Ik dafa profit say over confident na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ik dafa profit say over confident na ho
    Aoa umed hai ap theak ho gay dosto baz dafa humy ik dafa bouns hota hai to hum over confident ho jaty han or zada lot size ki trade start kr daty han asa nahe hona chya yaha per kabi b over confident na ho or mahnt say kam kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ik dafa profit say over confident na ho

    Yes aapane bilkul theek kaha jab aap free Ho jaati Hai aur aapko thoda thoda profit Milana shuru ho jata hai to aapka confidence level bahut hota hai aur accident mein call karengemaximum trader jab apna chhutiyan se forex trading mein kam karte Hain to unka confidence level bhai hota hai aur unki lalach mein hota Hai kyunki Jo log hi forex trading karte Hainforex trading mein jitna aap mehnat karenge to itna jyada confidence aur itna jyada Pyar nahin hogi aur aap acche ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ik dafa profit say over confident na ho

      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main jub hmain acha profit milta hai tu hmain over confidenet nahi hona chahye q k jub hum over confidenent ho kar kam karty hain tab he ap forex main loss ko face karty hain es liye market ko anlaysis kar k he ap forex main kamyab ho skty hain aghr ap kamyab hona chahty hain tu market ko achi trha se find out karen q k jub ap market ko achi trha se smjh kar trading karty hain tab he ap forex main earning kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Ik dafa profit say over confident na ho

        Yes ap blne sahi kaha hai yahan ager apko start main ya pehli dafa main jo profit ho raha ho to us se over confidient na ho jaen kiun k her bar bhi possible nahi hai k ap ki her trade hi profit main close ho jab ap proper analuse k sath biht mahnat k sathnis markete ko watcb jerty hain tobye possible hai k ao best entry point find ker saky phir ap yahan omziyada se ziyada profit bhu gain ker sakty hain new members khas tor per is bat ka jhas khayal rakhen k pehli dafa profit ho bhi jay to agy bhu aesy hi mahnt k sath kam ko continue rakha jay phir ao her bar acha orifit gainnker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Ik dafa profit say over confident na ho

          G hy bilkul ik daf ky acha profit sa overconfidence nhi hona chya blky Phly sa bh ziyada mhynt sa achi qulit ka soch semjh kr kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
          • #6 Collapse

            Re: Ik dafa profit say over confident na ho

            Je han, ik bar k achy profit sy over confident ni ho jana chahe, har trade ko maximum deny ki khosis karna chahe, forex ma agr kisi ik trade ko b kam importance k sath open karyn gy to loss etna ho ga k recover karna muskil ho jae ga or badlay ma acct wash ho jae ga, es lae hamesa har trade ko full concentration sy open karyn,
            • #7 Collapse

              Re: Ik dafa profit say over confident na ho

              bohat he achaa sawal ha ager hum ko ak dafaa bounce ya per ager hum ko ak dafaa forex trading sa achi profit hotee ha to per hum ko over confidence nhi honaa chaheya q ka ager hum over confidence ka sath work karnaa start karda to per hum ko loss he hoga es leya over confidence sa hum ko hamasha loss he hotaa hay...................
              • #8 Collapse

                Re: Ik dafa profit say over confident na ho

                Ek Dafa Ki Main usse Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham overconfidence hoge to aagsy kaise karenge gay mehsnt humasha jari rakhni chaya
                • #9 Collapse

                  Re: Ik dafa profit say over confident na ho

                  G han jb traders ko profit hota hai tu wo overconfidence ho jaty hein risky trading krny lgty hein jis mein unko loss ho jata hai overconfidence traders ko mushkil mein dal deta hai phr us se nikalna bhi mushkil ho jata hai k loss out of control ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ik dafa profit say over confident na ho

                    Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye confidence Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen work aur trading ache confidence ke sath karni chahie jisse Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain our Forex main hum loss se bhi bach sakte hain lekin Forex trading mein hamen over confidence ke sath work nahin karna chahie jiski wajah se forex main hamen bahut bada loss hoga aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur hamari Puri mehnat waste ho sakti hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ik dafa profit say over confident na ho

                      ji han dost apne sahi kaha jab hamian sirf 1 Baar profit hasil ho jai to hamain over confidence se bachna chahye our is ghalat fehmi main nhi rehna chahye ke ham expert ban chuke hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X