Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.
    Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamara bonus account bhi wash ho sakta hai jisse Forex mein hamari Puri mehnat waste ho jaati hai aur Forex trading mein hamen kabhi bhi apni galti ko ignore nahin karna chahie kyunki forex trading mein jab ham apni galti ko ignore kar dete hain to yah galti dobara ho jaati hai Jiski wajah se Forex mein hamen pahle se bhi zyada loss hota hai isliye forex trading mein jitna ho sake hamen apni galti se sikhna chahie ki yah galti dobara na ho aur is tarah se Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

    Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Hamen mistakes ko ignore nahin karna chahie balki Hamen apni mistakes ko avoid karna hoga aur ek se ek Aisa business hai jo Ham experience bhi deta hai aur Hamen Achcha bonus bhi Deta Hai Ham ghar mein baith ke iska kam kar sakte hain aur is business Mein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
    Last edited by ; 17-05-2020, 09:06 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

      bilkul dear forex trading main aapko apni mistakes ko avoid nahin karna chahie aapko mistakes ko learn karna chahie kyunki forex trading main jab bhi aap mistake karte hain aapko chahie ki aap usse proper learning Karen aur FIR usmein aap apni mistakes ko kabhi bhi repeat na Karen kyunki repeat karne se aapko mistake mein hamesha aap last mein chale jaate Hain isliye kabhi bhi apni mistake score repeat mat Karen is main hamesha aap forex trading mein ek achcha trader banne ke liye insan galtiyan se Hi sikhata hai
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

        Forex trading me hum ghltion sy seekh skty hen ignore kren gy to loss ho jay ga bht ziyada Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

          Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain forex trading main koi mistak nhi karni chahey aik mistak humra nuqsan kar sakti hain is liye koi mistak na karin jis sy ap ki mahnat wast ho ja aay soch samjhe ky trading karin market ko analiyses kar ky suber ky sath ta ky ap achi earning kar saky or kamiyab trader ban saky
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

            hamy planning ke sath kam karna chahie pher Ham is mai Achcha profit Kama sakte hain Ham ismein Ek Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur ham is Mein Raat Mein Bhi kam kar sakte hain market 24 ghante hi open rahte Hai Hamen market Ki movement ko Samajh Kar ismein Paisa bhi invest karna chahie Agar Ham Garib hain aur ham ismein Paisa nahin kar sakte To Hamen chahie kya miss me full time kam kary
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

              Je ek choti se galti ki wajah se pora account bhe wash ho sakta hai ap ne sahe kaha aur forex per tu aur bhe ziyadeh ehtiyat se kam krna chahie kyn ke risky business hai jitna is business mein risk hai utna kise aur business mein nahe hai yaha per choti se mistake ap ka pora account wash krwa sakti hai traders ko chahie ke wo active rahe trading krte time aur har ek cheez per apna focus banaie rakhen aur mistake se bachain trade wo he lyen jo sure ho ke ye trade profit mein jaye gye tbhi acha profit ap forex se earn kr pao gye
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                dear friend forex trading aik moshkil business ha is mn hr kisi sa mistakes hoti hn lekin sik achhay trader sa jb mistake hoti ha to woh usay hmesha yad rakhta ha aur dobara aisi ghalti kbi bhi repeat naen krta jis sa pehlay usay loss howa ho to woh forex trading mn hmesha kamyabi hasil krta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                  G han dear forum member apki bat se agree karta hon agar forex trading mein kabhi kisi trade mein loss ho jata hai tu koi bat ni har trader ko loss hota hai but agar hamyn bar bar loss ho raha ho tu hamyn loss ko accept karna chahiye aur trading stop kar k apni ghalti talash karni chahiye k ham kya ghlti kar rahy hain jo bar bar loss ko waja ban rahi hai tu dear jab hamyn ghalti mil jaye tu apni ghalti ko accept karna chahiye aur apni ghalti se sabaq hasil karna chahitye aur dobara wo ghalti ni karni chahiye kyun k dear ghaltiyan har insan se hoti hain aur acha aur kamyab insan wohi hota hai jo apni ghaltiyon se seekhta hai tu forex trading mein bhi ap ko kamyabi tab mily gi jab ap apni ghaltiyon ki correction karyn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                    g bilkul hum forex trading main apni galti ko ignore kar k kabhi bhe kam nahi kar sakty hain na he hum kabhi kamiyab ho sakty hain ..hamen hamesha he apni galtiyun par goar karna cheye or apni galtiyun sa sekh kar he kam karna cheye tabhi hum kamiyab bhe hoty hain or acha earn bhe karty hain ..
                    forex trading main hum kabhi bhe apni galtiyun ko ignore nahi kar sakty or agar ignore kar k kam karen gy to hum kabhi bhe kamiyab nahi hongy ,.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                      g haan ap nay shi khaa hy humain es main kbhi bhi apni ghalti ko ignore nhi kurna chahiyay humain es main apani ghlati say kuch na kuch seekhnay ki koshish kurni chahiyay agar hum apni ghalti say seekhay gay tub to hum apni life main es business main kamyab ho sakay gay to humain ghaltiyaon say seekhna chahiyay takeh hum es main acahay say kamyab ho sakay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                        Profit taking is just that investors start taking their profits because the
                        position has gone up nicely over a period of time say daily, weekly, monthly,
                        or yearly. Let’s look at figure 6-3 again and follow along form left to right
                        again. You will see the consolidation period (sideways) movement and then
                        the position finds direction; the buyers start to buy more than the sellers are
                        willing to sell and you have the supply and demand game. That drives the
                        price up until it hits resistance. Often times investors miss the first opportu￾nity to get in on the position when it takes off from its consolidation period
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                          The intra-day time frame has its own advantages and disadvantages. First, you
                          must have the time to watch the markets during the day. Second, you will
                          probably be entering many more trades, and the cost of commissions becomes a
                          larger factor. And third, the software and data costs are greater.
                          These are the first issues that you must consider as you begin to develop a strategy
                          and trade it: the type of market, the strategy type and the time frame. Let’s now
                          move on to the major elements of creating the strategy itself.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                            Ji bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai aur ek striling Mein Hamen kabhi bhi apni Galti ko ignore nahin karna chahie Agar Ham apni galtiyan ko ignore Karenge To Hamen future mein bahut problem ho sakti hai isliye Agar aapse koi bhi mistake ho jaaye to aap mistake sorry Kawar karne ki koshish karen aap next level per jaane ki koshish karen aur aapko milegi kamyabi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein kabhi bhi hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie.

                              The modern point and figure (P&F) chart was created in the late nineteenth
                              century and is roughly 15 years older than the standard OHLC bar chart. This
                              technique, also called the three-box reversal method, is probably the oldest
                              Western method of charting prices still around today.
                              Its roots date back into trading lore, as it has been intimated that this
                              method was successfully used by the legendary trader James R. Keene during the
                              merger of U.S.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X