Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis
    Assalamu Alaikum dear members forex market Mein success ful trading karne ke liye technical analysis Jyada Jaroori hai ya phir fundamental analysis of dog is bare mein kya opinion Dete Hain Kya ham log sirf technical analysis karne ke bad market Mein acchi trading kar sakte hain Hamare fundamental analysis bhi acche hone chahien.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

    Technical analysis jari hai aur fundamental analysis bhi hamare jari Hain continuesly Ham forex trading se kuchh Na kuchh Sikh rahe hain yah just because of great Pakistani form Jo hamesha opportunity deta hai ki Ham trading mein bahut perfect synertrade apne koshish karenge Pakistan forex for main bhi aap technical analysis ki best trading ke bare mein kuchh aisi aur uske sath aapane fundamental analysis ko bhi apne mind mein rakhna Hai tab jakar aap kamyab aur successful trader banenge otherwise kamyabi ki sath aapko nuksan hoga aur aap trading mein kuchh bhi nahin kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

      Donon analysis ki Apni Jagah ahmiyat Hai technical analysis bhi bahut jaruri hai aur iske sath sath fundamental analysis bhi bahut jaruri hai technical analysis of Harvard kam main kar sakte hain aur aap se istifa De kar sakte hain lekin fundamental analysis news Hoti Hai jio ke kisi bhi waqt aapke bare feet ko collapse kar sakti hai Kya Uski movement ko bahut jyada fast kar sakti hai yah donon ki Apni Jagah bahut jyada hai aap donon ko
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

        Mery khyal me dono analysis bht zaruri hen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

          Walaikum assalam market Mein Hamen technical analysis Ka istemal Karke trade open Karni chahie kam Karke munafa Hasil kar Sakenge Agar Ham market Mein technical analysis ko ignore kar denge To Hamara account band kar diya Jaega lekin is nuksan main market Kaya brokers ka koi bhi KusurNahin hoga yah business Pakistan mein famous aur legal Ban chuka hai
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

            hamain is main techniqyes ko use kar khi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi aur hamain chahye is forum main enter hony say pahly si k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain trade ka rk hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main bi trade ka rk h hum run karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

              hamy analysis ko achy sy samaj kar market main trade laagni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky market main run kar saktyy hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam akr sakty hain yai aik asa business hain jis main ham apny gar beth kar kam kar sakty hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear members forex market Mein success ful trading karne ke liye technical analysis Jyada Jaroori hai ya phir fundamental analysis of dog is bare mein kya opinion Dete Hain Kya ham log sirf technical analysis karne ke bad market Mein acchi trading kar sakte hain Hamare fundamental analysis bhi acche hone chahien.
                😱 forex member man to is plate form pa junier hon hamara seniers is k bara mn hamen bataen ga k ham kasa aur kis terha k analysis k oper kam ker trade ki sahe direction le sakta han or market trend ko smajh sakta han... Q k seniers kafi time sa trading ker raha han yo unko is cjeez ka bakhobi andaza hoga k konsa analysis zayada correct han or kiatna zayada faidamand ha.. aur sath season member se bhi bataenge Inko Kis Tarah Kiya Jata Hai Inka procedure kya hota hai aur yah Kaise Hamen market trend ko Maihar Karke Sahi direction Mein Lekar Jaate Hain Kya Ek Sal Jo acche tarike se technical analysis kar sakta hai to vah Kamyab trader ban jata hai ya Uske alava Kuchh Is Kadar Jaruri hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

                  Hamen analysis ko use Karke kam karna chahie Fir he Ham is Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham analyses ko ignore Karenge To Hamen ismein negative result Hasil Hoga forex Ek Achcha karobaar Hain Ham Ko Ek Din Main Nahin samajh sakte Ham is Mein Ek sal ki practice ke bad expert trader bante Hain Hamen practice ke liye Demo account Ko chose Karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

                    Hamare currency pairs mein agar Dekha Jaaye to technical analysis bahut jyada Hote Hain lekin Agar Ham Royal aur gold ki market ke bare mein baat karen to usmein hamare fundamental analysis Jyada Hote Hain fundamental analysis ko Dekhte Hue Agar Ham oil aur gold Mein trade Lenge to vah hamare liye Jyada beneficial hoti hai lekin Agar Iske 12 currency pairs ki baat ki Jaaye to usmein technical analysis bahut jyada Jaruri hote hain fundamental analysis ki nisbat
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

                      Dear dono hi bahut zaruri haen. Forex market ko analyse kerne ke liye ap ko technical analysis bhi kerna perhta hai aur fundamental analysis bhi ager ap en dono ko ko achi tarha samjh haen tu ap ke liye market se profit kamana itna mushkil nahi ho ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical analysis Jaruri hain ya phir fundamental analysis

                        Sb sy pehly apko bunyadi nukat pay kam karna ho gaa jaisy knowledge mehnat aur kam karny ki lagan os k bad jo ithai zarori baten hain trading k hawaly sy un pay kam karna ho gaa k kaisy aik candle ban rahi hain kaisy trade lagaty hain kaisy stop loss take profit lagaya jata hai apna account kaisy save keya jata hai wagera wagera os k bad ap technical analysis pay twajo dain os k lye apko international media k sath munsilk hona pary gaa chezon pay bareek nazar rakhni pary ge pair k next movement kaisi ho he oa k bary janana ho gaa os k lye ap youtube pay video wagra bhi dekh skhty hai education bhi hasil kar skhty hain yeah sb ap sekhen lakin ahista ahista step by step aik din ya aik mehnay main banda expert nahi ban skhta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X