Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,
    Assalamu Alaikum friends dekhte hain ki Jab Hamare Paas account mein balance Jyada Hota Hai To Ham stop loss ke option ko use Nahin Karte Hamari trade Wapas a profit ki taraf Hai To Aisa Hamen bilkul bhi nahin karna chahie Kyunki Aksar Jab account was hota hai to usmein reason Yahi hoti hai ki Ham Apne Star Plus ko use nahin kiya Hota Humne aur ham ISI Soch Mein Hote Hain Ki Hamari trade Wapas a profit ki taraf Aaegi lekin Aisa Nahin Hota To isiliye Hamen chahie ki Ham Ek acche analysis ke bad apni strategy ke mutabik stop loss ka Jarur istemal Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

    hamy stop loss ko achy sy use kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti ham pany gar beth kar is main kam kar sakty hai yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

      ji bilkul mere Bhai aapki baat dost hai agar ham log ke pass hamare account mein balance achcha yah to hamen apne stop loss ko ignore nahin karna chahie agar hamen Star plus hit ho jata hai agar hamare account mein balance hai to Ham usse apne loss ko recover kar sakte hain isiliye jyada balance hone par apne Star plus ko ignore bilkul bhi Na Karen ye aapke liye faydemand hai
      • #4 Collapse

        Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

        Aap nay sahi kaha Stop Loss ko ignore ni krna chahiay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

          hamain stop loss ko use ka rk hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main bi trade karni ho gi aur hamain account ki demnad ko proa kar k hi hum achy say trade karn ho gi aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain experience ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is forum main achy say earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

            Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi option hey kiun k iss men loss ki limit ko kam kar saktay hen aur forex trading men balance kam ho ya ziyada stop loss ko zaroor manage karen tu account ko safe aur secure rakh saktay hen aur loss ko kam se kam kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

              SL hamesha account balance ko secure karny key ley aur safe trading key ley use kia karen, account balance jetna marzi zeyada ho SL zaror lagaya karen es se traders apny account balance ki safety kar sakty hey aur account balance me kami nahi any de sakty sath me ye account balance stop loss ki waja se mazeed increase be ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum friends dekhte hain ki Jab Hamare Paas account mein balance Jyada Hota Hai To Ham stop loss ke option ko use Nahin Karte Hamari trade Wapas a profit ki taraf Hai To Aisa Hamen bilkul bhi nahin karna chahie Kyunki Aksar Jab account was hota hai to usmein reason Yahi hoti hai ki Ham Apne Star Plus ko use nahin kiya Hota Humne aur ham ISI Soch Mein Hote Hain Ki Hamari trade Wapas a profit ki taraf Aaegi lekin Aisa Nahin Hota To isiliye Hamen chahie ki Ham Ek acche analysis ke bad apni strategy ke mutabik stop loss ka Jarur istemal Karen
                Aap Jab Ek trading Kare to koshish Karenge apni trading entry Lagane ke bad usmein stop loss Jarur lagaen Kyunki stop loss woh wahid tool Hai Jis ki vajah se aap log Apne account capital ko saaf Rakh sakte hain aur is ki activation ke bad aap Logon Ko market ke risk factor Se Koi Khatra Nahin Hota Kyunki aap log Apne account ko safe Rakh sakte hain aur Jab Bhi market aapki production ke opposite moon Karegi aap logon ka stop Las aapko bacha Lega agar aap big account capital ke sath trading kar rahe hain tab bhi aap apni trading entry Mein stop loss Jarur lagaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                  Hamen market Mein trade Lagane se pahle ismein stop loss ko laga lena chahie stoploss Hamare account ko wash hone se batata Hai Hamen isko kabhi bhi nahin karna chahie Aise hote hain Agar Ham rules ko Tory gy To Hamen is main loss ky sawa kuhs be nahe hasil ho ga yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is main international level par kam karty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                    So you have the first run up and profit taking kicks in. The buyers start
                    selling and the sellers start to outweigh the buyers and the position starts to
                    go down. If it is just normal profit taking the position will go down looking
                    for some support. The support is simply where the buyers think there is a
                    good deal and start buying again. We will cover support in more detail. All
                    of a sudden you have more buying than selling and the position starts to go
                    up again; at this point you will see the chart start to move back in a positive
                    direction. It is at this time a dip has occurred and you have an additional
                    opportunity to buy back in
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                      Ji bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Agar aapke pass account balance Achcha hai bahut Achcha hai to aap stop loss Ko Na Karen aap apni trade ko kam karne ke sath Aisa Kaun Laga De SL Laga De aapki trade loss Mein Nahin Hogi aur aapko cprofit Bhi Milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                        Salam Walekum bhai sahab bilkul theek kah rahe hain aap ki Hamen SL ko kabhi bhi galat nahin karna chahie garm SL matlab ke stop loss ko ignore kar denge to market ki ekadam first movement karne se Pata bhi nahin chalega Mari Kaun Vishwas ho jaega lekin yah bhi sahi hai ki Hamen apni trade ke Wapas aane ka Intezar Karna chahie lekin Agar Ham Aisa Laga Lenge vah Jyada fayda Hoga Kyunki account wash hone ka ka Khatra bilkul bhi nahin hoga
                        Do it before other will do!
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                          aapke liye yah jaruri hai ki aap apne account ko save rakhen Agar aapke account mein bahut jyada rakha hai to aapko use a nahin karna chahie aapko stop loss ki value darj kar leni chahie Taki aapko Ek Hafte Tak nuksan Ho Agar nuksan usse badh Jaaye to aapki trading account ka konsa top Ho Jaaye aur aap to Majid nuksan se bacha sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                            Ager koie trade ap ki loss mein chal rahe hai aur ap is asre mein bhety ho ke ye wapis profit mein aye gye tu es ka chance kam he hota hai kyn ke market apne direction khud select krti hai aur ose kaha move krna hai tu wo krti hai kabhe bhe asre mein nahe rehna chahie ager market ka trend samjh se bahir hai aur ap ye samjhte ho ke ab market dobara return nahe hone wali tu apne trade close kr deny mein he betri hai kyn ke account wash hone se bahtr hai ap kuch loss bardasht karain aur doabar relax ho kr try karain jub tk ap ko market ko pori tarah samjho gye nahe tab tk forex se acha profit earn krna mushkil hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agr ap k pas account balance ziada hy to bhi SL ko ignore na karain.!!!,

                              Walikum aslam. Forex business karny k koch na koch rules han agr hum un rules k sath trading karyn gy tu he himyn acha profit or achi earning ho gi. Ap k account main jitna b balance apko wo rulea nahi bholny chaey. Apki har trade py Tp or sl lazmi laga hona chaey. Agr ap aik b trade bina sochy samjhy laga detyn han ya phr trade laga kr rules ko follow nahi karty tu humy etna loss b ho sakta h k bad main wo recover karna he mushkal ho jay is leay jo b trade lagayn wo soch smjh kr lagayn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X