currency ke maktalif iqsam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency ke maktalif iqsam
    forex main currency ke kie iqsam hain hamy apny experience ky hesab sy currency chose karne chahey or is main kam karna chahey hum is mai din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar aik time main aik he trade lagane chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: currency ke maktalif iqsam

    Forex Trading me aam tawar par do trah ki hi hum trading kar sakte hen currency me aur commodity me. Currencies me risk kam hota hai. Forex Trading me kuch pairs bohut zyada reliable hai. Aur us me trading karte howe risk kam hi hota hai. Un me chand bari currencies ki pair jese USA Dollars, Pound Sterling, Canadian Dollar, Swiss Frank, New Zealand Dollar aur Australian dollar shamil hai. Ye sari currencies bohut hi reliable hai. Is k elawa JPY bhi achi currency hai lekin us ki up down movement bohut hi ziada hoti hai jis ki waja se us me risk bhi bohut hota hai. Ye pairs aam tawar pe market analysis k through hi move kar rahe hote hen. Is waja se is ki reliability bohut zyada hoti hai. Hamen pair ko select karte waqat market news aur analysis ko lazmi made nazar rakhna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: currency ke maktalif iqsam

      bohat he achaa sawal ha ager hum forex trading karna chataa ha to per forex ka matlab ha foreign exchange yani ka hum bohat he zeyadaa currency ka sath trading kar saktaa ha or har country ka different currency hotee ha es leya forex trading ma lot of currency, metal hotaa hay to hum har kisi pa trade kar sakta hay.............
      • #4 Collapse

        Re: currency ke maktalif iqsam

        G han currency pairs ki 3 types hein hamein in k bary mein information honi chahiye phr hum currency pairs ko select krein aur jo achy pairs hon jin mein ziada opportunities mikti hn sirf un mein trading krein kionkeh hum ne experience se profit hasil krna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: currency ke maktalif iqsam

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
          forex main currency ke kie iqsam hain hamy apny experience ky hesab sy currency chose karne chahey or is main kam karna chahey hum is mai din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar aik time main aik he trade lagane chahey
          Yes dear aapane bilkul theek baat ki hai currency iski different types hai aur ham Kisi bhi type per apni trading kar sakte hain aur ismein ham different time mein different per bhi select kar sakte hain isliye Agar Ham currency per apni trading start karna chahte hain to hamare liye easy hai aur Jaisa ke Junior member ke liye sabse best their currencies ka hi Hota Hai Humko chahie ki Ham apni reading currency pair Se Hi start karen ismein different pairs hote hain aap Jo Marji se Rakh kar le aur Jo pahla Pyar Hota Hai vah bye hota hai aur dusra Pyar Karta Hai vah Sar Ka Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: currency ke maktalif iqsam

            forex ma kam krny k lia hamy different cruncy ma kam krna hota hai jis sy ham trade laga kr is sy hm acha earn kr sakty han lakin is ma kamyab hony klia hamy is ma forex ko pahly seakhna ho ga tb ham is sy acha profit haseel kr sakty han ye ak bohat kam hai is ko ham gar beth kr bi kr sakty han
            • #7 Collapse

              Re: currency ke maktalif iqsam

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
              forex main currency ke kie iqsam hain hamy apny experience ky hesab sy currency chose karne chahey or is main kam karna chahey hum is mai din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar aik time main aik he trade lagane chahey
              ji han dost apne sahi kaha forex business main mukhtalif iqsam hoti hai our jab ap ne achi trading karte hain to ap ko mukhtalif currency piar par trading ka experience hasil karna hoga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: currency ke maktalif iqsam

                Forex trading me currency bohut relaiable trading instruments hai. Is me nafa aur nuqsan bohut hi kam hota hai. Currency new traders k leye bohut behtreen trading cheez hai. Forex Trading me kuch pairs bohut zyada reliable hai. Aur us me trading karte howe risk kam hi hota hai. Un me chand bari currencies ki pair jese USA Dollars, Pound Sterling, Canadian Dollar, Swiss Frank, New Zealand Dollar aur Australian dollar shamil hai. Ye sari currencies bohut hi reliable hai. Is k elawa JPY bhi achi currency hai lekin us ki up down movement bohut hi ziada hoti hai jis ki waja se us me risk bhi bohut hota hai. Ye pairs aam tawar pe market analysis k through hi move kar rahe hote hen. Is waja se is ki reliability bohut zyada hoti hai. Hamen pair ko select karte waqat market news aur analysis ko lazmi made nazar rakhna chaheye.

                اب آن لائن

                Working...
                X