Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye
    Pak Forex forum pay members jabb duplicated ya repeated threads banatay hain tou woh delete hojatey hain jiss wajah say uss pay jawab dainay waley members ki posts aur thanks bhi delete hojatey hain aur members ki mehnat aur waqt zaya hojata hai. Members ko apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye aur threads soch samajh kay he bananay chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

    Hamen apni galti se Jaise Khud sikhana chahie ISI Tarah Main Apni galti se dusron ko bhi Bachana chahie Agar aapko Maloom Hai Ki aapka koi friend Ja aapka koi aur jane wala Koi galti kar raha hai jisse aap ko already nuksan ho chuka hai to usko Jarur bataen ki aap yah mistake kar Chuke kar rahe hain Taki Walon se Bach sake Kisi Ka Bhi loss ho raha ho to usko Apna lot samajhna chahie aur unko Galti karne se rok na chahie aur agar aap trading trading Mein Kafi acche Hain To aapko senior hone ki vajah se a Apne juniors Ka Khyal Rakhna chahie aur unko guideline se dete Rahana chahie
    • #3 Collapse

      Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

      Exactly Hamen apni mistake ki vajah se dusron ka loss Kabhi Nahin Karna chahie aur is important ki hai ki agar Hamen Kisi bad experience ki vajah se loss Hua Hai To vah Hamen share karna chahie jisse Kisi dusre member ki help aur wala se apne aap ko sev kar le yah bahut hi ache positive attitude aur positive thoughts share kiye aapane ki Hamen apni mistake se ek pal loss nahin karna dusra apni mistakes ko share karna hai dusron ke liye help Ho Aur dusron Ke Liye profit ka sabab Uninor Claus ka
      • #4 Collapse

        Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

        g han hamain gltiyaan bi shre karni chahye ta k dosry bi is say faida utha sky aur hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ab hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain market mainp ahly learning karni ho gi aur hamain is foruum main part time main bi job kar skaty hain aur hamain trader banny say pahlhy is k bary main planing karni ho gi saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

          Ji han bhai sahab bilkul theek kaha aapane ki apni galti se dusron ka loss Nahin Karana chahie for example Agar Ek bhai trading main Kisi Ko galat signal de deta hai to use bhai ka loss ho jata hai yah baat bhi film galat hai aur Agar dusre lihaj Se Dekha Jaaye ke agar koi Koi bhai repeated post karta hai aur use per Baki bhai comment Karte Hain To Yahi Hoga dusre bhaiyon ka bhi bonus vyast ho jaega Behtar Yahi Hoga Ki vah bhai careful rahakar post Karen Taki dusron ka bonus bhi waste Na Ho
          Do it before other will do!
          • #6 Collapse

            Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

            hamy apni galtio ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha pasia kama sakty hain yai kabe be band na hony walla aik real business hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai aik wasee business hain ya usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main aik legal business hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

              Hamen post ko reed Karke ismein mistake or Se Hi Karke FIR reply karna chahie Kyunki Ek mistake Hamara account was kar sakti hai aur account mein maujuda balance bhi wash Jata Hai Hamen kam karne ke Har EK Rules ko pura karna hoga aur yai Achcha aur kabhi bhi band na hone wala karobaar hai Ham ismein Jitna Bhi kam karte hain yah Hamen Uske hisab Se Hi earning deta hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

                Baat apki sahi hy or beshak apni galti sy dosron ka nuksan haqeeqat mein nahi karna chaiye or hr trader py lazim hy ky apna experience dosron ko us waqt tak na share kry jab tak us mein kuch kamyabi na ho jaaye. Quality posting trader ka apna experience zahir karta or is tarha bayan kiya jana chahiye ky agla apko apni rai ya mashwara dy or sab ussy benefit hasil karsakain. Trader ko chahiye ky offline hokay posts ke tayari krry jisy usko khud bhi profit hasil hoga or dosry bhi mustafeed hongy.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                • #9 Collapse

                  Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

                  Assalam o Alikum,

                  Jub forex for prr threads aty jein to hmein uni threads prr apni posts krni cheaye ji nka hmein confirm Pata ho es ka answer yei h, asy e glt answer kisi thread prr dy kr hum us member ka loss krwa daty hein jis ny wo thread kiya hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni ghalti say dusra ka loss nahi kerna chaiye

                    bilkul aapane theek kaha hai hamen chahie ki Ham apni galti se dusre member ko last nahin karvana chahie ki jab Ham food market ko analysis karte Hain to hamen acchi awaaz nahin hoti jab Ham khud nahin hote to hamen chahie ki Ham vah signal share nahin karna chahie jab Ham acchi tarah market ko analysis karte Hain jab Ham forex market ko acchi tarah samajh ke kam karte hain tab hi hamen forex mein apna strong signal share karna chahie agar Ham strong signal share karte Hain to hamen bhi fayda hoga aur dusre member ko bhi fayda hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bilkul sahi kaha! Trading me ghaltiyan hona aam baat hai, lekin agar aap apni ghalti se dusre traders ko nuksan nahi pahunchate hain, to yah behtar hota hai. Apni trading me sudhar karte samay, risk management ka bhi khayal rakhein aur kabhi bhi kisi aur trader ke bina unke anumati ke bina unke trades par dakhalandazi nahi karein. Forex me ek fair aur etik vyavhaar maintain karna mahatvapurn hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X