Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay
    Dear brothers aj kal forum pe bahut ziyada posts delete ho jati hen iss liay kal meri 19 posts delete huwi hen aur aj phir meri 15 posts delete huwi hen aur itni ziyada posts delete honay ki waja se dil toot jata hey lekin hamen sabr karna chahiay aur posting regular karen kiun k posts karen gey tu hi acha bonus milay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

    Forum per Agar aapki post delete ho rahi hai to is per aap Kuchh Bhi Nahin kar sakte se bike Sawar ke agar aap kar sakte hain to vah yah kya aap apne work per review kar sakte hain kya aapane Jo aapka kam delete ho chuka hai vah kaisa kiya tha use per aapane kaun sa rule break kiya tha forum ka Jiski vajah se aap ki post delete Hui aur vah Sapne mistake ko aap khatm Karke use per Kabu Pa kar aap Dobara se Agar mehnat Karoge To aapko uska Ek Achcha Sila mil sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

      Main note kiya hai ki bahut se log ko tension mein a Jaate Hain Jab Unki post ko delete Ho Jaati Hain To mere doston aap ki post delete Nahin Hoti he balke vah thread Jab question delete hota hai Jiska related aapane apni post comment ki Hoti Hai Ajab Sawal hi delete kar diya Jaega To fir jawab karane Ka Jawab hi nahin Banta Jyada aap Pareshan mat ho ya Karen Palke aap apni mehnat Jari rakhen aur Jyada quality ki post share karne ki koshish karen aur agar aap jis Bande se a referral ke jarie affilated hain aap Uske account mein apni post to check kar sakte hain vahan per aapki deleted post ki show ho rahi hoti hain Jyada aapki post delete Nahin Hoti balki vah Sawal delete ho jata hai Jis per aapane post ki hoti hai aur uski vajah poor quality e hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

        g han hamain sbr say hi posts karni ho gi aur target pora karna ho ga aur posts quilty wali ho gi tao kabi bi delte nai ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k baryy main practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice kar k hi hum real main kam kar k hi hum acha bonus hasil h osaky gi aur hamain market main loss km ho saky ga
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

          Pakistan forex for Mein Ham like kam kar sakte hain Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain Ham laptop PC per ya FIR mobile per posting trading Karke Paisa Kama sakte hain pure Se Kaise business hai jo Hamen experience vid a raha hai aur Hamen Achcha bonus bhi de raha hai Ham ismein apni Marji ke mutabik time table select Karke kam kar sakte hain aur Paisa Kama sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

            Ji han aapane theek kaha hai Surat Mein Safar karne ki tarkki Karta Hai Ek Aisa business hai jismein Hamen bahut jyada Safar karna padati hai agar Ham Subah Se Kam Milenge To Ham Kamyab Ho Jaenge Agar Ham Safar Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte to Forex Main Agar aapke post se delete ho jaaye to aapko ghabrane ki jarurat Nahin Hai To ki aapko sikhana chahie ki yah posts Kyon delete hue hain Jab aap hi se sikhenge aur new hope ke sath kam Karenge to yakinan aap Kamyab Ho jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

              dear jab forex forum par bahut zyada post delete horahi hon to phr hamin apni post quality ko check karna chahiy or dekhna chahiy k kahen hamari posts forx k rules k against to nahin hain.jab ham apni post ko rules k mutabik rakhen gy to pher post delete ne ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                Ji han Hamen give up karne ki bachat Sabar se kam Lena chahie for example Agar Ek V post karta hai aur uske delete ho Jaate Hain To usko chahie next time apni faults ko analyse Karen na ki give up karne ke bare mein soche Kyunki Agar vah press Mein interested Hai To vah is ko chhodane ki vajah ismein Khud Ko Behtar karne aur senior member banane ke bare mein hi Sochta Rahe uske liye best hoga aur Rahi Baat ke Jyada post delete hone per Sabar se kam Lena to vah to Lena Hi Padega Agar ham acche post Nahin banaenge to delete bhi Honge
                Do it before other will do!
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                  hmy posts asi karni chahiy jn my mistkaes na ho mistakes r jald bazi st ki gai posts dlet ho jati hyy hmy nolig r information vali posts karniii chahiy jis st baki members ki b help ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                    agr hamy loss ho jaye yao haamru posts delated ho jye to hamy tense nahi hona chahey hamy sabar karna chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king buiness hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                      Forum pay members ki post delete ho jaati hai to is tarah se members ko kafi jyada is baat se pareshani ho jaate hain ki unki post kyon delete ho gai hai aur yah post sabhi members ki delete hoti hai koi bhi ek aisa member nahin hai ki jiski post delete hoti ho aur jab members ki post delete hoti hai to iske sath unka kafi jyada time aur unki mehnat bhi delete ho jaati hai lekin kuchh members aise bhi hain ki jo acchi quality wali post kar rahe hote hain lekin fir bhi delete ho jaati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                        Employment Index
                        Payroll employment is a measure of the number of jobs in more than 500 indus-
                        tries in all 50 states and 255 metropolitan areas. The employment estimates are based on a survey of larger businesses and count the number of paid employees
                        working part-time or full-time in the nation’s business and government establish-
                        ments. Currently, the Non-Farm Payroll Report (NFP), issued the first Friday of
                        each month, is closely watched by traders of the USD. News traders much antic-
                        ipate this report because the prereport consensus of the number is typically
                        incorrect—resulting in short-term fireworks for the USD.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers aj kal forum pe bahut ziyada posts delete ho jati hen iss liay kal meri 19 posts delete huwi hen aur aj phir meri 15 posts delete huwi hen aur itni ziyada posts delete honay ki waja se dil toot jata hey lekin hamen sabr karna chahiay aur posting regular karen kiun k posts karen gey tu hi acha bonus milay ga
                          Former call for bahut jyada post delete hone per Hamen bilkul Sabar karna chahie aur hamare pass koi option Nahin Hai post delete hone ki vajah bhi Hamari hi Kami hai agar Hamari quality post kilo Hogi to Hamari post lead hi Hogi isliye Hamen chahie ki agar Ham Apne post ko sev karna chahte hain To Ham apni post ki quality ko Behtar Karen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forum pe bahut ziyada posts delete honay pe sabr se kam lena chahiay

                            Assalamu Alaikum

                            G nahi us ki main reason hai Jo members threads pay topic say related thread create nahi karty UN pay post na karain aur jab b possible ho ap yeh zarror dheekain kay kin pay views zayda hain aur thoray puray thread Jo 2 din say b zayda hon ya day one Kay jis pay lagy Kay yeh topic pay hai UN pay post karain delete nahi hon gy


                            Thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X