Trading mein experience imported hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein experience imported hai

    forex trading me kamyab mostly traders wohi hotay hain jin kay pass forex market ka acha experience hota ha experience ki bina par hi ap forex market ki movement ko deeply understand kar sakte hain jin traders kay pass experience nehi hota ha wo luck par depend kar kay analysis kartay rehtay hain or un ko loss hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein experience imported hai

      Trading mn experience bahut kaam ata ha meray khayl mn jo bhi trader forex mn time guzarata ha chahay usko loss ho ya profit dono surto mn usko experience ata ha. Loss honay par jo experience ata ha wo bhi future mn us k leay sabaq amoz hota ha aur profit wala bhi same. Wqt k sath sath jb banda forex ki market mn chalna shuru krta ha to live marekt ki movements ko daikh k aik acha idea ho jata ha. Aur yun sath sath experience grow krta ha jo k agay chal k bahut kaam ata ha. Ab hmain yeh daikhna ho ga k demo ka experience aur real ka experience kesa hota ha air kitna farq hota ha to meray hisab say real account pay trading ka jo experience hota ha wohe banday ko professional trader bnata ha.forex ki field mn jitna ziyada experience ho ga utna he acha ha yeh.
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein experience imported hai

        Dosto assalam o alikum koi b kam ham start krty hain hame us kam kam experiance hona zrori hy same isi trha is buiness mai b jab ham apni trading krty hain to usk liye b hame experiance ki zrort hoti hy ham agr achi trading chahty hai to hame forex trading ki knowladge hona zrori hy jitni agr hamary pass forex ki knowladge ni hoti to ham is business mai trading nhi kr skty agr krty bi hai to hame bht zyda loss ka smna hota hy is liye hame forex ki trading k liye experiance hasil krna chahiye or knowladge b (Thnaks nhi do gy bhai ko!)
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein experience imported hai

          Forex Treading mn just wo log successful hoty hain jin ky pas market mn entry leny ka acha experience aur knowledge hota hy jo mehnat sy din raat ek kr ky apan Kam krty hain, agr hum forex trading mn successful hona cahty hain tu hum ko mehnat sy Kam krana hoga demo account py practice krni hogi time investment krni hogi jab hum demo account py practice Karen gy time investment Karen gy tu hum ko forex trading ky related information gain ho jain gi aur market mn entry leny ka acha experience aur knowledge bhi gain ho jay ga jab hum kisi Kam mn ziyada sy ziyada time spend karty hain tu hum us kam ko achy sy learn kr lety hain
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein experience imported hai

            Hamen ismein experience sy he exchanging Karni chahie pher Hai Ham is primary hurt winning hasil kar sakty hai Agar Ham is mai bagar experience ke kam Karenge To Hamen misfortune ke sawa Kuchh Bhi hasil Nahin Hoga Hamen kam karne ke Har EK rules ko pura karna hoga woodland Ek world karobaar Hai Ham is fundamental Ghar baithkar worldwide level per Sada Mein posting Karte Hain
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein experience imported hai

              forex bussiness me trading me experince aur knowledge ka hona bahoot zaroori hai agar bina experince aur knowledge ke trade kare to loss hone ke jada chance honge isiliye trader ko chahiye ke wo demo me achchse practiese kare to hi wo ek achcha trader ban sakta hai.,
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein experience imported hai

                G bilkul us business ma trading k liy sab se important experience hy q k agr humary pass experience ho gaw to hum kudbko bout se loss se bach sakty hy us liy ma to ya kho gi k hum ko us business ma experience gain ker na k liy zadia se zadie learing ker ni chiy
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein experience imported hai

                  Jab hamare paas Forex ka achcha experience hoga to Ham for acne achcha perform kar payenge kyunki forex market ko vahi acche se analyse kar sakta hai jiske pass forex market ka achcha knowledge Ho agar kisi ke pass forex market ka achcha knowledge nahin hai aur vah yah sochta hai ki main bahut jyada profit earn kar sakta hun aur market ko acche se analyse kar sakta Hoon ya impossible hai market ko acche se analyse Kar ke profit vahi on kar sakta hai jiske pass market ka achcha knowledge achcha experience Ho agar hamare paas market ka achcha experience hoga tab Ham market ko acche se analyse kar ke achcha profit earn kar payenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein experience imported hai

                    g han dear bilkul pak forex trading business mein ham bagir experience ke trading kerna impossible hota hy es liye experience bhot important hy ager acha knowledge or experience hoga to ham zror acha profits kama sakty han bagir mehnat ke success nahi ulta nuksan milta hy khud ko mehnat ko banna cheye or daily ka work daly kerne se achi success hasil ker sakty han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X