Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao
    agr apka account bar bar wash ho jata hai to dear ap hosla se kam kro . sabar ky sath kam kryn. ap jitna sabar ky sath kam kryn gy to apko uthna best review mily ga . sab se pehly chart analysis confrm kryn . apko koi entry confrm lg rhi ho to apko chuaye low lot se us me entry lyn. lekin stop loss ko lazmi set kryn. us ky bad aap apni us trade me sbar ky sath rhyn. profit start nhi ho rha to bhi ap wait kr lyn. jld bazi me aa kr mazeed aur traade mat open kryn. na hi aap us trade ko closs kr ky dosri position ki trade open kryn. jitna aap is cheez ko control kryn gy ap utna success hon gy .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

    Account was hone se hamen bachna hai lekin agar Ho bhi jaaye to aapane jawab nahin karna account varshon ki forex trading mein aap ki training mein bataya jata hai ki kaise aapane apne account was hone se bachana Hai kyunki forex trading mein agar aap live trading account ke sath deal kar rahe hain to usmein aapka capital Bada hota hai jismein kafi kam chance hote hain aapka kaun watch Ho lekin jab real trading account ke sath kam kar rahe ho aur uske sath kaun Ho Jo to aapka bahut upset hota hai aur aapki trading match result nahin aate Hain kaun watch bahut jaldi ho jata hai aur aapko kamyabi bhi bahut kam milati hai koshish Kare ki account wash Karne ki Surat mein aapane new planning aur news ke saath apne aap ko Pakistan forex for main bhi kam karna hai aur aage lekar jana hai aapko result mile.
    • #3 Collapse

      Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

      Forex 1 online kitni hai Ham ismein Patanjali kam kar sakte hain aur ham ismein full time bhi kam kar sakte hain Agar Ham Apne kam karte howe koi mistaek kar denge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein kaam karna chahie ya business Pakistan bhi nahin Ban chuka hai Ham Apna lifetime carrier business sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

        hamain account k rules ko mind main rakhna ho g atab hi hum sucess hon gay aur boht say log is forum main kam kar k professtional trader ban rhy hain so hamain chahye is forum main ksii bi waqt trade kar k hi hum achy say perofrm kar sakty hainn aur hamain account ki har demand ko pora kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur sucess hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

          ji han aapane theek kaha hai aapko Apne account ko wash hone se bachaya Jaaye main aapko Chand Ek Aisi baten batata hun Jin se aapka account kabhi bhi Vishwas Nahin Hoga Mandsaur per Jo new users Hai unhen chahie ke Vaastav Balaji se pahle trading na Karen Agar vah trading karen to Ek limit Mein rahakar pahle Kisi Se Uske bare mein learning kar len aur jab rating karne lage to market ki movements ko acchi Tarah dekh le aur Sambhal amount Se Hi training Karen tab Ho Kamyab Honge
          • #6 Collapse

            Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

            hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham success gain kr sakjty hain or acha pasia kama sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakjty hain yai poors man or job less man lky liye aik acha business hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

              Dear ap janty hain k kisi bhi business main kam karny k bad ya faida hota hai ya nuqsan hota hai forex trading aik bahot acha business hai jis main nuqsan ki intahi khtrnak sorat e hal hai k humra account wash ho jaye is sy bachny k lye apko cahahye k apni ghaltyon sy sekhen aur bar bar gahltyon ko ma dhorain yeah na hu k aik he gahlti ap bar bar kar rahy hun jis ki waja sy apka account wash ho raha hu dosra trade lagaty waqt stop loss lazmi use karen jahan tak ap nuqsan bardasht kar skhty hain os had pay ja kar stop loss laga dain k agar apka analysis ghalt bhi hota hai tu apko nuqsan km sy km hu aur apka account bhi bach jayr
              • #8 Collapse

                Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

                Member jab apni trade ko acche se manage kar lete hain tu is tarah se unki trade acche se open ho jaati hai aur vah apne account ko bhi safe kar lete hain aur is tarah se unko koi bhi problem nahin hoti hai Sabke liye yah jaruri hai ki jab tak vah sahi se market ko analyse man karle use waqt aqua koi bhi trade open na karen aur is tarah se open ki jaane wali train mein hi members ko jyada loss hota hai aur aise members ke jinko loss ho jata hai unko jyada pareshan nahin hona chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

                  The correct attitude for successful trading is to let the market tell you what to do.
                  If the market says to go long, buy, and if it starts to go down, sell. This sounds
                  easy but it is much more difficult than you think. We always like to believe that we
                  can be in control. We want to be in control of our trading and of the market. If
                  you accept the notion right now that you cannot control the market, that all you
                  can control is your execution of trades, you will take a great step toward being a
                  successful trader
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                    agr apka account bar bar wash ho jata hai to dear ap hosla se kam kro . sabar ky sath kam kryn. ap jitna sabar ky sath kam kryn gy to apko uthna best review mily ga . sab se pehly chart analysis confrm kryn . apko koi entry confrm lg rhi ho to apko chuaye low lot se us me entry lyn. lekin stop loss ko lazmi set kryn. us ky bad aap apni us trade me sbar ky sath rhyn. profit start nhi ho rha to bhi ap wait kr lyn. jld bazi me aa kr mazeed aur traade mat open kryn. na hi aap us trade ko closs kr ky dosri position ki trade open kryn. jitna aap is cheez ko control kryn gy ap utna success hon gy .
                    Ge ha senior member forex treading me loss hone se bachne ke lya zarori he ke hum jald bazi se treading na kare humesha market ka analysis kare aur is ke ad treading kare is se profit hasil kar sake ge aur account be wash nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

                      Currency prices are a reflection of the balance between supply and
                      demand for currencies. Interest rates and the overall strength of the economy are
                      the two primary factors that affect supply and demand. Economic indicators
                      (for example, gross domestic product, foreign investment, and the trade
                      balance) reflect the overall health of an economy. Therefore, they are responsible
                      for the underlying changes in supply and demand for a particular currency. A
                      tremendous amount of data relating to these indicators is released at regular
                      intervals, and some of this data is significant. Data that is related to interest rates
                      and international trade is analyzed closely.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash hony se bchana hai to ye baat zehn me bethao

                        Assalam o Alikum,

                        G agr hum market values k motabiq trade nai krty r sat ma trading k rules ko follow krty hoye trading nai krty to hmein loss b hota h r account b wash ho sqta h es liye zarori h k hum trading sa phly en baton ka kayal rkein.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X