Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?
    Dear members kuch dost markets k seasons mein trading ki baat krty hein jaisy New York aur London sessions mein trading krein tu us mein kafi achi movement dekhny ko milti hai kia aisa hota hai ya bus kehny ki batein hein kionkeh market hr session mein news ki waja se movement krti hai,apki information chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

    Forex Trading me trading Sessions ka bara aham role hota hai. Is me market yakdam badal jati hai. Hamen har lamha trading Sessions se bakhabar rehna chaheye. Forex Trading k market chaar mukhtalif sessions pe mushtamil awqat se asar andaz hoti hai. Jo sabah 11 baje se lekar shaam 5 baje tak time me is waja se market slow hoti hai q k is time me koi bari stock trading market ka time nahi hota. World stah pe aam tawar pe chaar trading sessions hote hen jis se forex exchange bohut asar andaz hota hai. Un me pehle number pe hai Sydney session, aam tawar par ye us time open hota hai jis time hamare han yahan raat ka akhari hisa hota hai. Us k baad ata hai dosre number pe Tokyo session, ye market bhi hamare time k hisab se early morning me open hota hai. Us k baad kafi time gaf hota hai aur shaam k time open hota hai tesre number pe London session, jis ki waja se pher market me tezi a jati hai. Aur last pe ata hai New York session jo hamare hisab se raat ko open hota hai. In chaar sessions k hisab se forex bhi apne market me radubadal karta rehta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Dear members kuch dost markets k seasons mein trading ki baat krty hein jaisy New York aur London sessions mein trading krein tu us mein kafi achi movement dekhny ko milti hai kia aisa hota hai ya bus kehny ki batein hein kionkeh market hr session mein news ki waja se movement krti hai,apki information chahiye.
      Yes dear Jaisa ki aapko pata hai ki trading Mein 4 market session hote hain aur aur Market session ki ek apni identity aur apni Ek trading Hoti Hai Kisi market session main aapko Jyada profit mil sakta hai aur kisi market session mein Itni Jyada Teji Nahin Hoti Jis vajah Se aapko Jyada profit Nahin Mil Sakta ya uski Jyada vah Main Nahin ho sakti jisse aapko Jyada profit Nahin ho sakta isliye aapka profit aapki market Sachin Pappi depend Karta Hai Jis market se San Mein jitne Jyada han vah mat Hogi aur Agar sometime Agar over flapping ho jaaye to market session ki vajah se usmein market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai Aur usmein aapko Jyada Paisa kamane ka mauka Mil Jata Hai isliye sometime market session bhi aapke liye profit ka source Ban Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

        Gee han market ke sessions bhi profitable hote hain market ki movement ke bare main bat ki jae to market ki movement ke hisab se hi ham trading karte hain or ye har country main.change hoti hai market ki movement chane hoti rehti hai jitna ham market ko analyse karenge utna hi hamein acho trading krne ati hai or tab hi ham successful tarrder ban sakte hain market ki movement ko smjhna or phr trade krne se hamein loss ni hota
        • #5 Collapse

          Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Dear members kuch dost markets k seasons mein trading ki baat krty hein jaisy New York aur London sessions mein trading krein tu us mein kafi achi movement dekhny ko milti hai kia aisa hota hai ya bus kehny ki batein hein kionkeh market hr session mein news ki waja se movement krti hai,apki information chahiye.
          Forex Main Jab Bhi session change hote hain unke London session ho gaya ya FIR Tu Kyon session Ho Gaya ismein Jo Kuchh Bhi prices ki aap yah down movements ke bare mein admission hota hai yani ki price Kisi bhi currency pair per kg karo Jahan ho ya FIR down condition ja rahi ho to usmein prices join change hoti rahti hain aur session mein different currencies pair ki jo price Hai vah different Ho Jaati Hai Aur Aksar yah Hota Hai ke Kuchh sessions Mein price bahut jyada different difficult Jaati Hai Jeene Ki price bahut jyada change hoti hai aur kuch mein bilkul same rahti hai yani ki price change hone ke bad Dobara apni original price Jahan se start hua tha section vahan per pahunch Jaati Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
            Dear members kuch dost markets k seasons mein trading ki baat krty hein jaisy New York aur London sessions mein trading krein tu us mein kafi achi movement dekhny ko milti hai kia aisa hota hai ya bus kehny ki batein hein kionkeh market hr session mein news ki waja se movement krti hai,apki information chahiye.
            ji han dost apne sahi kaha market main mukhtalif oqat main trading mukhtalif hoti hai agar ap acha kaam karte hain our mukhlif time main trading karte hain to ap ko result bhi alaga hasil hon ge.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Markets k sessions bhi profitable ho sakty hein?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
              Dear members kuch dost markets k seasons mein trading ki baat krty hein jaisy New York aur London sessions mein trading krein tu us mein kafi achi movement dekhny ko milti hai kia aisa hota hai ya bus kehny ki batein hein kionkeh market hr session mein news ki waja se movement krti hai,apki information chahiye.
              Yes dear ais mai kuch trading session aisy hai jin mai kuch pairs ki moment zayda ho jati hai ap ko ye pata hona chaye k kon se session mai moment achi ho rahe hai aor aus mai ap ko apna kitna target set karna hai aus k baad ap agar ais market mai trade lagaty hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X