Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.
    Assalam O Alaikum dear members.
    Forex main losses hoty hain, laikin sub say best way ye hay keh hum kabhi bhi running loss main trade close na karain, or second ager hamari SL hit ho jaye to bhi hamain is per confident rehna chahiye keh ham nay trade main planning to ki thi, losses ki waja say disheart na hon or patience and courage say next trade ki planning and preparation karain, inshallah next time profit zaroor hoga.
    Ap ki kia raye hay is bary main. Plz comments.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

    yes dear, hmain trading ma loss sa pareshan nhi hona chaiay bl k un sa seekhain aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho un factors ko remove kar k clear karain aur next time unhian repeat na honay dain ta k hm achi trading kar sakain jis sa hmain profit mil sakay
    Last edited by ; 17-05-2020, 12:49 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

      ji aapki baat bilkul sahi hai forex trading business mein hone wale loss ko hamen kabhi bhi hai raat mein nahin Lena chahie jab tak aap log yahan per apne hone wale loss ko set nahin karenge tab tak aap log forex trading business mein successful nahin ho sakte aur apne dost ko recover bhi nahin kar sakte isliye hamen bahut Hi pyara aur soch samajhkar trading karni hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

        Trading kerte jue ager ham ko nakami mill jaye ya ham ko loss ho jaye to ham ko himmat nhi harne chate ham ko dobara khushish kerne chaye kamyabi hasil kerne ke.ham ko profit hita hai ese liye kabi loss ko bhee bardast kerba perta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

          forex main humian es main boht sabar say humain es main kam karna hio ga our humian es main agar loss ho jata hain to hum es main experienced ko hasl kar kay hum es main kam kar skty hian our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hian our hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

            dear g han ap nay achi bat ko share kia hay ham ko aisa h karna chye q k jis time main ham is main add ho rahay hon to ham ko ik bat ko mind main set kr lea chye k ham ko is main loss bhi gain ho sakta hay aor nafah bhi per is main ham ko chye ho g k ham kabhi bhi apnay kam ko karnay main upset nah howa karein is main ham ko apnay kam ko best say best method k satr k khud ko last tak improve karty rahnay ki try karty rahna ho g .
            • #7 Collapse

              Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

              hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey agar hum loss ko katam nahe kary gy to hamy agy bar nahe saky gy yai aik acha karobar hain hum is main din main be kam kar sakty hai or hum is mai rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey yai kabe be band na hony wala aik acha karobar hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                Bilkul thk kha apny q business main kis or proft sth ahi Jo insan apny loss ko handl Nahi Kr skta wo kbi b aik kmyb businessman Nahi ban skta so loss sy sikhy or proft earn kry
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                  gee han dear agar app ko loss ho bjay to hamain dil par nain laina chahya hamain forex main mahnat karni ho ge or dil laga kar kam karna ho ga pher he hum is main kamyab ho gay forex aik best online business hai hum is main kam karn ga to he hum is main kamyab hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                    Ji han aapane bilkul theek kaha treading mein hone wale loss se kabhi bhi heart per nahin Lena chahie hamen mehnat karni chahie himmat nahin harni chahie Ham mehnat karenge tab hi Ham apne loss ko recover kar sakenge hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen apne loss ko recover Karen hamen apne loss Ko Dil per nahin Lena chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                      dear, hmain trading ma loss sa pareshan nhi hona chaiay bl k un sa seekhain aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho un factors ko remove kar k clear karain aur next time unhian repeat na honay dain ta k hm achi trading kar sakain jis sa hmain profit mil sakaysakay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                        Han g ap ny bht achi bat ki h trading sy hony waly loss pr disheart ni hona chaya bl k trading sy hony waly loss sy sbq hasil krty huy agya brhn ta k next time wo ghalti na kr skn
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                          trading mein aagr ap loss ko dil pe lain ge to ap ko faeda nahi ho sak ga app ko loss ho ga aur agar ap ne kameyab hona hai to ap ke liye buhat hio acha ho ga ke ap is mein mehnat se kaam karain agar ap is mein kaam karna chahte hain to ap acha earn kar sakte hain lekin is mein mehnat se pehle achi practice ki zaroorat hai aur ham agar aesa nahi karain ge to ham kameayb nahi ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                            G han bhai Jan apny thik kha hy k trading main agar hamain loss ay to hamain loss ko apny heart par nahin laina chiay bal k or experience kar k acha Kam karna chaiy aksar new trader is kam main loss Ata hy is liay pahly unko acha experience hasil karna chaiy phir trading main risk laina chaiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main hony waly losses ko kabhi bhi heart per na lain, what u say.

                              je daer aslam alekum g bhai ap bilkul thke hai rhe hai ka ka hamen trading main hony waly lose ko bilkul he dil par ni lana chye q ap agar koi bat bhe apny dil par lay le to ap ko buksan pochaty hai . hmain trading ma loss sa pareshan nhi hona chaiay bl k un sa seekhain aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho un factors ko remove kar k clear karain aur next time unhian repeat na honay dain ta k hm achi trading kar sakain jis sa hmain profit mil sakay. ap trading kay eleva bhe agr ap ko apny life main kbe lose ho nto us ko dil par ni laina chye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X