balky life time lea aik trade ko help karta hai tu yeh kehna bhi galt nahi ho ga is lea meri new traders ko advice ha support aur resistance ko achi tarah sy sekhain
              Technical analysis to hote hi yahi hai ki market kis position per jakar reverse movement karna Shuru kar deti hai aur Usi. Per Jab Dobara market pahunch chuki Hoti Hai To Ham vahan se reverse order Mein trade open karte hain yah Agar vah level break Ho Jata Hai To fir Ham Usi direction Mein next level Tak trade open karke continue kar sakte hain yah technical analysis support aur resistance per hi depend Karte Hain Ki Jab market maximum support resistance per pahunch chuki hoti hai to use per bahut jyada chances Hote Hain Ki Ab market Ne vahan se rivers hi movement Karni Hoti Hai To Aisa time Jab Hamen Koi chance Mil Jata Hai forex market Mein Jis per main market maximum support yah resistance per pahunch chuki ho to vahan se Ham trade open karke Achcha profit banaa sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X