aik acha trader wo hota hai jo k market ko pehlay analyse karta hai k ab ye up jay gi ya down or us baad jab wo is main order lagata hai to soch samaj kar lagata hai is liay is main trade karnay say pehlay market ko different indicator say analyse karain or phir is main trade karain to loss k chances kam ho saktay hain
aap aap meri baat say agree kartay ho ???:)
aap aap meri baat say agree kartay ho ???:)
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим