aik din main threads ki limite kia hian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik din main threads ki limite kia hian
    ham aik din main 4 threads repky karty hain hamy aik time table bana kar is main daily apny kam ki limite ko pora karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik din main threads ki limite kia hian

    Ham 1 Din Mein 1 minut ke bad Adhik 50 post kar sakte hain Hamen quality wala kam karna chahie FIR Ham kam karke bahut Achcha Sar kar Sakenge Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen nuksan ho jaega Hamesha learning Hasil Karke market Mein kaam karna chahie yah Ek Aisa app hai jo hamen bhi deta hai aur Hamen deta hai
    • #3 Collapse

      Re: aik din main threads ki limite kia hian

      hamain is main thread bana k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain id forum main din main bi aru rat main bi kam kar k hi hum achy sya trade kani ho gi aur hamain market main bi trade karni ho gi tab hi hum loss say bach sakty haina ur hamain informatino achi ho gi tab hi hum run k arien gay
      • #4 Collapse

        Re: aik din main threads ki limite kia hian

        Ek hi din mein koi bhi member four threads create kar sakta hai aur isase jyada nahin karni chahie har ek member ko chahie ki sirf vahi kam karenge jo form allow karta hai aur jo form allow karta hai use kam ke hi kar lene se member ko jyada fayda hota hai aur aise members hai ki jo jyada over work karte hain aur uska koi bhi fayda nahin hota members ko chahie ki aisa na karen aur apne kam per sahi se focus karen
        • #5 Collapse

          Re: aik din main threads ki limite kia hian

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
          ham aik din main 4 threads repky karty hain hamy aik time table bana kar is main daily apny kam ki limite ko pora karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
          Kuchh log Aisa karte hain Ke 8 Threads bhi create kar dete Hain Jiska loss hota hai ki Itni Jyada treads create karne per per Jo limit Se Jyada thread hoti hain vah remove kar di Jaati Hain aur iska Khud Ko Bhi loss hota hai ki time hi vyast hota hai aur jo members and Threads Mein post karte hain Unki bhi loss hota hai ki Unka time bhi vyast hota hai aur jab Unki post ki quantity Puri ho chuki Hoti Hai To vah ISI quantity se post remove Ho Jaati Hain isliye for Threads ki limit Hai To Hamen 4 Threads he karne chahie Jyada treads Karne Ki Koi fayda Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: aik din main threads ki limite kia hian

            Ji Bhai Agar Ham Pakistan ho aur unke Rul ko follow karen to Pakistan form ke liye Kahate Hain Ki Ham Ek Din Mein 4 Se Jyada friend Nahin banaa Sakte a Chuke ya ismein Aakhri limitation hai aur yah limitation unhone Kisi maja se Rakhi Hui Hogi tan Ke Char Ek Din banaen Agar Chahat Se Jyada friend 1 Din Mein banate hain to Pakistan forum isko accept nahin karta Aur Is Tarah Ek Din Mein 50 Se Jyada post nahin kar sakte Jo ke Pakistan ke formule ke khilaf hai hi to Forex trading Mein ya Pakistan mein trading Mein kam karne per Hamen Bhul ko follow karna padta hai Hi Agar amrud ko follow Nahin Karenge to yah To Ham kokam weekly bonus milega daaton Hamare Upar Dhyan Laga Diya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: aik din main threads ki limite kia hian

              Ek din mn hum just 50 Post aur 4 thread create kr sakty hain aur hum ko only 4 thread hi create Krny chahie es sy ziyada nh Kiun ky agr hum 4 sy ziyada thread create Karen gy tu i think es ka effect hamry bonus py pary ga hum ko pak forex forum mn mehnat sy Kam krana chahie achy experience aur knowledge ky sath apan Kam krana chahie agr successful hona cahty hain tu forex ky har rules ko follow krana cahay apni daily basis py limit ko krana krana chahie insah Allah hum ek na ek din zaror successful hon gy aur acha bonus gain kr lain gy insah Allah
              • #8 Collapse

                Re: aik din main threads ki limite kia hian

                yes its true
                • #9 Collapse

                  Re: aik din main threads ki limite kia hian

                  Dear aik din main ham 4 threads karte hain or hamari sab threads quality wali honi chahiye kion ke agar hamari threads quality wali nahi hongi to hamari threads delete bhi ho jati hain iss liye hamein apni threads ko quality wlaa banana hoga taa ke ham achi earning gain kar saken or jitni hamari threads or posting achi hongi quality wali hongi or dosron kee liye informative hongi utna hi hamara kaam acha hova or hamein kamyabi milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: aik din main threads ki limite kia hian

                    Bhai hum forex forum main aik din main 4 thread create or sakty hain hamain forex forum main achay aur high quality Walla thread create krny chahay hamain thread main knowledge share krna chahay jis sy junior member ko fiada hota hy hamain forex main quality ko bahtar banana chahay hamain daily basic py limit ko pora krna chahay
                    • #11 Collapse

                      Re: aik din main threads ki limite kia hian

                      Ek din main aapko chahie posting ki acchi Tarah Se acchi limit Puri Karen aur sath hi sath mein aapko bhi chahie acchi Si Hamesha limit aap thread ki bhi Har Surat Mein Puri Karen aapko acchi kamyabi Milegi Achcha fayda milega mehnat koshish se kamyabi ka Ek Naam Hai isliye Jyada Se Jyada aap time dekar Yahan per kamyabi ke liye achi si koshish karen Forex aapko acchi kamyabi se advantage bhi bahut accha Dega isliye acchi kocchi se aap Forex Mein kam Karen Inshallah aapko acchi kamyabi Milegi Forex Ham Dil lagakar kam karen to hamare liye acchi kamyabi Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: aik din main threads ki limite kia hian

                        Dear forum fellow apko pta hona chhaye k so ek din main maximum four threads create kar skty hain. Four se zyda thread's create ni hon gy lekin agr wo create hoty bhi hain tu us se apko koi faida ni hoga Q k wo delete ho jye gy us se apka nuqsaan tu hoga hi hoga lekin sath main dosry logo ka bhi hoga jo us threads py post krein gy Q k unki post bhi delete ho jyen gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: aik din main threads ki limite kia hian

                          Pakistan Forex forum per hamen daily 50 posten or 4 thread karne ki ijazat hoti hai agar Ham daily basis per apni yah limit Puri karte rahte Hain to hamen weekly bahut achcha bonus nahin sakta hai kuchh log apni limit ko pura nahin karte aur FIR week per kahate Hain Ki hamen achcha bonus nahin mila ya unki apni galti hoti hai kyunki vah agar apni posting limit ko pura karte Rahe aur apne weekly target ko pura karen to yakin unhone unse mil sakta hai aur vah use bonus share trading karke achcha profit hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: aik din main threads ki limite kia hian

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
                            ham aik din main 4 threads repky karty hain hamy aik time table bana kar is main daily apny kam ki limite ko pora karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                            Hamen chahie ki Ham rozaana ke limit ko pura karne ke liye Pak frocks form per Jyada Se Jyada time de Ek Din Mein Ham apne friend ke limit ko pura Jarur Karen Agar Ham Apne third grade karne ki limit ko pura Karenge To Hamen bahut milane ke chances bahut jyada Honge.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X